Manne toh shikayat writer saab se hain
ki ke zaroorat hain aisi scenes likhne ki !
Mirch masala toh koi aur tarike sebhi dal sakhes hain !
Zara apni mohini ka maan ka bhi khayal rakh.
Kyun Rana sa ko itna shareef aur mohini ko unke pyar main itna bawari bana diya ki apni saman ka bhi koi khayal na raha...
zara rana sa ke daman main bhi thora kichad uchalne do.
Har wakhat koini zaroori na hai ki rana sa itne paakdaman aur usulwale rahe
Unke bhi niyaat kharabh ho sakhes hain !
Na ! manne yeh baat hazaam na hui writer saab...
Achha tame aagaya mhare jaane ka ..Maane ijhazat dijiye writer saab...
Ghani Khamba ( folds hands )
Edited by Hallyumint - 5 years ago