ha woh to hain hi...monsoon nights bhi kuch kam nahi they...
Monsson night wala too GM nahin tha di😕... Haan uska next do seq ke barein mein i won't say😆
ha woh to hain hi...monsoon nights bhi kuch kam nahi they...
aur hame to baatein karne ke sare tarike bhi kam padate hain...
Monsson night wala too GM nahin tha di😕... Haan uska next do seq ke barein mein i won't say😆
kiss ki himmat joo humari baton pe break lagaye...😆
ha main bhi uski hi baat kar rahi hu...uska naam tha yeh sazish hain boondon ki...
https://www.indiaforums.com/forum/topic/3667055
Acha di... zara check this out... This is an old post form this forum.. aap koo par kee samajh aa jayega ki humlog kya kya karte the tab...😆
https://www.indiaforums.com/forum/topic/3667055
my god riuuu,,,,,,,,,,ayaz ne ye sab padha hoga...bechara sharam se pani pani ho raha hoga...😆
Haan di... Yahin sab chalta raheta tha...😆... Pata nahin Ayaz yee sab parta tha ki nahin... Agar para hoga tooo sach mein behosh hoo gaya hoga..🤣
actually uska bhi GM jyaada active ho gaya hoga...isiliye itna intense romantic scenes karata tha...
comment:
p_commentcount