Na Umra Ki Seema Ho; ViDev OS

Posted: 1 years ago

An OS on current track.

Dev and Vidhi did the arthi together after the fiasco . But dev find Vidhi behaviour odd.

She is silent because of the guilt of not trusting him enough he thought.

He was hurt and sad by Vidhi previous act but whatever situation they may  in he will never stop caring her and thinking about her. 

All left to raichand house and Vidhi and dev silently went to their room. Vidhi just sat on the bed like a statue that she is in some other land and she is not aware of the happenings surrounded her. Dev got freshen up and thought to go for drive to freshen his mind. He came out without looking at her and started to drive. He is guilty to come like this by leaving her in this situation but he know right now he is not with sane mind to talk with Vidhi and he don’t want to make her feel bad more cause he clearly know that she is feeling guilty and blaming her self for his insult and he can feel how much hurt she must have felt after hearing Divya’s claims.

He was angry, sad, hurt that she didn’t trusted him enough but he is more hurt with the thing that she didn’t shared her  thoughts when Amba provoked her in Goa and Divya’s suspense talks and when she heard Divya and Yamini’s argument.what bothered him more is she choosed to stay distant with him rather confronting him. He wouldn’t have felt this much even though she accused him being cheater and fighted with him for breaking her trust.he is feeling sad that he failed to make her trust him enough.he is thinking that

Kiski pyar me jo kami hai ki un donon ki rishta ithna kamjor padgaya.jis rishte ke liye vo donon ne ithna kuch saha vo bas ek misunderstanding ki vajah se tutne vali thi.kis cheej ki kami rah gayi hamari iss rishte mein.kahi mera pyar jo ithna kam padgaya ki vo mujhe iss problem ke bare mein bath karne ki  haqdaar bhi nahi samjhi.aisa kya badla hamare beech mein vidhi .. aisa kya badal gaya. Uss vakt ham door rah kar bhi har mushkil mein ek sath khade rahate the par ab ek saath ek ghar mein rahkar bhi ek dusre se door bhagna pad raha hai. 

He got out from car and sat down there and shouted  Vidhi!!!!!!

Aisa kya badal gaya hai hamare beech?

Aisa kya kami rahi gayi mere pyaar mein? hamare iss rishte mein?

He felt something on his head and raised to see.

Takat mile.. barkat mile.. baba standing there and giving blessing with smiley face..continued…

Tumhari rishte ya mohabbat mein koi kami nahi hai par unki ☝️nazar mein iss rishte se ummed badh gaya hai…

Rishta banana uthna hi asaan hai jithna reth par reth se reth likhna jab ki rishta nibhana uthna hi mushkil hai jithna pani par pani se pani likhna…

Hamesha ek cheej dhyan mein rakhna 

Jab aapke chahne vale galati karte hai ya aapko chot pahunchate hai tho aapko yeh viswas hona chahiye ki galat keval unka thanav tha unka iraada nahi…

Jaisa aag me thapakar hi sona khara bana jatha hai theek vaise hi mushkilon ki saamna karke hi rishta our bhi majboot bana jata hai. 

Aap donon ki jodi hamesha salamat rahe ….

Baba left from there and dev dwell into pool of thoughts.

He realised that it’s 10 at night and he went back home. He walked to his room and find Vidhi sleeping. He felt bad by seeing her state . Her dried tear marks , wrinkled forehead,her sleeping posture like folding her legs to stomach made him worried. He about to go to her side Satya came there with dinner and asked  

Dev tum theek ho? Kaha chala gaya thum? 

Dev: main theek hu ma.. bas aise hi..

Vaise vidhi ne dinner kia?

Satya: nahi dev .. jab main unhe dekhne aaya vo bas aise hi baith ke rah gayi bed pe our bahut roya usne . Maine bath karne ki bahut koshish ki par unhone mujhse nazar tak nahi milayi.main dinner room mein leke aaya par usse pehle hi vo so gayi. Isiliye maine usse disturb nahi Kia . Socha kal aaram se baath karungi.. uske liye aaj ka din bahut mushkil tha dev…

Tum khana khao our so jao. Kal bath karenge ham. Good night.

Dev changed his cloths and settled on his side of bed .

He just tossed on the bed for some time and felt defeated he went to Vidhi side and took her head into his lap . He just patted on her hair to relieve from stress.

Her wrinkles slowly got reduced and she moved close to him.

He can’t control his emotion of his fear of loosing her. He slept beside her and hugged her with all his might.

His tears got flowed and heart becomes light.slowly peaceful sleep took over him after two torturous nights…. Being in her hug.

