TurNia OS "Dard dilon ke"

overactor thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 8 years ago
#1
Hope u guys like it๐Ÿ˜› cvs to turnia scene dikha nhi rhe๐Ÿ˜ก so i just had to do something to satisfy myself๐Ÿ˜ญ
do like and comment aur choti si nhi badi wali comment krna๐Ÿ˜ก

TurNia OS "Dard dilon ke"

Altunia was angry, he was so annoyed with Razia's  constant rude behaviour and her princess bound rules, her  promises and boundaries were now a headache for him, he  and Razia had a fight again and he was walking away from  her room in anger when he heard the sound of musical  anklets from a little distance and along with it was the  music of tabla, the synchornization of the two was very  pleasant and he loved the music.
"tirkit..tirkit dha" the tabla played and the "chan chan" of  the anklets with it. 

"ye ghungroo aur table ki awaz mehel me, kon naach rha  he" he thought, "hamen dekhna chahiye, mohtarma ne  dimag garam kr diya he hamara, is dil ko lubhane wale  saaz ko hi sun liya jaye"

he walked towards the music, and as he went closer the  sound became more audible and more amazing. Altunia  realized that he had never seen this part of the palace, it  wasn't blue like the rest of the palace, it was red and quite  different then the rest of the palace in architecture

"ye kahan agaye hen hum, mehel k is hisse se to hum  anjaan the" he scratched his head , "khair acha hi hai,  wahan to sirf sog aur mohtarma ke usoolon ka bol bala he,  hum yahin theek hen, mehel k is hisse me kuch alag hi  khasiyat he, magar ye naach kon rha he"

He walked towards the big door from where the sound  was coming, he moved the long curtains hanging at the  door and peeked in, and his jaw dropped.

He saw a woman in red clothes, her eyes like big and  beautiful with alot of kajal on her eyelash margins  extending outwards, her lips thick and red, her figure had  the perfect curves, and as she danced, she was like  spreading fire, striking light and waves of water.

"tikrit dha tirkit dha..dha dha" the tabla played
"chan channa chin chananaa naaa " her ghungroos played.

Her hand movements , her twisting and turning her perfect  feet movements, Altunia was awestruck at her flawless  performance. He was watching her with wide open eyes  until she started swirling and she was unstopable, it was  then Altunia realized that she was loosing balance and  might fall, he ran inside and just before she lost balance he  caught her. She had closed her eyes , "Ya Allah, aaj kal  hamen adaat hi nahi hai nachne ki, zara sa ghoomte hen to  ladkada jaate hen" she spoke in frustration. Mirza smiled  and couldn't control himself 
"agar aap nachengi nahi to hum jese manchalon ka dil kese  behelega" he said in his flirty voice
She opened her eyes and was shocked, in her life she had  never seen a person as handsome as Altunia, the beautiful  emerald eyes, the thick hair, and the flirty smirk on his lips. 
She was so lost in his eyes she didn' realize her mouth had  opened in surprise, holding her with one arm, he moved his  hand to her chin and touching gently he closed her mouth.

"mana ke hamari ankhon me haseenaon ko puri qaynaat  dikh jati he, par ese hosh na kho bethiye aap, wrna aapke  deewane mehfil me taliyan kis k liye bajayenge" he said  with a wide grin.

She turned her face in a shy style, he straightened her up  and left her.

"aisi baat na kahiye miyan, agar humne apna jalwa dikha  diya, to delhi sultanate me esa ek bhi nojawan na hoga jiske  hosh thikane hon, wo to aapko yahan pehli baar dekh k  hum thode chonk gye the" she said in style

Altunia; MashAllah, aapke naach me nasha, husn bemisaal,  aur baaton me to gazab ki ada he, zara nacheez ko bhi to  pta chale, is bejaan mehel me ye dilruba kon he

she smiled, "Miyan taruf to pehle aapko dena chahiye,  hamare hi khwab gha me aa k humse hi pooch rhe hen k  hum kon hen"

Altunia; aapka hukum sir ankhon pe Malika-e-Ada, hum to  parwane hen shamma ki talash me rehte hen, jahan husn  dikha wahan kheenche chale ate hen, hunar ki talash thi  hamen apne jesa, najante the ragistaan me gulab miljayega

"are miyan paheliyan na bujhao, andaz-e-bayan tumhara  hamen khoob rijha gya he, pr ab esa bhi kya chupana, jab  gulab mil hi gya he to use gulkand bnane me deri kesi" 

Altunia; is nacheez ko Mirza Altunia kehte hen, aur  taruf me hum kya kahen apne, man ki marziyan,  marziyon ka man, kuch esa hi hai mirza altunia fitratan

he bend a little and did the salam gesture, she smiled and  replied to his salam with the same gesture.

