Part 6
Awesome part..
Maan apne family and happiness ko camera ma capture karna laga hai and geet and kanha ki baatein and bond ka wo pic click karrta hai par samna ate ignore karka chala gaya and geet ki pic and shimla ka usa ladki ka pic ki simillarity search kar raha hai..
Geet sa maan aisa behave kyun karta hai khuad confuse hai arrogant jerk kanhi ka..
Life sab ka liya smoothly pass kar rahe hai and geet kabir ka under intership kar rahi hai and kabir geet ka ek acha friend vi hai weekend sa 3friends party karta hai and ana raj ka warema puchti hai toh geet apne past unha bolti hai yaar ya kabir ka dil ma geet ka liya kuch feelings hai kya 😳
Kabir and ana drunk hai and maan usa pick karna ata hai par isna itna night ma geet ko lift vi nahi dia khadoos kanhi ka par geet ki safety ka dhyan dia..
Thanks for pm..
comment:
p_commentcount