Dev is the first one to wake up and realising their position he left to freshen up hurriedly. After refreshing he still found Vidhi sleeping and thought it’s very weird that Vidhi is sleeping this much time.he didn’t want to wake her up cause she need rest to calm her self that yesterday how she is crying inconsolably while apologising him.

He got sad by remembering yesterday happenings and went to office .

When it’s lunch time Satya checked on Vidhi and finding her sleeping she left sadly. When Priya , mousi , mousa and satya are having food mousi asked Satya vo maha rani ab tak nahi uthi kya.. 

satya: jiji vidhi bahut thagayi hai our vo sadme me hain . Usse thoda aaram karne ka vakt dete hai . Kal ka din kithna mushkil tha vidhi keliye..

Hili mousi: vidhi ke liye.. mushkil.. ? Tum pagal vagal hogaya kya choti mushkil dev ke liye hua apni biwi ko aise bath karte dekhte huye . Kaise dev pe ilzam lagaya baap beti donon ne milakar. Dev ko samajhne ke bagair usne dev ko chodne ke liye tayyar hogayi.. dev kithna pyar karta hai usse yaha tak ki iss ladki keliye mujhse battamizi se bath Kia.kisi ki bhi rai ka parva nahi Kia sirf iss ladki ko chodkar. Par iss ne kya Kia Ab sath nibhane ki baat aaya tho kaise yeh ladki apni rang dikhayi dev pe shak karke…bahut ud rahi thi na kal yeh ladki aaj aise room mein khud ko band karke kya sabit karna chahti hai.. 

satya is really worried for Vidhi…

choti mujhe lagta hai ki ghar ka kaam na karne ke liye bahana bana rahi thi bas..

Vidhi woke up by lunch time and realising the time she came to hall to apologising to satya for being late. Her head is still spinning and she is feeling terrible headache that some one is hammering right on her head.

After listening mousi words she remembers yesterday events and she is in disbelief that ki is she really accused dev in that worst manner. She went back to room crying by not digesting the fact that she really accused him.

She sat there and lost in pool of thoughts.

In evening dev couldn’t control himself to stay in office after knowing Vidhi state from Satya.

When dev came into the room she ran to him and hugged him and cried bitterly.

Dev stopped himself with difficulty from hugging her back even though he is craving for her this hug and assurance of not to think about leaving him ever.. never ever..

In this past three days he realised that he need her beside to breath.he may live without her but as a life less and heart less things present in home.

Vidhi realised dev resisting himself she came back from hug and maintaining distance she folded her hands and said

Dev ji mujhe patha hai kithna mushkil hai aapko mujhe maaf karna.. 

main aapko bahut hurt Kia hai aap pe bharosa na karke, aap pe shak karke…

Par mujhe maaf karne ki choti si koshish jaroor kariye dev ji.. mujhse door math jayiye … aapke bina main nahi rah sakti…

Dev gave a hallow laugh and said tumhe maaf karne vala main koun hota Hu… vidhi…tumne mujhe kisi bhi cheej ki haqdaar hi nahi samjha tho main koun..

He couldn’t complete the sentence and felt like choked…

Vidhi: dev ji aap yeh kaise baithein kar rahe hain..

Dev: oh main bhul gaya… main tum se bath karne ka our tumhari dil ki bath share karne ka layak hi nahi Hu tho mere bath tumhe kaise samajh ayega..

Vidhi: dev ji…

Dev:aaj se mein tumhe kuch puchke preshan nahi karunga.. mujhe pata hai tumhari sare dard , pareshani,problems share karne keliye tumhare paas bahut dost hain..

Par mera har ek bath main tumse share karunga.. kyonki mere paas tumhare alava koi our karibi hai hi nahi ..tho 

ha tumhe pareshani hogi and I am sorry for that but I had no choice. He laughed with pain.

Vidhi cried and said dev ji..

Dev: nahi vidhi tum ro math.. mujh me thumari  aasun dekhne ki himmat nahi hain. Mere sare himmat tumse lad the , tumhe janthe hi khatam hogayi ..ab nahi..

Jab tumhe dhundhte chale tho uss raste pe tumhara yeh jo bracelet mila hai mujhe tabhi mujhe samajhna chahiye tha ki ab uss vadon ka koi matlab nahi hai.. par fir bhi himmat karke USs address pe aaya jo mujhe mila tho  vaha mere  pyar mere chune se hi ithna pareshan ho raha hai tho tabhi samajhna chahiye tha ki mere iss pyar ki koi ahimyat nahi hai.

