Really abhi tak yakeen nahi ho Raha ki makers ne Samar ko maar Diya . Maaya to chalo side character thi par Samar to ek Shah tha Anupama ka laadla ab to makers pe yakeen nahi Raha Samar ko maar Diya to kisi ko bhi maar sakte hai ye.😳 Kapadias kya cheez hai jab ek Shah ko maar Diya.
Kuch bhi keh lo par Shahs mein Samar decent tha, innocent tha mujhe Samar atleast saare Shahs mein sabse jyada pasand tha par makers ne usse maar Diya 🥺
comment:
p_commentcount