Originally posted by: nushy1995
Ek aur ghanghor ajeeb karya sampann kiya hain abhi abhi. Pehle page me jana zara forum ke, tumhe pata chal jayega. Apne pagalpan pe haasi aur rona dono aa raha hain!
Season 2 jodi name wala topic next page par pahuncha diya?? 🤣 🤣 🤣
Atyant hi uttam karya kiya hai aapne balike!!! 😉 😆
Waise bhi, we are total namunes... To, ye to kind of expected tha, nahi??
comment:
p_commentcount