SiRa&MiLa :FF pt10-pg18 lakshman's confession:updated on 15th mar - Page 2

Created

Last reply

Replies

129

Views

51169

Users

38

Likes

372

Frequent Posters

sugarbird thumbnail
Posted: 8 years ago
#11
good start.  nice one.  
kenika thumbnail
Visit Streak 365 0 Thumbnail Visit Streak 180 0 Thumbnail + 5
Posted: 8 years ago
#12
Awesome start...plz plz plz update next part sooon ๐Ÿ˜ƒ
Shivam... thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 2
Posted: 8 years ago
#13
Awesome Start to the story  dear.
Eagerly awaiting the next update.


Shivam
zubi_23 thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 8 years ago
#14
Hello  guys... thank you so much for the positive reviews and all the comments, thank you so much for liking and appreciating๐Ÿ˜›๐Ÿ˜Š

Here i am posting the next part of the FF, as i told you earlier i am introducing a new character and it is completely fictitious...

happy reading๐Ÿ˜Š
kashvi786 thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail Fascinator 1 Thumbnail
Posted: 8 years ago
#15
Will u pls add the link of ur previous ff ๐Ÿ˜ณ
zubi_23 thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 8 years ago
#16
part 2- yeh jo ho raha hai... achha lag raha hai ๐Ÿ˜‰


urmila quickly reached to sita

U - didi, aapko neend nahi aa rahi hai na, chaliye na bahar chalte hain,,, yahan ayodhya ke itne bade mehal ke is bhavya kaksh me dam ghut raha hai humara

S - kintu urmila,,, is samay... hum bahar...

U - chaliye na didi

She almost dragged her outside

There lakshman came to Ram

R - kahan thhey tum

L - bhaiya... mai... vo chhodiye... chaliye bahar udyaan mein chaltey hain

R - arrey chaliye na bhaiya

In garden

S - urmila...hum nav-vivahita hain... koi naaraz...

U - o ho didi, aap vyarth hi chintit ho rahi hain... dekhiye na kitni sunder vatika hai, khula aasman kitna shaant vatavaran hai... "she was looking here and there but she cant find lakshman'

S - tum idhar udhar kya dekh rahi ho

U - nahi... mai to bas aise hi... "he saw lakshman... and she almost shouted"

"Aa gaye"

S - kon aa gaya "she asked horrified and confused"

U - nahi... arthaat hum udyaan me aa gaye "she said biting her tongue"

 

Lakshman saw urmila and sita walking the other side of the garden

Lakshman starts talking to ram about random things but he was lost in his thoughts... in thoughts of SITA ... their first meeting, their conversation in the temple... "vahan se lautatey samay mai chintit thhi... SABKE LIYE"  (he blushed) ,,,  their next meeting when she told him that "aapse judaav ki anubhooti mujhe tab hi ho gai thhi jab maine aapko dekha bhi nahi thha"... "pratyek ghatna mujhe aapke sameep la rahi thhi... aur aapko mere" ... "vishwas kisi tark ya praman par aashrit ho ye aavashyak to nhi... hai kya?"...

Sita too was lost in Ram's thoughts and something flashed in her mind "aapko apni ardhangini ke roop me pakar mai dhanya ho gaya hoon sitae"... " agar aapka apna putra hota, to use bhi yahi kehte aap" ... "sita,,,meri sadaev ek hi patni hogi"

Sita was soo lost in her thoughts that she did not realise when she left urmila behind... as soon urmila saw sita going ahead she tried to run behind her but then she felt a strong grip pulled her behind a tree

U - sumitra nandan... "she almost screamed"

L - ssshhh "with a finger on your lips gesture"

U - sumitra nandan... aapne mujhe didi ke pas kyu nahi jane diya "she whispered"

L - kyunki maine aapko yahan aapki didi ke saath samay vyateet karne ke liye nahi bulaya hai "he said sarcastically"

U - to phir kis liye bulaya hai "she asked as if she is unaware of all this"

L - isliye taki hum dono...arthaat hum dono bhaiya or bhabhi ko milva sakein, vo dono ek dusre ke sath samay vyateet kar sakein

U - achha... to milva diya na ... ab mai ja rahi hoon... mujhe nidra aa rahi hai (rolling her eyes)

L - adbhut ... meri nidra uda kar inhein nidra aa rahi hai (he blabbered to himself)

U - kya kaha aapne

L - yahi ke aap apni didi ko aise chhode kar kaise ja sakti hain,,, kisine dekh liya to

U - hmmm kadachit aap theek hi keh rahe hain

L - aap maan gayi(confused)

U - haan..., kyun nahi manna chahiye thha,,, aapko ho kya gaya h sumitra nandan, chaliye ab yadi yahi khade rahe to hume avashya koi dekh lega

L - ye aajkal mujhse jhagadti kyu nahi hai, har baat shighrata se maan jati hain...(blabbering)

U - sumitra nandan aap thakte nahi hain khudse baatein karte karte?

