ARAKSHI FS : KHUSHI KE RANGON WAALI... HOLI (Last Part on PG - 7) - Page 5

Created

Last reply

Replies

63

Views

8284

Users

15

Likes

109

Frequent Posters

karuna_kini thumbnail
Anniversary 3 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail + 2
Posted: 2 years ago
#41

Originally posted by: Butterfly09

Hey buddy. 

Thank you so much for a comment and I am so glad that you like it. 🥰

Sure buddy. I will surely continue this story and next part is in progress. You will get the next update in next few days. 😊

No... Emergency Task Force is written by my sweet buddy "@Karuna_kini"... 

@karuna_kini... Buddy Me bhi waiting waiting wali line me hoon... Umeed hai aap jaldi free hogi aur jaldi jaldi update milega🤗

Haan haan jaanti hun kaafi log wait kar rahe hai. And i am really grateful to all of them who read and follow my updates 🥰🥰😘 I am doing my final draft. And in a few days time you all will get it. ❤️❤️

Lots of love ❣️

Karu

Rani_sweety thumbnail
Posted: 2 years ago
#42

Wow both parts are just awesome....next update plzzzz...and do update we are family and revenge for love😍😍

devikadevthosh thumbnail
Visit Streak 500 0 Thumbnail Visit Streak 365 0 Thumbnail + 5
Posted: 2 years ago
#43

Update soon dear

Waiting eagerly for it

Arakshi123 thumbnail
Visit Streak 30 0 Thumbnail Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 2 years ago
#44

Waiting for update ❤️❤️..pls update soon ❤️❤️

Bodhianveshika thumbnail
Visit Streak 365 0 Thumbnail Visit Streak 180 0 Thumbnail + 4
Posted: 2 years ago
#45

Bahut busy ho aap? Holi se Shri Rama Navami bhi nikal gaya. ACPs ka vanvaas kab khatm hoga?

Butterfly09 thumbnail
Anniversary 5 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 2 years ago
#46

Originally posted by: Bodhianveshika

Yes buddy. 

Busy toh hoon. 

Aap toh jaanti hai iss season me sab apne ghar pe anaaj bharte hai, saal bhar ke masale, aachaar vagera banate hai... Me abhi inhi ghar ke kaamo me lagi hui hoon. Mumma ko help karna padta hai naa so... 

But don't worry update almost ready hai. 

Iss weekend pe update mil jaayega and yeh story bhi khatam ho jaayega. 

Iss weekend tak ka intezar kar lijiye. 

I am sorry. 

Bodhianveshika thumbnail
Visit Streak 365 0 Thumbnail Visit Streak 180 0 Thumbnail + 4
Posted: 2 years ago
#47

No worries. Sorry ki koi baat nahin. Understand.

Niice. These are fun traditions too and as exhausting it can be, utna hi mazaa bhi toh aata hain. Yaha par is time papad, fryums (in Kannada it is called Sandige) , as you mentioned achaar, chunda, morabba, phana yeh sab banate hain so that achchi dhoop me pake.

Keep it up.

Butterfly09 thumbnail
Anniversary 5 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 2 years ago
#48

Originally posted by: Bodhianveshika

No worries. Sorry ki koi baat nahin. Understand.

Niice. These are fun traditions too and as exhausting it can be, utna hi mazaa bhi toh aata hain. Yaha par is time papad, fryums (in Kannada it is called Sandige) , as you mentioned achaar, chunda, morabba, phana yeh sab banate hain so that achchi dhoop me pake.

Keep it up.

Haan humare yaha bhi morabba, chhunda, papad, wafers etc banate hai... Humare yaha Gujarat me toh mostly sab ko khaana masaaledaar hi accha lagta hai iss liye kacchi keri ke aachar, nimbu ka aachar, morabba vagera sab banate hai taaki poore saal theple vagera ke saath usko maze se kha sake... uske saath sabudaana aur potato ke wafers bhi ghar pe banate hai aur dhoop me sukhate hai so poore saal naste ke liye kaam aa sake... 

true kaam bohat rehta hai toh thak bhi jaate hai lakin maza bhi aata hai jab ghar me sab ke saath beth ke yeh sab banate hai, usko chhat pe jaake dhoop mein sukhana, wapas shaam ko lene jaana... it was fun. poora din kaise nikal jaata hai pata hi nahi chalta.😊

Bodhianveshika thumbnail
Visit Streak 365 0 Thumbnail Visit Streak 180 0 Thumbnail + 4
Posted: 2 years ago
#49

Originally posted by: Butterfly09

Haan humare yaha bhi morabba, chhunda, papad, wafers etc banate hai... Humare yaha Gujarat me toh mostly sab ko khaana masaaledaar hi accha lagta hai iss liye kacchi keri ke aachar, nimbu ka aachar, morabba vagera sab banate hai taaki poore saal theple vagera ke saath usko maze se kha sake... uske saath sabudaana aur potato ke wafers bhi ghar pe banate hai aur dhoop me sukhate hai so poore saal naste ke liye kaam aa sake... 

true kaam bohat rehta hai toh thak bhi jaate hai lakin maza bhi aata hai jab ghar me sab ke saath beth ke yeh sab banate hai, usko chhat pe jaake dhoop mein sukhana, wapas shaam ko lene jaana... it was fun. poora din kaise nikal jaata hai pata hi nahi chalta.😊

Absolutely.

Marathi_Mulgi thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 2
Posted: 2 years ago
#50

Originally posted by: Butterfly09

Haan humare yaha bhi morabba, chhunda, papad, wafers etc banate hai... Humare yaha Gujarat me toh mostly sab ko khaana masaaledaar hi accha lagta hai iss liye kacchi keri ke aachar, nimbu ka aachar, morabba vagera sab banate hai taaki poore saal theple vagera ke saath usko maze se kha sake... uske saath sabudaana aur potato ke wafers bhi ghar pe banate hai aur dhoop me sukhate hai so poore saal naste ke liye kaam aa sake... 

true kaam bohat rehta hai toh thak bhi jaate hai lakin maza bhi aata hai jab ghar me sab ke saath beth ke yeh sab banate hai, usko chhat pe jaake dhoop mein sukhana, wapas shaam ko lene jaana... it was fun. poora din kaise nikal jaata hai pata hi nahi chalta.😊

golkeri athanu my fav. and sambhar masala and chhudo😃