"SING A SONG" ....3 - Page 28

Created

Last reply

Replies

288

Views

41252

Users

32

Frequent Posters

anju101 thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail
Posted: 16 years ago
Woh haseena woh neelam pari
Kar gaye kaise jadoogare
Neend in aanko se cheenli hai
Dil mein bechainyahe bhari
woh haseena woh neelam pari
Kar gaye kaise jadoogare
Neend in aanko se cheenli hai
Dil mein bechainyahe bhari
Mein bechaara hun aawaara woh na samjaoo mein aab kis kisko

Dil mein mere hai Dard-E-disco, Dard-E-disco, Dard-E-disco == 4 times

Boy you make me crazy, crazy with your loving hand
When you touch me Im in ecstacy
Wanna hug me thrill me, i ll be up forever and
Baby you and I were ment to be

Oh, phasle gulfi gulfhosion ka mausam tha
hum par kabhi sargoshion ka mausam tha
Ha ohhhh, phasle gulfi gulfhosion ka mausam tha
hum par kabhi sargoshion ka mausam tha
Kaisa junoon kwaboo ke anjumaan mein tha
Kya mein kahon kya mere bhagpaan mein tha
Ranjiste chala tha, ku waara
toota jo kwaab tha, ku waara
Ab phirtha hun mein London Paris Newyork Ale San Fransisco
Dil mein mere hai Dard-E-disco, Dard-E-disco, Dard-E-disco
Dil mein mere hai Dard-E-disco, Dard-E-disco, Dard-E-disco

Dard-E-disco, come on now lets go

Lamha lamha aarmano ki pharmahis thi
Lamha lamha zurrat ki aazmahis thi
Hahhohoh, Lamha lamha aarmano ki pharmahis thi
Lamha lamha zurrat ki aazmahis thi
Apne karam gir gir ke mujphe barsa tha
Apne karam barsatho tab mein tarsaa tha
Phir suna huwa, manzar mera
Woh mera sanam, dilbar mera
dil todh gaya mujhe chood gaya, woh peechle mahine ke chabees ko
Dil mein mere hai Dard-E-disco, Dard-E-disco, Dard-E-disco
Dil mein mere hai Dard-E-disco, Dard-E-disco, Dard-E-disco

woh haseena woh neelam pari
Kar gaye kaise jadoogare
Neend in aanko se cheenli hai
Dil mein bechainyahe bhari
Mein bechaara hun aawaara woh na samjaoo mein aab kis kisko

Dil mein mere hai Dard-E-disco, Dard-E-disco, Dard-E-disco

Boy you make me crazy, crazy with your loving hand
When you touch me Im in ecstacy
Wanna hug me thrill me, i ll be up forever and
Baby you and I were ment to be

anju101 thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail
Posted: 16 years ago
Tumko paaya hai to jaise khoya hun
kehana chahu bhi tho tumse kya kahun
Tumko paaya hai to jaise khoya hun
kehana chahu bhi tho tumse kya kahun
Kisi zaaba mein bhi, woh laafaz hi nahi
Ki zin mein tum ho kya tumhe baata sakoon
Mein agar kahoon tumsa haseen
Kaayanaath mein nahi hai kahin
Taaref yeh bhi tho, saach hai kuch bhi nahin
Tumko paaya hai to jaise khoya hun

Shokion mein doobi yeh aadayein, chehare se zalki hui hai
Zulf ki ghani ghani ghataein, shaan se dhalki hui hain
Lehrata aanchal hai jaise baadal, bahoon mein bhari hai jaise chandini
Roop ki chandini
Mein agar kahoon yeh dil kashi
Hai nahin kahin, na hogi kahin
Taaref yeh bhi tho, saach hai kuch bhi nahin
Tumko paaya hai to jaise khoya hun

