Yes may b Malhar had told kalyani( When i dont know) that i am bound by my duties i will have to arrest mayi but u can do one thing arrange the bail anyhow, then by rule i will not arrest mayi. But there are doubts too. 1. When did Kalma get the situation of such convo as the time was very less.2. Why will they act as if they are standing against each other? What will they gain from it? Malhar wise hai lekin aisa shatir plan kya woh banyega ? He is very dedicated to his uniform and the law.
Mujhe lagta hai ghar mein aake ek dusre ko angry looks denge, bat nhi karenge , lekin touchy touchy rahenge , eksath sab kuch karenge par muh bhi fulayenge .... fir pillu k liye karib ana padega , kalyani musibat mein hogi.... toh help karne jana padega.I have made an imaginative convo between the two , Aisa ho sakta hai guyz
Kalyani will say-Mujhe ap ki madat ki zaroorat nhi hai . M will say -Acp hone k sath sath ek pati ka farz vi hai aur woh nivane se mujhe koi rok nhi sakta! Ya fir K will say-Ap toh ai ko mujrim mante ho na toh fir meri madat kyun kar rahe ho ? M will say - Kanoon k nazar mein har koi saman hai ....zada bakbak mat karo sachhai dhundne mein concentrate karo 14 din mein se sirf 7 din bache hai aur 7 din chala gaya hai. K will say - 7 din avi hai mere pas Mere liye wahi kafi hai... aur jab tak gunah sabit nhi ho jata hai koi mujrim nhi hota ...acp ki biwi hun itna kanoon mujhe bhi pata hai... fir bolegi khane pe gussa utarne k zaroorat nhi hai . Malhar man hi man bolega- Acp ko hi Police ki duties samjhake chali gayi .hadh karti hai.....