Ab in baa pakhi toshu ko doosra shikar mil gaya hai that is kinjal ab kinjal saare ghar ka kaam karegi
Aur yeh baa pakhi toshu yeh sub ek jagah aaram se rmaharaja maharani ki tarah baith rahenge
Ab in baa pakhi toshu ko doosra shikar mil gaya hai that is kinjal ab kinjal saare ghar ka kaam karegi
Aur yeh baa pakhi toshu yeh sub ek jagah aaram se rmaharaja maharani ki tarah baith rahenge
Toshu ahsaan ek din dikhaya ga ki usne anupama ki operation ka kharch uthaaya
Yahi toshu jisne kavya ko apni maa banaya jub rakhi aayi thi
Yahi toshu tha jisne samar ko bola ki yeh to papa ka reaction tha jub vanraj ne anupama ko paagal bola
Yahi toshu samar ka mazaak bana tha calling Him looser
Maa ka laadla and samar ko dikhata tha ki main to topper hoon aut tumhe khuch nahin aata
Yahi toshu topper hote hue koi kaam nahin karte they topper hote hue bhi koi naukri nahin dhoondhte they.
Haan bus iski chinta thi kinjal se shaadi ho jaye bus paaglon ki tarah park mein daud laga rahe they
Yeh toshu to ek baar bhi naukri ka interview nahin diya . Bus parasi paryaay thaali mil gayi ki rakhi ne bus coaching mein aisi hi toshu ko job de diya
Bina interview ke bina koshish ke toshu ko aise hi job mil gayi through rakhi asli mehnat struggle to samar kar raha hai dance career banane mein
Bhale ki abhi samar abhi capable nahin hai but woh mehnat kar raha hai Financial majboot karne ko
Toshu ki tarah nahin topper hote hue bhi kahin interview dene na jaao bus aise hi par parsai thaali kaam chalao
Woh to kinjal hai jisne toshu ko bola ki tumhe bill ka kharch uthana chahiye mummy ki bill ka warna ab tuk jub anupama apna online dance class karke ghar ka kharch nikaalne ki koshish kar rahi thi tub kya ek baar bhi toshu ne jo samarth jo kharch utha sakta hai usne ek baar bhi anupama ke haath mein paise laakar nahi diya aur yeh nahin kaha ki mumm yeh paise aap rakh lo
Samar ne to kami se kam apni pehli salary anupama ko. Di but yeh toshu ne ek baar bhi anupama ko. Paisa nahin diya
comment:
p_commentcount