Tum huwe mehrabaan toh hai yeh daastan
ohhoh tum huwe mehrabaan toh hai yeh daastan
Ab tumhara mera ek hai karwaa, tum jahan mein wahan
Mein agar kahoon humsafar meri
Apsara ho tum, ya koi pari
Taaref yeh bhi tho, saach hai kuch bhi nahin
Tumko paaya hai to jaise khoya hun
kehana chahu bhi tho tumse kya kahun
Kisi zaaban mein bhi, woh laafaz hi nahi
Ki zin mein tum ho kya tumhe baata sakoon
Mein agar kahoon tumsa haseen
Kaayanaath mein nahi hai kahin
Taaref yeh bhi tho, saach hai kuch bhi nahin

anju101 thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail
Posted: 16 years ago
Dekho dekho hai shaam badi deewani
Dhere dhere ban jaye na koi kahani
Dekho dekho hai shaam badi deewani
Dhere dhere ban jaye na koi kahani
Dilbar hai, dilkash hi, dildar nazaare hai
Aaj zameen par uthre kitne sitaare hain
Aklo hosh mein ne daanam
hum hai dil hai aur jaanam
Bas deewangi deewangi deewangi hai
Na koi rehsam na rehabar
Yeh ilzaam lage kis par
Oh Bas deewangi deewangi deewangi hai

All hot girls put your hands up and say
Om Shanti Om
All cool boys come on make some noise and say
Om Shanti Om

Shaam gazab ki, hungama khel hai
Iska naasha hi gehra hai teez hai
Shaam gazab ki, hungama khel hai
Iska naasha hi gehra hai teez hai
Zulf khuli hai resham resham
Saans khuli hai madaam madaam
Yeh tho ishare hai
Aklo hosh mein ne daanam
hum hai dil hai aur jaanam
Bas deewangi deewangi deewangi hai
Na koi rehsam na rehabar
Yeh ilzaam lage kis par
Oh Bas deewangi deewangi deewangi hai

All hot girls put your hands up and say
Om Shanti Om
All cool boys come on make some noise and say
Om Shanti Om

aa..aa..aa.aaaaa…

All hot girls put your hands up and say
Om Shanti Om
All cool boys come on make some noise and say
Om Shanti Om

Kehane ko waise tho saara sukoon hai
Phir bhi yeh dil hai ke isko junoon hai
Kehane ko waise tho saara sukoon hai
Phir bhi yeh dil hai ke isko junoon hai
Palko Palko kwaab sajade
Isko usko sab ko batade
Raaz jo saare hai
Aklo hosh mein ne daanam
hum hai dil hai aur jaanam
Bas deewangi deewangi deewangi hai
Na koi rehsam na rehabar
Yeh ilzaam lage kis par
Oh Bas deewangi deewangi deewangi hai

All hot girls put your hands up and say
Om Shanti Om
All cool boys come on make some noise and say
Om Shanti Om

All hot girls put your hands up and say
Om Shanti Om
All cool boys come on make some noise and say
Om Shanti Om

roadies_4 fan thumbnail
Posted: 16 years ago
(jab rulaana hi tha tujhe toh phir hasaaya kyun
saath rehkar bhi hai juda toh paas aaya kyun) - 3

(kyun yakin uth gaya dil se kahin wafaaon ka
pyaar mehsus kyun hone laga gunaaho sa) - 2
aaya apane bich mein kisika saaya kyun
jab rulaana hi tha tujhe toh phir hasaaya kyun
saath rehkar bhi hai juda toh paas aaya kyun

(tu ajnabi ki tarah humase pesh aata hai
chand lamhe bhi hamein tu na de paata hai) - 2
aisi kya hamane ki khata, hame sataaya kyun
(jab rulaana hi tha tujhe toh phir hasaaya kyun
saath rehkar bhi hai juda toh paas aaya kyun) - 2
ashbipasha thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail

From: Aggar
ashbipasha thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail
Posted: 16 years ago
hai yay ya....

hai yay ya....
chaandani raat hai saiyaan, thaam le thaam le baiyaan - 2
?? si hai iss dil mein, lagi hai aag, ai ya ya, ai ya ya, ai ya ya
chaandani raat hai saiyaan, thaam le thaam le baiyaan