Altunia; hamara to hogya, ab hum jaan skte hen k jis dil  ruba ne dil ko lubha diya wo hai kon

She smiled again, "Apni tareef main hum kya kahen, tareef  us Khuda ki, jisne hamen banaya, zamane ne kiya badnaam  banake rakasa, Malika ban k humne kiya zamane ko  badnaam, Lahore se aaye hen lahori kehlate hen , delhi ki is  malika ko log Shah Turkan keh k pukarte hen"

Altunia; SubhanAllah, to aap hen, Malika-e-hind Shah  Turkan, humne to zamane me suna tha bohot aapka  fasana, Khuda qasam dekhte hi dil haar betha ye deewana

Turkan; deewangi ki baat na kro miyan, is rakasa ne kaiyon  ka dil loota he, magr sach kehte hen, is rakasa ka dil sirf  aap hi ne loota he, MashAllah, ye baanz si ankhen ye  ghaneri zulfen aur ye mastana andaaz, kya kahiye, aapne  to humen kayal krdiya he

Altunia; ama chodiye, agar hum me thi wo baat to kisi  sultan k liye yun thukraya na jata hamen

Turkan; (laughed) esa konsa Sultan hoga jahan me jo aapke  pair ki dhool barabar bhi ho, humari to qismat thodi khrab  he miyan, jawani me hamen aap na mile aur ab hum aapke  laiq na rhe, wrna ye Turkan hazaar sultanaten aap pe  qurbaan krdeti

Altunia held her hands in his.

Altunia; sach kahen dil ruba, heere ki qadar sirf johri ko hi  hti he, usi tarah asli fankar ki qadar bhi doosre fankaar ko  hi hti he

Turkan; are miyan, in shahi logon k to andaaz hi nirale hen,  kabhi heera bana k taaj me sajate hen, to kabhi moti bnake  joote me laga dete hen, isiliye to in shahi logon se hamari  banti nahi

Altunia; sahi kehti ho dil ruba, jab zarurat padti he inhe to  faida uthate hen aur zarurat na ho to pehchane se bhi  inqaar krdete hen

Turkan; chodo bhi miyan, ye batao akhir is banjar mehel  me aap jesa phool khila to kese?

Altunia; (fake laugh) bhanwre ki tarah ek kali k peeche aye  the, wo kali phool ban k kisi aur k baagh me basne ko  tayar hogai aur hum bhatakte reh gye

Turkan; lagta he kisi namurad ne dil tod diya he hamare  habib ka, bewaquf kahin ki, wese hume jo lag rha he, esi sirf  ek hi be aqal aurat he is mehel me

Altunia; kon?

Turkan; shehzaadi Razia..naak me dum kr rkha he, na khud  chen se jeeti he na dusron ko jeene deti he, us budhe  yaldoz ko bhi hum sirf usi ki wja se bardasht kr rhe hen

Altunia; kamal he, aap ki to nafrat pe bhi mirza ko pyaar a  rha he, khair chodiye dil ruba, dil aapka bhi in shahi logon  ne dukhaya he, dil hamara bhi he inki giraft me he to kyun na  apne gamon ko bhula den aaj k liye hum khushi ki mehfil  saja den

Turkan; haan miyan shoq se, hum to yunhi mujra kr k gham  bhulate the, pr ab ghamon ko baatne k liye humen bhi  aapka sahara milgya, chaliye is gham ko bhula k khushi ki  mehfil sajate hen, kuch sher aap kahiye kuch hum sunate  hen, kuch husn aapka kuch hunar hamara, mil k hum dono  is mehfil me chaar chaand lagate hen

Altunia nodded, he held her hand out for her, and she gave  it to him, he escorted her to the large sitting area of the  room where they sat and talked for hours, they didn't  realize how the time passed and the sun rose again shining  all over delhi.