L - uh mai khudse baatein nahi kar raha... mai to

U - theek hai theek hai... kadachit aap thak gaye hain, aap jakar vishram kyu nahi karte

L - nahi mai theek hu... (turning his face to other side) " mujhe akasmak ho kya jata hai, mai inki baton ka uttar kyu nahi de pata hoon ajkal"

U - ye,,, aapke hath pe kya hua... (she asked worriedly pointing to the scratch on his left arm)

L - ye vo pata nahi... kab laga,,, mai aaj bhaiya ke sath ... haan vo shayad mrigakshi ke hath se laga hoga

U -  mrigakshi...(her eyes popped)

L - pitashree ke mitra yahan padhare hain gandhar se, rajkumari mrigakshi unhi ki putri hain, aaj jab ve ratth par se utar rahi thhi to unka santulan bigad jane ke karan ve girne vali thhi, maine sambhal liya unhe varna to...

U - oh, achhi baat hai, nahi to vo gandhar kaise lautati, unki mata chintit ho jati na

L -  abhi to ve yahin rukengi ayodhya me, mata... nahi rahin unki, vo kya hai na mata kaushalya,mata kekayi or mata sumitra ke bahot sameep hain ve, jab hum sab gurukul chale gaye thhe to is mehal me chehel pehel akshi ne hi banaye rakhi thiii... a akshi unka prem ka naam hai

U - achha, bura laga mujhe unki mata ke Vishay me jaan kar, ve...

"Kya ho raha hai yahan"

Just then a girl's honey-sweet voice came from behind them. They turned and there she saw a beautifull tall girl. Wearing a simple white dress, raven black long hairs flowed in waves to adorn her glowing milky white skin,her large dazzling midnight eyes framed by long lashes,pouty cherry lips,she had a shapely figure. She saw her approaching them.

L - arrey akshi... tum yahan (quickly approaching her) tumhein vishram karna chahiye (holding her hand)

Urmila felt so uncomfortable watching them together

A - arre laksh hum theek hain, humara dumm ghutt raha thha kaksh mein isiliye hum bahar aa gaye, achha hua ke tum dono hume yahin mil gaye hum sita bhabhi, mandvi bhabhi, urmila aur shrutkirti se bhi nahi mil paye  (she said approaching urmila)

Kaisi ho urmila

U - pranam, ab aap kaisi hain, aapka paon

A - hum theek hain, laksh ke hote hue hume kuchh ho hi nahi sakta(she looked up to see him smiling)

U - avashya

A - vivaah ki bahot bahot shubhkamnayein urmila (she said hugging her)

U - dh.. dhanyavaad rajkumari (half smile)

A - nahi,,, akshi... aap hume akshi kahiye

U - avashya

L - ho gaya aap dono ka, chalo akshi baitho yahan, abhi tumhein apne paon pe zada zor nahi dena chahiye, vishram karna chahiye thha na tumhein (he said guiding her to sit on a nearby throne)

A - vishram to aapko bhi karna chahiye thha na laksh, lekin aap to yahan ..

L - arrey akshi vo kya hai na, mai or urmila ram bhaiya or sita bhabhi ko yahan laaye thhey

A - achha, sumitra nandan aap to bahot samajhdar ho gaye hain... mere sath reh reh kr (she winked)

As lakshman was talking to her urmila felt a strange ache in her heart...

what is this feeling called...

Danceegirl92 thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 8 years ago
#17
How cruel of you to leave us hanging like that ๐Ÿ˜‰ of course that just means you have to update again shigra atishigra ๐Ÿ˜† as always lovely scene and I just can't wait for more!!!!
minamma thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail + 2
Posted: 8 years ago
#18
Awww jealous laksh
But i want laksh to get jealous in next or maybe other parts of ur story
kenika thumbnail
Visit Streak 365 0 Thumbnail Visit Streak 180 0 Thumbnail + 5
Posted: 8 years ago
#19
Awww... jelouse urmi... this is suprb ๐Ÿ˜ƒ plz continue soon...
mandy001 thumbnail
Posted: 8 years ago
#20
Wow, superb...jealousy factor always works. 
Update soon.