Phir bhi besharm hokar bachi kuch himmat jutakar tumhare ghar aake tumhare saamne meri dil rakh dia tho uske badle USs dil ko jo jo savalon ka saamna karna pada tabhi USs pagal dil ko samajhna chahiye tha ki dedh Umar ki dil ko nanhi si pari ki dil se judne ka layak  hi nahi hai …

Mujhe laga ki ham iss umra ki Seema ko kab ka par kar chuka hai par nahi.. mein galat tha. Jis dar se maine iss rishte ko apanane se hichkichaaya vo hi sahi hai. Mera yeh dar sahi tha ki kahi ek din meri umra ki vajah se jo problem aaye usse darke tum mujhe chodkar chali gaye tho…mein kaise jee patha…. Bas jaise maine socha vahi dar mere saamne aaya …Par maine yeh kabhi nahi socha ki mera dar ithni jaldi mere samne ayega…

hamari acceptence ke baad pehli baar mujhe mera umra ka ehsaas huva tha vidhi .. hamara umra ka fasla ka ehsaas huva tha vidhi..

Vidhi: dev ji..

Dev: ha Vidhi kash tum apna ham umr ko chuna hota tho aaj tumhe iss dard se na gujarne padta  hoga.kyonki main samajh sakta Hu tumhare liye yeh sab face karna kithna mushkil tha.. par tumne ek second ke liye bhi socha mein kis halat mein tha…kitna pareshan ho raha tha.. jab tum nahi mil rahe the tho mera halat kya tha .. ek ek saas kithne mushkil se liya maine…jab tumhari bracelet vaha mil gaya tho kithne bure khayal aaye the mere man mein …tumhare khone ke dar se hi hazar mouth mar chuka Hu main…

Jab tum mujhe chune se mana Kia our mujh par jo savalon ka barsath kar dia  na uss vakt tumhari ankhon mein mere liye jo tha usse dekhne se behtar vahi ke vahi  saanse chodna  aasan lag raha tha mujhe… 

Tumne  mujh par shak Kia iss bath pe mujhe ithna hurt nahi huyi jithna ki tum mujhe tumhari dard share karne ki layak hi nahi samjha ..iss bath pe bahut bura laga mujhe .. kyon Kia vidhi tumne aisa.. tum mujhse puch leti, chahe mujhe cheater hi kyon na kahathi ya thappad bhi kyon na dethi tumhe betray karne keliye.. tab bhi mujhe ithna hurt nahi feel hota par tumne mujhe ek mouka bhi nahi diya mere sach tumhare saamne rakhne keliye..

Kyon vidhi…. Kyon…kyon mujhe ithna paraya kar dia…kyon tumne mujh pe ittusa  bhi bharosa nahi Kia… 

Vidhi: dev ji aisa kuch bhi nahi hai.. mujhe aapki past mein jo hua usse koi problem nahi thi .. par maine iss bath pe hurt hua ki aapne mujhse ek bath chipayi .. 

dev: kis bath chupaya maine?

Vidhi: yeh bath hai ki aap apni college days mein Yamini ji ko pasand kia.. batayiye maine aapki dairy padh Lia hain dev ji….kyon chipaya aapne ..

Apne kaha ki bas ek normal dairy hai bina do page ke.. par aapne nahi bataya ki USs vakt aapne aapse pyar karne vale ladki ke sath the…

USs vakt aap hosh mein nahi the our aapke sath jo kuch bhi hua hoga mujhe isse koi farak nahi padta .. balki iss bath se hai ki aapne mujhe sach batane ki layak hi nahi samjha na.. kyon nahi bataya apne mujhse pehle kuch vakt hi sahi aapki jindagi mein koi our ladki bhi thi.Aapne mujhe dairy tho dia par Kyon aapne mujhse yeh bath directly nahi bataya .. batayiye dev ji..

Dev become silent

Vidhi: main bas aapki iss tarah bath chupane se hurt huyi thi par aap par ilzam lagana mera iraada nahi tha dev ji.. main aapse naraz, nirash jaroor huyi thi par maine aapse kabhi saval nahi kar sakti Hu…main puri duniya se lad sakti Hu  par aapse nahi..isiliye maine aapse yeh sab ke bare mein puchne ki himmat hi nahi Kia.main aap pe bharosa nahi Kia par aapse bahut pyar our usse bhi jyada respect karta Hu dev ji..aapse saval puchna our aap pe ilzam lagana kabhi mera iraada nahi tha .. nahi tha ..

Mujhe maaf kar dijiye dev ji…and she cried bitterly while holding dev shirt..