Altunia; sach me aapse mil k zindagi k aadhe dukh kam  hogye, is mushayre aur dil joi k liye shuqirya hamari dil  nasheen dil ruba

Turkan; shuqriya to hum kehna chahyenge aapko miyan,  hazaron zakhmon ko nasoor hone se bacha liya aapne, ab  aap bhi yahan aur hum bhi yahan, mulaqaton ka silsila  yunhi chalne dijiyega

Altunia; aapka hukum sir ankhon pe , Allah Hafiz

Turkan; Allah Hafiz

he walked out of the room with a huge smile on his face.

Turkan; Ya Allah , inhe banaya to hamare jesa pr itni der se  kyun banaya, gar pehle milgaye hte to ishq ka naya hi hta  fasana, bas yehi dua he is nacheez ki, is mast malang ko  hamesha khush rkhna, aameen.
Edited by overactor - 8 years ago

Created

Last reply

Replies

22

Views

2576

Users

9

Likes

26

Frequent Posters

fm05 thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail Commentator 1 Thumbnail
Posted: 8 years ago
#2
Sonu aap ne warn bhi kiya tha ke bahut flirty hoga par main phir bhi thoda shocked hogayi thi ke ek hi mulaqat mein Turnia ek doorse ki humdard ban gaye.๐Ÿ˜ฒ

Kaise kar leti ho Sonu. Yeh dialogues aap ki dimag mein kahan se aati hain. It was too funny yet so flirty.๐Ÿ‘

Turkan ka mujra toh puri Lahore mein masoor hain, ab Mirza ko bhi pata chal hi gaya ke yun hi nahin Malika-e-hind ban gayi humari qatilana Turkan.๐Ÿ˜‰

Aap na Mirza se Turkan ko dil ruba bulay ke hi choda.๐Ÿ˜† Maza agaya jaise in dono ne apni twaroof karwaya. Mefil ki shaan kaise ban the hai to koi Turnia se seekhe.

"hum to  parwane hen shamma ki talash me rehte hen, jahan husn  dikha wahan kheenche chale ate hen, hunar ki talash thi  hamen apne jese, najante the ragistaan me gulab miljayega"๐Ÿ˜ณ

"Apni tareef main hum kya kahen, tareef  us Khuda ki, jisne hamen banaya, zamane ne kiya badnaam  banake rakasa, Malika ban k humne kiya zamane ko  badnaam, Lahore se aaye hen lahori kehlate hen , delhi ki is  malika ko log Shah Turkan keh k pukarte hen"๐Ÿ˜Ž

Bahut khoob!!!๐Ÿ‘

Aap ne Razo aur Buddhe ka bhi zikr kiya toh kaise kiya.
Isi kehta hain reality check:๐Ÿ‘๐Ÿผ

"esa konsa Sultan hoga jahan me jo aapke  pair ki dhool barabar bhi ho, humari to qismat thodi khrab  he miyan, jawani me hamen aap na mile aur ab hum aapke laiq na rhe, wrna ye Turkan hazaar sultanaten aap pe qurbaan krdeti"โญ๏ธ

Aur yeh part toh haasa diya yaar:๐Ÿคฃ
"lagta he kisi namurad ne dil tod diya he hamare habib ka, bewaquf kahin ki, wese hum jo lag rha he, esi sirf ek hi be aqal aurat he is mehel me"...Razo ka aqalmandi toh ghazni mein hi rahgaya shayad.๐Ÿ˜›

Last part jahan Turkan uski khushi ke liye sachi mann se dua karte hai toh mera sabse fav part hain: โค๏ธ

"bas yehi dua he is nacheez ki, is mast malang ko  ahmesha khush rkhna, aameen". 

Turkan ka dil har banda nahin samajh sakte...woh dil ki buri nahin hoti agar farebi duniya ne usko patthar ban ne mein majboor nahi karta.๐Ÿ˜ญ

Ab show mein kab milengey aur intezaar nahin hota is OS padh ne ki baad.๐Ÿ˜’
Edited by bhabhijaan - 8 years ago
overactor thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 8 years ago
#3

Originally posted by: bhabhijaan

Sonu aap ne warn bhi kiya tha ke bahut flirty hoga par main phir bhi thoda shocked hogayi thi ke ek hi mulaqat mein Turnia ek doorse ki humdard ban gaya.๐Ÿ˜ฒ

dialogues, bas kabhi kabhi yunhi ๐Ÿ˜‰ ๐Ÿ˜› ๐Ÿ˜†
turnia; jo tu mera hamdard he sunhana har dard he  โค๏ธ
thanks for the long comment BJ ๐Ÿค— trip fall catch scene pe kuch nhi kehna aapko ๐Ÿ˜› ๐Ÿ˜‰

