Thambu & Sanjana's "Pyaar Ke Geet"6 - Page 3

Posted: 7 years ago
Pahla pahla pyaar hai
Pahli pahli baar hai..
Posted: 7 years ago
peheli peheli pyar ki mulakatein yaad hai
mujhko toh tumhari saari baatein yaad hai
Posted: 7 years ago
Tere pyaar ka aasra chahta hun
wafaa kar raha hun wafaa chahta hun

Posted: 7 years ago
Pyaar diwana hota hai, 
Mastaan hota hai,
Har kushi se, har gam se
Begaana hota hai...


Sung by Kishore Kumar (for Rajesh Khanna) in the film "Kati Patang" (1974).

The song link is here:

https://www.youtube.com/watch?v=Hfdu11MFWKk
Posted: 7 years ago
yeh Pyar hai ya saza
aye mere dil bata
toot ta kyun nahin
dard ka silsila
is pyar mein ho kaise kaise imtehan
yeh pyar likhe kaisi kaisi daastan
yaa rabba.. dede koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar
Posted: 7 years ago
Na maangu sona chandi
na maangu heera moti
ye mere kis kaam ke

deti hai dil de badle mein dil ke
pyaar mein souda nahi...
Posted: 7 years ago
pyar huya ikrar huya hai
pyar se phir kyun darta hai dil
darta hai dil rasta mushkil
maloom nahin hai kahan manzil
Posted: 7 years ago
Tum pyaar ka saagar ho
tere ek boond ke pyaase hum
Posted: 7 years ago

yeh dil diwana hai, dil toh diwana hai
diwana dil hai yeh dil diwana
yeh dil diwana hai, dil toh diwana hai
diwana dil hai yeh dil diwana

kaisa bedardi hai
kaisa bedardi hai, iski toh marzi hai
jab tak jawani hai, yeh rut suhaani hai
nazare juda naa ho, aramaan khafa naa ho
dilkash bahaaro me, chhupke chanaaro me
yu hi sada ham tum, baithe rahe gumsum
vo bevafa jo kahe hamko jaana hai, yeh dil
yeh dil diwana hai, dil toh diwana hai
diwana dil hai yeh dil diwana

bechain rahta hai
bechain rahta hai, chupke se kahta hai
mujhko dhadakne do, shola bhadakne do
kaanto mein kaliyo me, saajan ki galiyo me
phera lagaane do, chhodo bhi jaane do
kho toh naa jaaunga, main laut aaunga
dekha, suna, samajhe, achchha bahana hai, yeh dil
yeh dil diwana hai, dil toh diwana hai
diwana dil hai yeh dil diwana

saavan ke aate hi
saavan ke aate hi, baadal ke chhaate hi
phulo ke mausam me, phoolon ke mausam me
chalte hi purvaayi, milte hi tanhaayi
uljha ke baato me, kahta hai raato me
yaado mein kho jaau, jaldi se so jaau
kyon ke saanvariya ko sapno mein aana hai
yeh dil, yeh dil
yeh dil diwana hai, dil toh diwana hai
diwana dil hai yeh dil diwana

From the 1970 film - Ishq par Zor nahin, sung by Mohd. Rafi and Lata Mangeshkar and picturised on Dharmender and Sadhana


Posted: 7 years ago
Tu pyaar hai kisi aur ka
tujhe chahta koi aur hai

tu pasand hai kisi aur ki
tujhe maangta koi aur hai


Related Topics

doc-text Topics pencil Author stackexchange Replies eye Views clock Last Post Reply
Thambu and sanjana's anthakshari

pencil thambu   stackexchange 720   eye 9543

thambu 720 9543 2 hours ago Loving2Missing2

Topic Info

22 Participants 243 Replies 9365Views

Topic started by thambu

Last replied by thambu

loader
loader
up-open TOP