Vo mera iraada nahi tha dev ji .. mujhe maaf kar dijiye.. and she fainted in his arms.

Dev got alerted and holded her in his arms. He patted her cheeks and called Vidhi . Upon not getting any response he called Satya and all members of family with worry . Abhi called  family doctor to check Vidhi.

Doctor checked Vidhi and said she is very week right now and she didn’t had food properly from past days so she fainted and no chance to worry much.

All went to hall after relieved by this and doctor signalled dev to meet him alone.

When dev talked with doctor after all left doctor asked dev that is his wife a drug addict.

Dev got shocked and asked the doc why he said so..

Doc: dev , yeh mujhe drug ke side effect ki panic attack lag raha hai and to confirm that I am sending her blood samples to test. By tomorrow morning I will inform you everything. But according to my experience she is under high drug effect and I can’t say how many days she will remain like this.

Hope tomorrow if we find the drug type then we can make her recover soon.

Don’t worry everything will be all right.

Once doc left dev rushed to Vidhi and he took her head in his lap and remembered yesterday night also how she was behaved like alien and how she felt comfort under his care. He patted her hair to feel her relax. He remembered their entire conversation like how she told him many times that she didn’t want to accuse him and thought that because of the drug effect she behaved rudely with him and he now know Amba is the only one behind this.

baba words ringing in his mind that rishte nibhana bahut mushkil hai.. vo kuch galat Kia bhi ho tho bhi aapko viswas hona chahiye ki galat unka thanaav tha unka iraada nahi..

Mushkilon ki  samna karke hi rista our majboot hota hai..

Tum donon ki pyar mein koi kami nahi thi balki unko aapki pyar se ummed badh gaya hai…

Shayad yeh hamari sache pyar ki our rishte ki imtihan hai vidhi..

Mujhe pura viswas hai ki ham iss mein bhi jeet ke dikhayenge..

While caring her dev also went to slumber.

Dev woke up by the doctors call and he got shocked by the result.

Dev told Satya ki Vidhi ki samples mein drug ki traces mil gayi hain.Amba gave a high dose drug and because of that Vidhi will behave like maniac who is high on emotions and lose the control on her senses and emotions too gradually.

With this help of drug Amba made Vidhi do as per her liking.

Satya : dev vidhi ab theek tho haina ..

Dev : nahi ma.. yeh bahut powerful drug hai our iss ke effect khatam hone mein kithna din lagega yeh koi nahi keh sakta. Vidhi ki halat ki hisab se kam se kam ek hafta lagega iss drug se puri tarah free hone keliye..

Satya: dev yeh Amba iss sab karke kya hasil karna chahti hain.mein bhi bas yahi soch rahi Hu ma.. par ab Vidhi needs me ma.. mujhe pehle vidhi ka khayal rakhna hai ma..ek baar vo theek hogayi tho ham donon milakar USs Amba ko harayenge ma..vo hamara kuch nahi bigad sakti hai ma.. aap relax kijiye..

Satya: main tum donon ka nashta yahi bhijava dungi .. and she left..

Vidhi: dev ji.. mujhe maaf kar dijiye.. dev ji.. main aapse nahi lad sakti dev ji…she is talking in sleep.

Dev: he got tear eyed by seeing her condition and rushed to Vidhi and hugged her tight and said main galat tha vidhi I am sorry .. I am sorry..  he tried to wake her up according to doctors instructions that she will feel intoxicated and sleepy but he has to make her awake and not to let her sleep more time.

He patted her cheeks and called Vidhi many time as and finally she is woke up but still sleepy .. dev cupped her face ,kissed on her forehead and said good morning to her and send her to freshen up. Mean time he prepared tea for both and got into room . He served her the tea with medicine without her noticing.dev  felt vidhi is some what fine after having that tablet.

He sat beside vidhi and took her hand in his and said I love you vidhi.

Vidhi got teary eyed and asked aapne mujhe maaf kar diya na..

Dev said vidhi galti tumhara akela ka nahi hai. Ham donon ne galti Kia hai. Hame laga ek dusaron ko accept karne se ham iss umra ki Seema ki par kar chuke hai . Par nahi vidhi yeh seema har vakt kisi na kisi roop mein hamare saamne aate hi rahegi .ab dekho meri umra ke ehsaas ki vajah se tum khud ko immature samajh ke mujhse lad nahi pa rahe ho.. Pure dil se bath nahi kar pa rahe ho..our iss ghar mein our mujhse kithna adjust karna pad raha hai tumhe mere vajah se..

our tumhari umra ke ehsaas ke vajah se mein hamesha mature feel hota Hu our tumhe lecture dene lagta Hu ,tumhe mera assistant jaisa feel karvata Hu.. our tumse kuch deep conversation karne keliye darta hu.. tumse openly sab kuch discuss nahi kar pata hu..par aaj se our abhi se yeh sab khatam. Tho hame ab yeh yaad rakhna hai ki chahe kuch bhi hojaye ek dusre se kuch bhi nahi chupana hai our koi bhi mushkil aaye ghar ki ya office ki koi bhi ho unke saamna ham donon milakar our ek dusre ke saath rahakar karna hain.