?? had se gujar jaau main, aisa vaisa na kuchh kar jaau main - 2
tere pehlu mein bikhar jaau main, pyaas ke maare na mar jaau main
maanle kehna - 4, padu main tere paiyaan, ai ya ya, ai ya ya
hey aa gaya hai tera saiyaan, thaamlega teri baiyaan - 2
iss kadar chaahate dega kahegi na tu ai ya ya
aa gaya, aa gaya, (aa gaya hai tera saiyaan, thaamlega teri baiyaan - 2)

hai bechaini mein ??? mein, aaja aaja aaja tujhe pyaar du main - 2
tera rang roop nihaar du main, tere sang raat gujaar du main
mere jaisa toh - 4, aashiq koi nahi ya
haan aa gaya hai tera saiyaan, thaamlega teri baiyaan - 2
?? si hai iss dil mein, lagi hai aag, hai ya ya, hai ya ya
chaandani raat hai saiyaan, thaam le thaam le baiyaan - 4
*Simran* thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail
Posted: 16 years ago
eri aankhon ke matvaale kaajal ko mera salaam
zulfon ke kale kale baadal ko mera salaam) - 2
ghayal kar de mujhe yaar tere paayal ke jhankar
hey soni sone teri soni har adaa ko salaam
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq - 2
(ho salaam-e-ishq salaam-e-
salaam-e-ishq salaam-e- - 2 ishq hai....

ho teri mastaani anjaani bataon ko mera salaam
rangon mein doobi doobi raaton ko mera slaaam
khwaabon mein kho gayi main deewani ho gayi main
soney soney aisse soney har adaa ko salaam
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq - 2
(ho salaam-e-ishq salaam-e-
salaam-e-ishq salaam-e-) - 2 ishq hai....

ho teri hathhawitch mehandi ka rang khila hain
tujhe sapano da changa mehboob mila hain
meri banno pyaari pyaari sari duniya se nyaari
ise doli mein tu leja doliyaan, doliyaan...

toli thumbnail
Anniversary 17 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 16 years ago
(sajnaa ji vaari vaari jaaun ji mein - 2
tu hi to mera sansaar hai
aisa mera pyaar hai - 2) - 2
charno mein jo na jagah paaun ji mein 2
to mera jeena hi bekaar hai
aisa mera pyaar hai - 2

mera maan hai tu
abhimaan hai tu
meri pooja hai tu
mera dhyaan hai tu
tu devata mein pujaaran
sanjann tujpe mein arpaan
tere gungaan hi to gaanu ji mein
oh tere gungaan hi to gaanu ji mein
tu hi to mera sansaar hai
aisa mera pyaar hai - 2
sajnaa ji vaari vaari jaanu ji mein - 2
tu hi to mera sansaar hai
aisa mera pyaar hai - 2

hooo hooooo, wari wari wari wari.....

o meri dhadkan mein tu
meri tan mann mein tu
meri saason mein tu
mere nainan mein tu
tu hai to chamke kajra
tu hai to mehke gajra
tere bina to na jeene paaun jee mein
haan tere bina to na jeene paaun jee mein
tu hi to mera sansaar hai
aisa mera pyaar hai - 2
sajnaa ji vaari vaari jaaun ji mein - 2
tu hi to mera sansaar hai
aisa mera pyaar hai - 2
charno mein jo na jagah paaun ji mein - 2
to mera jeena hi bekaar hai
aisa mera pyaar hai - 2
*Simran* thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail
Posted: 16 years ago
Aaye ho meri zindagi me tum bahar banke
Mere dil me yuhi rahena tum pyar pyar banke
Ankho me tum base ho sapne hazar banke
Mere dil me yuhi rahena tum pyar pyar banke

Mere sathi mere sajaan mere saath yuhi chalna
Badle ga raang zamana par tum nahi badalna
Meri maang yuhi bharna taare hazar ban ke
Aye ho meri zindagi me tum bahar banke
Mere dil me yuhi rahena tum pyar pyar banke

Agar me jo rooth jao to tum mujhe manana
Thama hai haath mera phir umar bhar nibhana
Mujhe chod ke na jana waade hazar karke
Aye ho meri zindagi me tum bahar banke
Mere dil me yuhi rahena tum pyar pyar banke
Ankho me tum base ho sapne hazar banke
Mere dil me yuhi rahena tum pyar pyar banke
anju101 thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail
Posted: 16 years ago
tum hue meherban
to hai yeh dastan
ab tumhara mera ek hai caravan
tu jahan main wahan