Chapter 14
Malhar went to kalyani house Madhuri was already tense that why Kalyani came with her bag and she was very upset but Kalyani didn't say anything to her
Malhar:Kalyani kaha hai anuty
Mad:wo apna room ma hai kya huva Malhar sab kuch thik hai na kuch huva hai
Malhar:nhi nhi anuty kuch nhi huva aap tension mat lijiya
Malhar went towards her room and room was open and Kalyani was resting on the bed
Malhar:Kalyani
Kalyan:Mj aap yaha kya kar rahe hai Mane kaha na mujhe apsa koi baat nhi karni plzz jaiya
Malhar closed the door
Malhar:plzz Kalyani meri baat suno mujhe sach ma nhi pata ki ya Nisha pregnant kaise huvi wo jhut bol rahi hai meri baat ka yakin karo
Kalyani hugged her immediately
Kalyani:I am sorry mj mujhe apko itna sara nhi bolna chaye tha Mane apko athrav ka saath jhod diya I am sorry
Malhar:Kalyani I am sorry but tum mujhse gussa nhi ho
Kalyani:nhi to ma kyu gussa hogi
Malhar:itni bhadi baat hogayi or tum to kuch fark hi nhi padh raha kyu
Kalyani:are malharji kyu itni tension la rahe ho aap apko pata hai Nisha pregnant nhi hai
Malhar:kya tumhe kaise pata
Kalyani:jab usna uska pregnancy report dikhaya jab usa ma date kya thi 26 or usna kya kaha ki aaj subha usna checkup kar waya to aaj date kya hai 2 to ya report fake ki huvi na usna kisi or pregnant lady ka naam ata ka apna naam dal diya hai doctor ki help sa
Malhar:sach ma Kalyani Mane to ya note kiya hi nhi I can't believe ki Nisha itna gir skati hai
But ma Khush hu ki tum mujhse gussa nhi ho
Kalyani:ma kyu gussa Rahu gi mujhe to laga ki aap mujhse gussa hoga ma apko itna zara bol diya I am sorry and I love again she hugs him
Malhar:and I love you too to fir chale ghar
Kalyani:nhi nhi ma nhi aao gi
In Malhar house
Anu:ya lo Nisha tumhera liya juice aur ya mat sochna ki Mai ya sab tumhera liya kar rahi hu ya sab me Malhar ka bacha ka liya kar rahi hu saying this she went out
Nisha:haa haa pata hai ki aap ya bacha ka liya kar rahi hai waise bhi jo bacha ha hi nhi uska ka liya kar ka bhi apko koi faida nhi milna wala ap apna ya na hona wala bacha ko apnaya hai dheera dheera aap log mujhe bhi apna laga and Kalyani out wow Nisha kya idea banaya hai tuna ya fake pregnancy ka Mane kaha tha na Kalyani Malhar sirf mera hai sirf mera uspa tumheri koi haq nhi hai
Malhar came home
Anu:malhar Kalyani kaha hai Kalyani nhi ayi
Malhar:nhi aai or ab ma usa bula na bhi nhi jane wala Mane usa sorry bola but usa to meri koi feelings ki kadar hi nhi ab ma Kalyani ko kabhi bhi sorry nhi bolu ga admi hu hoagyi galti kitni bhaar maafi mangne ka
Nisha was standing their and she was happy that her plan is successing
Anu:Malhar tera dimaag kharab hogaya hai tujhe pata ha na ki wo pregnant hai aur pregnancy ma mood swings hota hai to uski waja sa usna tumheri sorry accept nhi ki hogi
Malhar:haa to pregnant hai to iska matlab kuch bhi kahe gi or ma sunu ga
Anu:Malhar shayad tum bhul rahe ho tumna koi choti glati nhi ki hai ek anjaan ladki ko pregnant kiya hai konsi biwi ya bardast kare gi batao
Malhar:hogayi glti maafi maang raha hu bas aai ab ma ja raha hu ps ka liya plzz Nisha ka khayal rakna
Saying this he left
Anu:kya Nisha ka khayal ya ladka ka dimag kharab hogaya Malhar Malhar meri baat suno
Nisha pov
Omg mujhe yakin nhi ho raha Malhar na mera khayal rakna bola I can't believe
Malhar:Kalyani kaise lagi meri acting
Kalyan:achi to thi but ya kya tha last ma Nisha ka khayal rakhna kuch sada nhi hogayi
Malhar:wo to maine aise hi bola kyu tumhe jealous feel hora hai
Kalyan:haa huvi ma jealous because aap sirf mera hai samja ma nhi hu to iska ya mtlb nhi hai ki aap kuch bhi karo ga
Malhar:ha baba thik hai chalo bye apna khayal rakhna or meri baby ka bhi
Kalyani:thik hai bye
Kalyani pov
Nisha tumhe lag raha hoga na ki tumhera plan success hogayi nhi nhi abhi to sirf tumhe Mane trailer dikhaya hai abhi pic to baki hai
I hope you guys liked this update
comment:
p_commentcount