Our sahi tarike se hame yeh prove karna hai ki 

Jab pyar mein jeena ho

Na Umra Ki Seema Ho..

Both said in unison.

The end.

Posted: 1 years ago

That was sooooooo beautiful 😍😍 

Although an emotional one but still i just love to read it.. 🫶🫶 

Ab Show me bi Videv k darmeyan aisi talks dekhne ko mil jaye to maza aa jaye.. 

Lekin meri sadhi dekho me kya chahti hu 😪🙄😂😂🤦‍♀️ 

Show me to bs aik se 2 min ki bat hogi then maybe hug or forehead kiss or matter will be closed.. q k makers se kuch or umeed bi ni ki ja sakti.. 

But still ye parh k bht acha lga.. sakoon mila videv ko sath me dekh k.. 

just note down os me you talked about Ambaa spiked Vidhi's milk glass show me is cheez ka zikar tk ni hoga.. I'm 100% sure..

Plz write more stuff plz 😍😍 loved to read ur writingss.. ❤️❤️🫶😍

Edited by maddy124 - 1 years ago
Posted: 1 years ago

Superb write up yaar. Main toh request karungi ki OS se FF kardo isko. 

Posted: 1 years ago

So so good Shinika... ❤️❤️ Exactly the conversation between Dev and Vidhi Didi that we need to show once this entire fiasco is done and dusted! 👍🏼👍🏼

Their faith and trust in each other is definitely shaken and their relationship is on a slippery ground, how open communication can help them both is what is needed in the show!

Show mein dikhega ya nahi pata nahi... But am glad we have your OS to go back to!! 👍🏼👍🏼

Kudos to you for weaving it all so nicely showing both Dev and Vidhi's emotions... And also bringing out how Amba had indeed drugged Vidhi and that's why she is such a zombie state 👍🏼👍🏼👍🏼

Originally posted by Shinika

Wowowowoowwowow, what an OS ❤️❤️❤️❤️

MAZA agaya 😍

Please isko OS se FF bana do 😁😁❤️❤️

Posted: 1 years ago

Absolutely wonderful shinika - you’ve captured both their emotions so so well! Loved it. I wish they show some of this atleast in the show.

Amazing stuff!

Posted: 1 years ago

Aapne toh emotional kar diya yaar.. i could feel the anguish of these two souls through ur words! Especially for Dev.. 💔 how badly he wanted to comfort her but resisted too🥺

Bahot khoobsoorati se likha hai!! Show mei jaisa bhi hota rahe.. forum ke writers never disappoint.🙌🤗

Posted: 1 years ago

,❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️

Too good Shinika...

Posted: 1 years ago

Thanks for the tag yaar.   Superb  writing.  Such a beautiful os.  Lots of 🤗🤗😘👌

Posted: 1 years ago

Tagging you girl

Edited by Shinika - 1 years ago

Related Topics

doc-text Topics pencil Author stackexchange Replies eye Views clock Last Post Reply
Teri Meri Kahaani - a ViDev FF part 2 updated pg 5

pencil Srj9   stackexchange 52   eye 5529

Srj9 52 5529 1 months ago Srj9
CHUPKE CHUPKE SE; ViDev; FS updated part 14 on page 19

pencil Shinika   stackexchange 137   eye 13851

Shinika 137 13851 2 months ago Saloni_1235
Devvrat and his Destiny/ Devvrat our unki Vidhi ; ViDev;OS

pencil Shinika   stackexchange 13   eye 1047

Shinika 13 1047 2 months ago Loving2Missing2
Videv FF: Undercover Cop and Business Tycoon ki love story

pencil LadyGaga123   stackexchange 56   eye 5264

LadyGaga123 56 5264 3 months ago LadyGaga123
ViDeV Once Again!!!

pencil Shinika   stackexchange 106   eye 6006

Shinika 106 6006 4 months ago Shinika

Topic Info

12 Participants 14 Replies 1387Views

Topic started by Shinika

Last replied by Nany

loader
loader
up-open TOP