Originally posted by: MithiBani
Pee wants to go out.
Pee...Shok sabha chal rahi hai. Ma ke marne peRohan...Pee apni hadd mein rahoManu...deemG se bimaar haiPee...Teri Ma toh pehle se bimaar thi na. Phir bhi tu yahan aa gaya.Chee! Kitni neech baatein. ๐คข
Koi itna gir sakta hai ki inshaniyat hi bhool jaye... yahaan Manu ki tareef karni padegi ki ye sab sunne ke baad bhi khud ko control kar liya... Usne sahi kaha tha ki "Dimaag se bimaar hai".
Precap - Unke bacche Lopa se keh rahe the "Aap mummy se bahot ladti hain..." [ ye sunkar main hairaan tha ki ...jab unhe Lopa aunty ki baatein samajh mein aa jaati hain aur hurt karti hain to unhe apni maa ki baatein kyon samajh mein nahi aati aur hurt karti hain ??? ]
comment:
p_commentcount