Thambu & Sanjana's "Pyaar Ke Geet"6 - Page 4

Created

Last reply

Replies

243

Views

9395

Users

22

Likes

38

Frequent Posters

Nynaeve thumbnail
Anniversary 8 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 7 years ago
Song from the film - Gambler (1970 / 71) sung by Kishore Kumar for Dev Anand


Dil aaj shayar hai, 
gum aaj nagma hai, 
shab yeh ghazal hai sanam 

Dil aaj shayar hai, 
gum aaj nagma hai, 
shab yeh ghazal hai sanam 

Gairon ke sheron ko o sunnewale, ho is taraf bhi karam 

Aake zara dekh to teri khatir, hum kis tarah se jiye 
Aake zara dekh to teri khatir, hum kis tarah se jiye 
Aansoo ke dhage se seete rahe hum jo jakhm tune diye 
Chahat ki mehfil mein gum tera lekar kismat se khela juwa 
Duniya se jeete, par tujhse haare, yun khel apna hua 

Hai pyaar humne kiya jis tarah se, uska na koi jawab 
Hai pyaar humne kiya jis tarah se, uska na koi jawab 
Zarraat hai lekin teri lau mein jalkar, hum ban gaye aaftaab 
Hum se hai zinda wafa aur humhi se hai teri mehfil jawan 
Hum jab na honge to ro ro ke duniya dhundhegi mere nishan 

Ye pyaar koi khilauna nahin hai, har koi le jo kharid 
Ye pyaar koi khilauna nahin hai, har koi le jo kharid 
Meri tarah zindagi bhar tadap lo, phir aana uske karib 
Hum to musafir hain, koi safar ho, hum to guzar jayenge hi 
Lekin lagaya hai jo danw humne, woh jeetkar aayenge hi 
Woh jeetkar aayenge hi 
Woh jeetkar aayenge hi



Edited by Nynaeve - 7 years ago
thambu thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 9 Thumbnail + 5
Posted: 7 years ago
mera pyaar bhi tu hai
ye bahar bhi tu hai..
Nynaeve thumbnail
Anniversary 8 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 7 years ago
A surprisingly sensuous number sung by Lata for Aruna Irani - film - Caravan

(Dilbar, haa dilbar) -3 

Dilbar, dil se pyaare, 
dilbar dil ki sunta jaare 
Saari duniya haari hamse, 
ham tujhpe dil haare 

Dilbar dil se pyaare ... 

Gehri naino waale, gehri gehri naino waale 
(gehri naino waale, naino waale gehri-gehri naino waale, naino waale) -2 

Dilbar dil se pyaare ... 

Are, haan, yak yak din ginti rahu sada 
Jabse main tujhpe huwi fidaa 
Oh sunta hai re babuwa 
tu hi mera na huwa 
Nahi jag mein kya nahi hota ye, he 

Dilbar dil se pyaare ... 

Oh tak-tak rahu chunri bhari-bhari 
Oh dikhlaau baiya bhari-bhari 
Oh mohe chhu le sajna, (sajna),
gussa hai kyu itna 
Jo mar rahi usko kyu maare 

Dilbar dil se pyaare ... 

Oh nas-nas meri sulge aise piya, (sada-sada )
Oh jal banke ladki jaise piya 
Oh kyu sulgaaye mujhko, (mujhko),
meri lag jaaye tujhko, (tujhko)
rahe tu bhi jalta bujhta re 

Dilbar dil se pyaare ..
Edited by Nynaeve - 7 years ago
thambu thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 9 Thumbnail + 5
Posted: 7 years ago
Pyaar kabhi kam na karna sanam
har kami gawaara kar leinge...
Nynaeve thumbnail
Anniversary 8 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 7 years ago
Sung by Mohd. Rafi for Dev Anand - Film - Tere Ghar ke Samne

Dil Ka Bhanvar Kare Pukaar 
Pyaar Ka Raag Suno, 
Pyaar Ka Raag Suno Re...

Phool Tum Gulaab
Ka Kya Jawaab Aapaka 
Jo Ada Woh Bahaar Hai... 
Aaj Dil Ki Bekali, 
Aa Gai Zabaan Par 
Baat Ye Hai Tumase Pyaar Hai... 
Dil Tumhin Ko Diya Re ...
Pyaar Ka Raag Suno Re... 

Dil Ka Bhanvar...

Chaahe Tum Mitaana, 
Par Na Tum Giraana 
Aansu Ki Tarah Nigaah Se... 
Pyaar Ki Unchaai 
Ishq Ki Gaharaai 
Poochh Lo Hamaari Aah Se... 
Aasamaan Chhu Liya Re ...
Pyaar Ka Raag Suno Re... 

Dil Ka Bhanvar... 

Is Hasin Utaar Pe 
Ham Na Baithe Haar Ke 
Saaya Ban Ke Saath Ham Chale... 
Aaj Mere Sang Tu 
Goonje Dil Ki Aarazoo 
Tujhase Meri Aankh Jab Mile... 
Jaane Kya Kar Diya Re... 
Pyaar Ka Raag Suno Re...

Dil Ka Bhanvar... 

Aap Ka Ye Aanchal, 
Pyaar Ka Ye Baadal 
Phir Hamen Zamiin Pe Le Chala... 
Ab To Haath Thaam Lo, 
Ik Nazar Ka Jaam Do 
Is Naye Safar Ka Vastaa... 
Tum Mere Saaqiya Re... 
Pyaar Kaa Raag Suno Re...

