aaj k epi main jab swara kahti hai k tum to khush ho jo bhi hua us sab se..scene was nice but edit kyu kiya cvs ne i mean scene ko cut kar shomi ka scene chala diya than saskaar hit the door wo bhi cut kar diya ...agar aisa dikhaate to jayada scene accha hota saskar ka gussa pain aur jayada nazar aata aur BG music bhi change tha..pata nahi but mujhe up to the mark nai laga
in shoot sanky door ko hit kar k swara k paas jakar use pakadta hai but scene cut tha...may bhi hum sawsan k scenes ko lekar jayada dreamy hote hai thats y kam laga ..