[QUOTE=]
It is because it's confusing to understand ki aisi behudgi Karne wale beakal hain yaa hum audience kuch jyaada hi samajdaar aur shanti aman priy hain. Aur kya aap variety nahi bol rahi Ho 😂😂😂 kitni toh hain
1 ibadat e ishq
2 vanraj e ishq
3 jazbaat e ishq
4 kuldeep e ishq
Hawa mein ishq hi ishq hain Issi liya oxygen cylinders ki kaami hain.😂😂
Seena main bp meter jo shoot up hota hain itna pyaar dekh ka kya hi kahe.
Mashallah habibullah wallah wallah pyaar hi pyaar hain. Kaha sa lata hain yeh log itna pyaar Matlab socho na uss fateh nikame ko stalk karke saacha pyaar mil jaata😂😂 hain aur hame toh hazar koshisho ka bavajood cello tape ka end bhi nahi milta .
Yaaha forum PA hum Sab yaahi soch rahe hain ki 7:00 baane Konsa gumnaami kabrestaan ka murda phir zinda hokar udaariyan dekh ta hain. 👻👻
Inka aman prem ki bhavna dekh kaar Gandhiji swarg sa muskura rahe Honge. Laila majnu, heer ranjha, sassi pannu inn sabko toh chulu bhaar paani main dupki maar kar maar jaana chaiya kyuki aajkal ka modern Romeo na toh haade Lang kar world record tode hain.
Shah Rukh Khan bhi aaiyavi movies main itni mohabbatain karte hain Inka sacha ibadat e Lou 😆😆 dekh kar woh bhi unka mannat ka samne jo samundar hain waha lota main paani bhar raha honge.
Bas Ab Modiji hum par taras khaaye aur hamare aache din jaldi aaye.
Thank God in my house hindi serials are banned as my mom hates that garbage. I used to secretly watch udaariyaan on my phone but humne bachpan main khaaya chavanprash abhi activate hua aur der sa hi sahi hame aakal Aa gai aur hum waqt rahta sudar Gaye. 😁😁
[/QUOTE]
Apne convince kar diya humhe 🙏
Aisa amar prem katha kahi nahi dekha hai humne iss jeevan me... 100 saal baad bhi yeh kahani yaad rahegi... Shah jahan aur mumtaaz ke saath JasFa bhi yaad rahenge.... Shah jahan ne taj mahal banaya... Fateh... bana dega kuch apne pyaar ke naam.... playing card house shayad? 😆
@bold:
Satya vachan! 🤣
Main har TRP day sochti hu isko kaun hi dekhra hai bhai.. kyu hi dekhra hai 😆
Not able to tag you, sorry But thank you for this entettaining response!