Ye badhiya kaam kiya mujhe kab se wo dev jab vidhi ke ghar ruka tha wo waala chahiye tha
aur koi chahiye to bata dena... ill make and share....
Ye badhiya kaam kiya mujhe kab se wo dev jab vidhi ke ghar ruka tha wo waala chahiye tha
Kyun Kya Karna tha?
Maze lene the inka pavitra pyaar dekhna tha. Waise kitni baar pakda dev ne vidhi ko aise batao bas ye aur woh abhimanyu office aane wale time par gusse mei.