ArHi || Boundless; (Of poets and poetry) - Page 20

Created

Last reply

Replies

341

Views

25616

Users

37

Likes

1110

Frequent Posters

Arshi67 thumbnail
Posted: 3 years ago

Originally posted by: Whats-in-a-name


Two of my favorites, right there.


kuchh to mire pindār-e-mohabbat kā bharam rakh

tū bhī to kabhī mujh ko manāne ke liye aa


Will these words ever fail to break my heart? Such longing, such pain. Speaking of 'shikwa' between lovers-


Tum jo bichde ho jaldbaazi mein,

Yaar, tum ruuth bhi toh sakte the


-Preet Goswami


and this one- 



aisā na ho kabhī ki palaT kar na aa sakūñ

har baar duur jā ke sadā.eñ mujhe na do


kab mujh ko e'tirāf-e-mohabbat na thā 'farāz'

kab maiñ ne ye kahā hai sazā.eñ mujhe na do



To watch blooming flowers and be reminded of the beloved. Like Faraz said,


Main ne uss jaan-e-bahaaran ko bohot yaad kiya,

Jab koi phuul, meri shaakh-e-hunar par nikla


Each sher you choose is simply sublime <3

Me after reading your posts...

Yun toh jhoom lete hai nashe mein peenewale

Magar har nashe ka naam sharaab nahi hota

- Gulzar

kizh72 thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 3 years ago

Originally posted by: Arshi67


Badalte mausam ne hans kar kaha

Jo aaj hai khila vo kal murjhayega 

Jo aaj hai murjhaya vo kal phir khilega

Hain ye niyam prakruti ka sadiyon purana

Dosh na de tu chanchal havaaon ko

Vo hai manmauji jhoomti hai ithlati gungunati

Hai vo ek lekin usske rukh anek

Na kar faraq tu ki gul hai kaunsa 

Samet le mehek jo hai saugaat usski 


;) 


 

Beautiful!

Whats-in-a-name thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 3 years ago

Originally posted by: pakpearl

Aap aaye tou baharien laut aaien.. 

Gul mehkey, baad e saba chali.. Warm Up Routine

Warna tou qafas ke gherey mein.. 

Dum ghutne laga aisi Hawa chali.. 


Don't think these r lines.. 

This lock down is damaging my heart in more than one way.. 


Welcome back, Naam mein kya rakha Hai.. 


"Warna tou qafas ke gherey mein.. 

Dum ghutne laga aisi Hawa chali.. "


Are these your own lines? Beautiful! A damaged heart always does well for a poet :)

Whats-in-a-name thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 3 years ago

Originally posted by: Arshi67


Badalte mausam ne hans kar kaha

Jo aaj hai khila vo kal murjhayega 

Jo aaj hai murjhaya vo kal phir khilega

Hain ye niyam prakruti ka sadiyon purana

Dosh na de tu chanchal havaaon ko

Vo hai manmauji jhoomti hai ithlati gungunati

Hai vo ek lekin usske rukh anek

Na kar faraq tu ki gul hai kaunsa 

Samet le mehek jo hai saugaat usski 


;) 


 


Beautiful :) Iss 'saugaat' ka bohot shukriya. 


"shukriya teraa nigaah-e-naaz teraa shukriya

muntashir is tarah apne dil kaa shiiraaza na thaa"

Whats-in-a-name thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 3 years ago

Originally posted by: Arshi67


Each sher you choose is simply sublime <3

Me after reading your posts...

Yun toh jhoom lete hai nashe mein peenewale

Magar har nashe ka naam sharaab nahi hota

- Gulzar


❤️❤️


"Zahe-naseeb mera  fann maqaam pa hi gaya

Haseen hont mere geet gungunane lage"

Gurmeet4Drashti thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 2
Posted: 3 years ago

Oh my gosh. I just realized I haven’t commented on your thread 🤦🏻‍♀️

Sorry.. personal life was/is a mess and I had lost track of things I was reading.. 

So here I am with my thoughts and borrowed shayari.


Justujoo jis ki thi uss ko to na paya hum ne

Iss bahane se magar dekh li duniya hum ne” 

I have an intuition that this might fit our dear Payaliya as the story progresses?! 


Gar baazi ishq ki baazi hai jo chahe laga do darr kaisa,

‘Gar jeet gaye toh kya kehna, haare bhi toh baazi maat nahin 

I think all your characters seem so fiercely passionate and this sheir kinda reinforces everyone to take that plunge. 


So apne aap ko, barbaad karke dekhte hain!!! 

Damn it. I think I just shivered... you’ve spun MAGIC!

Arshi67 thumbnail
Posted: 3 years ago


Thank you, P <3 

The credit goes to the one who inspires the thoughts :) 

Arshi67 thumbnail
Posted: 3 years ago

Originally posted by: Whats-in-a-name


Beautiful :) Iss 'saugaat' ka bohot shukriya. 


"shukriya teraa nigaah-e-naaz teraa shukriya

muntashir is tarah apne dil kaa shiiraaza na thaa"


Thank you for this delightful world you have opened up <3 


Regarding the teaser, is this the moment Arnav Singh Raizada breaks the promise he had made to his six year old self, and makes a foray into "the farce that was love"?

Whats-in-a-name thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 3 years ago

Originally posted by: Gurmeet4Drashti

Oh my gosh. I just realized I haven’t commented on your thread 🤦🏻‍♀️

Sorry.. personal life was/is a mess and I had lost track of things I was reading.. 

So here I am with my thoughts and borrowed shayari.


Justujoo jis ki thi uss ko to na paya hum ne

Iss bahane se magar dekh li duniya hum ne” 

I have an intuition that this might fit our dear Payaliya as the story progresses?! 


Gar baazi ishq ki baazi hai jo chahe laga do darr kaisa,

‘Gar jeet gaye toh kya kehna, haare bhi toh baazi maat nahin 

I think all your characters seem so fiercely passionate and this sheir kinda reinforces everyone to take that plunge. 


So apne aap ko, barbaad karke dekhte hain!!! 

Damn it. I think I just shivered... you’ve spun MAGIC!


Thank you so much. You've been missed here :) 


Gar baazi ishq ki baazi hai jo chahe laga do darr kaisa,

‘Gar jeet gaye toh kya kehna, haare bhi toh baazi maat nahin 


- Kya kehna! Ishq ki baazi aur chaal ki baat hai toh,


Abhi kuchh aur karishme ghazal ke dekhte hain,

'Faraz', ab zara lahja badal ke dekhte hain


Na tujh ko maat hui hai na mujhko maat hui,

So abki dono hi chalein badal ke dekhte hain.

Gurmeet4Drashti thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 2
Posted: 3 years ago

Originally posted by: Whats-in-a-name


Thank you so much. You've been missed here :) 


Gar baazi ishq ki baazi hai jo chahe laga do darr kaisa,

‘Gar jeet gaye toh kya kehna, haare bhi toh baazi maat nahin 


- Kya kehna! Ishq ki baazi aur chaal ki baat hai toh,


Abhi kuchh aur karishme ghazal ke dekhte hain,

'Faraz', ab zara lahja badal ke dekhte hain


Na tujh ko maat hui hai na mujhko maat hui,

So abki dono hi chalein badal ke dekhte hain.

Let me just admit that I feel ridiculously emotional when someone tells me that they’ve missed me.. so give me a couple of minutes to get over it! Thank you :)

 

Lahja se yaad aaya...


apne lahje kī hifāzat kījiye

sher ho jaate haiñ nā-mālūm bhī