CVS copy this whole OS i dnt mind bas turnia dikha do๐Ÿ˜ญ
fm05 thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail Commentator 1 Thumbnail
Posted: 8 years ago
#4

Originally posted by: overactor

dialogues, bas kabhi kabhi yunhi ๐Ÿ˜‰ ๐Ÿ˜› ๐Ÿ˜†
turnia; jo tu mera hamdard he sunhana har dard he  โค๏ธ
thanks for the long comment BJ ๐Ÿค— trip fall catch scene pe kuch nhi kehna aapko ๐Ÿ˜› ๐Ÿ˜‰

CVS copy this whole OS i dnt mind bas turnia dikha do๐Ÿ˜ญ

๐Ÿ˜† trip, fall, catch was so funny as I can imagine her expressions...Turkan uski haseen ankhon mein kho gayi Mirza uski naach mein aur dono kayal hogaye.๐Ÿ˜‰๐Ÿ˜† 
Edited by bhabhijaan - 8 years ago
overactor thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 8 years ago
#5

Originally posted by: bhabhijaan

๐Ÿ˜† trip, fall, catch was so funny as I can imagine her expressions...Turkan uski haseen ankhon mein kho gayi Mirza uski naach mein aur dono kayal hogaye.๐Ÿ˜‰๐Ÿ˜† 

pehli nazar me aisa jadoo krdiya  โค๏ธ
Melkor thumbnail
Posted: 8 years ago
#6
I will say something.This OS is one of its kind๐Ÿ‘๐Ÿ‘
First of all,the dialogues,MashAllah๐Ÿ‘
Hats off to you for writing such dialogues!!๐Ÿ‘
Seriously,Sonu,Apply for a job at Swastik's for dialogue writing.Tumhare dialogues padh ke yeh haal hai toh jab Rohit-Sambhavna inhe apni zubaan pe layenge toh hamara kya haal hoga
I can't say which dialogue was my fav.Sab ek se badhkar ek hain๐Ÿ‘

Really,Mirza and Turkan together are explosive๐Ÿ˜ณ

Lastly,this OS is AFSAW till infinity๐Ÿ‘๐Ÿ‘๐Ÿ‘
overactor thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 8 years ago
#7

Originally posted by: Astoria

๐Ÿค— ash 
ikr cvs plx make use of them and show turnia, they would burn the screens ๐Ÿ˜Ž
Melkor thumbnail
Posted: 8 years ago
#8

Originally posted by: overactor

๐Ÿค— ash 
ikr cvs plx make use of them and show turnia, they would burn the screens ๐Ÿ˜Ž

Sonu,dear,I think that the CVs are scared.If they show Turnia then the public would crave for them.Phir kahin raaton raat log Turnia as a couple demand karne lage toh?๐Ÿ˜† Turnia ko dekh kar people would forget that this is a historical๐Ÿ˜ณ๐Ÿ˜†
overactor thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 8 years ago
#9

Originally posted by: Astoria

Sonu,dear,I think that the CVs are scared.If they show Turnia then the public would crave for them.Phir kahin raaton raat log Turnia as a couple demand karne lage toh?๐Ÿ˜† Turnia ko dekh kar people would forget that this is a historical๐Ÿ˜ณ๐Ÿ˜†

na, indian audience won't ever accept a couple with age difference๐Ÿ˜† and regressive minds who ship alzia won't ever give in for turnia๐Ÿคข, broad minded ppl r very few๐Ÿ˜› but yeah turnia's chemistry would leave all behind and am so sure about it  ye ekta show hta to turnia ko abhi tak use kr chuke hte๐Ÿ˜’ pr tab show me bht butchering bhi hti๐Ÿฅฑ ๐Ÿ˜† 
TurNia โค๏ธ
..radiance... thumbnail
Anniversary 9 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 8 years ago
#10
Aameen ๐Ÿ˜†
the OS was so good yarr, especially all ur dialogues๐Ÿ‘
koi specific dialogue nahi bolungi kyunki i love all of the them
ab wait nahi hota
wish serial mein bhi jald kamsekam ek Turnia scene toh dikhayein