Rekhu aau saheb sabki shadi karati hein..to khud ke liye kyo nahi dhundati hein koi buddha..us Damini tai ko puchana tha ki usake ghar koi buddha hein kya?? Bechari goda ...taras aa raha hein aaji aur mabap ke pap ese dhona padega.
Woh bhi kuch kam nahi hai Jiya. Jis Insaan ne use bachaya, usi ko suspend karwaya hai..
Actually ye Vikku uske liye sahi hai.
Mai bas Goda ke maa, baba aur ajji ke attitude aur lalach ke baare me bol rahi thi..