Hey friends lets dedicate songs to our uttaran charcters..........................
1. Icha - Sab Kuch seekha humne naa seekhi hoshiyari sach hai duniya walon ke hum hain anari........and Dushman naa kare dost ne woh kaam kiya hai zindagi bhar kaa gam hume inaam diya hai.......
2. Veer - Zindagi Do pal ki intezaar kab tak hum karenge bhala...........nahin yeh ho nahin sakta ki teri yaad naa aye bina tere kahin bhi dil mera yeh chain naa paye tujhe bhulne se pehle meri jaan chali jaye(ofcourse for icha)
3. Tapsya - Main teri dushman dost thi tu meri...main nagin tu icha.....(What to do koi song bhi seedha madam par fit nahin hota)
4. vansh - Nikama kiya iss dil ne iss dil ne kiya hai nikama......
5. Nani - Nani teri akal ko chor le gaye baki joh bacha tha teri tapu kar gayi...kali nani gandi nani..planning plotting chod do...jaldi se char dham yatra ke liye nikal jao
One song from Taps to divya - main kabhi batlati nahin par bahut cheap hoon main maa...yun toh main dikhlati nahin par planning khoob karti hoon main maa...............................
ALL of u dedicate songs..........