Dil Ka Bhanvar
Edited by Nynaeve - 7 years ago
Nynaeve thumbnail
Anniversary 8 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 7 years ago
A Rafi and Asha number from the 1965 film - Neela Akash starring Dharmendra and Mala Sinha

Aap ko pyar chhupane ki buri aadat hai
Aap ko pyar chhupane ki buri aadat hai
Aap ko pyar jatane ki buri aadat hai
Aap ko pyar jatane ki buri aadat hai
Aap ko pyar

Aap ne sikha hai kya dil ke lagane ke siwa
Aap ne sikha hai kya dil ke lagane ke siwa
Aap ko aata hai kya naj dikhane ke siwa
Aur hame naj uthane ki buri adat hai
Aur hame naj uthane ki buri adat hai
Aap ko pyar jatane ki buri adat hai
Aap ko pyar

Kis liye aap ne sharma ke jhuka li ankhe
Kis liye aap ne sharma ke jhuka li ankhe
Kis liye aap se ghabara ke bacha li ankhe
Aap ko tir chalane ki buri adat hai
Aap ko tir chalane ki buri adat hai
Aap ko pyar chhupane ki buri adat hai
Aap ko pyar

Ho chuki der bas ab jayiyega jayiyega
Ho chuki der bas ab jayiyega jayiyega
Banda mar mar tera thoda sa karib ayiyega
Aap ko paas na ane ki buri adat hai
Aap ko paas na ane ki buri adat hai
Aap ko pyar jatane ki buri adat hai
Aap ko pyar chhupane ki buri aadat hai
Aap ko pyar.

thambu thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 9 Thumbnail + 5
Posted: 7 years ago
Tum ne kisi se kabhi pyaar kiya hai
pyaar bhara dil kisi ko diya hai...
Nynaeve thumbnail
Anniversary 8 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 7 years ago
From the 1959 film, Dhool ka Phool, sung by Mahendra Kapoor and Lata Mangeshkar, a profound number in the teasing, questioning style

Tere pyaar ka, Aasra chaahta hoon

Tere pyaar ka, Aasra chaahta hoonWafa kar raha hoon, Wafa chahta hoon


Haseeno se aehade, Wafa chaahte ho

Haseeno se aehade, Wafa chaahte ho

Bade nasamajh ho, Ye kya chaahte ho

 

 

Tere narm baalon mein, Taare saja ke

Tere shaukh kadmon mein, Kaliyaan bicha ke

Mohabbat ka chota sa, Mandir bana ke..

Mohabbat ka chota sa, Mandir bana ke

Tujhe raat din, tujhe raat din, Poojna chahta hoon

Wafa kar raha hoon,Wafa chahta hoon

 

Tere pyaar ka..

 

Zara soch lo, Dil lagaane se pehle
Ke khona bhi padta hai, Paane se pehle

Ijaazat toh le lo,Zamaane se pehle

Ijaazat toh le lo,Zamaane se pehle

Ke tum husn ko,

ke tum husn ko Poojna chaahte ho

Bade nasamajh ho, ye kya chaahte ho

Bade nasamajh ho..

 

Kahan tak jiyein, Teri ulfat ke maare
Gujarti nahi, zindagi bin sahare

Bahut ho chuke door,Reh kar ishaare

Bahut ho chuke door,Reh kar ishaare
Tujhe paas se,

tujhe paas se Dekhna chaahta hoon

Wafa kar raha hoon,Wafa chahta hoon

 

Tere pyaar ka..

 

Mohabbat ki dushman hai, Saari khudaayi
Mohabbat ki taqdeer,Mein hai judaai

Jo sunte nahi hain,Dilon ki duhaayi

Jo sunte nahi hain,dilon ki duhaayi

Unhi se mujhe,

unhi se mujheMaangna chaahte ho

Bade nasamajh ho, ye kya chaahte ho

 

Bade nasamajh ho..

 

Dupatte ke kone ko, Mooh mein daba ke

Zara dekh lo, Iss taraf muskura ke

Mujhe loot lo, Mere nazdeek aa ke

Mujhe loot lo,Mere nazdeek aa ke

Ke main maut se,

ke main maut se Khelna chaahta hoon

Wafa kar raha hoon, Wafa chahta hoon

Tere pyaar ka..

 

Galat saare daawe, Galat saari kasmein
Nibhenge yahan kaise, Ulfat ki rasmein

Yahan zindagi hai, Riwaazon ke bas mein

Yahan zindagi hai, Riwaazon ke bas mein
Riwaazon ko tum,

riwaazon ko tum Todd na chaahte ho

Bade nasamajh ho, ye kya chaahte ho

Bade nasamajh ho..

 

Riwaazon ki parwah na, Rasmon ka darr hai
Teri aankh ke, Faisle pe nazar hai

Bala se agar raasta, Purkhatar hai

Bala se agar raasta, Purkhatar hai
Main iss haath ko,

main iss haath ko Thaam na chaahta hoon

Wafa kar raha hoon, Wafa chahta hoon

Tere pyaar ka..

 

thambu thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 9 Thumbnail + 5
Posted: 7 years ago
baara mahino mein
baara tarikhon se

tujhse pyaar jataunga re
ding ka chika dhinka chika
ah ah ha haa .
IPSO_FACTO thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 4
Posted: 7 years ago
hume jabse mohabbat ho gai hai... ye duniya khubsoorat ho gai hai..