Originally posted by: arun_8687
![]()
Yayyyyyy!! Its Amit Ji's B'day today 😃 😃
Im really happy.
One of persons I really admire and adore 😊
God Bless Amit Ji and Unko duniya ki saari khushiyan prapt hon 😊
Some famous Amit Ji dialogues I recollected 😎
"Rishte me to hum tumhare baap hote hain, naam hai Shahenshah."
"Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai."
"Yeh tumhare baap ka ghar nahin, police station hai, is liye sidhi tahrah khade raho."
"Moochein ho to Nathulal jaise warna na ho."
"Govardhan seth, samundar mein tairne waale kuoon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain."
"Jis tarah gobhi ka phool, phool hokar nahi hota, waise hi gainde ka phool bhi phool hokar phool nahi hota" 😆
"Tumhara naam kya hai, Basanti?" 😆
"Pura naam, Vijay Dinanath Chauhan, baap ka naam, Dinanath Chauhan, maa ka naam, Suhasini Chauhan, gaon Mandwa, umar chhattis saal..." 😎
Wah Arun for those memorable dialogues.👏
Lekin photo dekhkar aap ek dialogue bhool hi gaye...
"Jaao Pehle Us Aadmi Se Sign Lekar Aao Jisne Mere Hath Pe Yeh Likh Diyaa Tha...Phir Tum Jahan Kahoge Main Wahan Sign Kar Doonga."
Aur Bhi Hain...
"Hum Jahaan Khade Hote Hain, Line Wahaan Se Shuru Hoti Hai."
"Kya Don Paan Nahin Khaata Tha? Bada Buraa Karta Thaa."
"Main Aaj Bhi Pheke Huye Paise Nahin Uthaata."
"Mere Paas Naa Ko Baap-Daada Ki Daulat Hai Aur Naa Hi Mujhe Chahiye, Mere Paas Agar Kuchh Hai To Maa Ka Diya Hua Aashirwaad"
"Daroo Peene Se Liver Kharaab Hotaa Hai..Waise Main Peeta Nahin Hoon...."