premeer ff kis desh mein hai mera dil updating this sunday - Page 2

Created

Last reply

Replies

98

Views

11976

Users

11

Likes

145

Frequent Posters

AASUS thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago
#11
Haiyye an update πŸ˜Ž
So cool wow
Thank you yaar πŸ˜Ž you're very quick in giving updates.
So ya Bauji thinks he can fool Heer - but she's way too smart πŸ˜Ž
She knows eventing that goes on in the house.
Y'know Preet Heer as Devar and bhabi relationship - most cherished by fans.
I love them in the show a lot.πŸ€—its s nice you're keepng it that way.
I think Preet will stop the Pooja cuz Heer isn't there + he knows she does not approve of this.
You've already mentioned Preet worships Heer so.
Or 
You may be introducing new charcter.πŸ€”
Or
The family sees Prem / his look alike on TV πŸ˜³
 
I'm not 100% sure πŸ˜† but I'm waiting to see what happens while Heer is staying in Delhi.πŸ˜ƒ
Pls continue Keerthi,πŸ€— 
indira.ph thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#12
hai keerthi
welcome to forum
Lovely FF. loved heer's faith on prem and their love
pls continue
sana.harshiti thumbnail
Posted: 9 years ago
#13
Hey Keerthi πŸ€—
 Welcome to the forum πŸ˜ƒ 
Wow awosome FF πŸ‘ love it...
tarannum6 thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#14
Woww awosome update waiting for the next part pls update soon :)
ganeshamsk thumbnail
Visit Streak 180 0 Thumbnail Visit Streak 90 0 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#15
CHAPTER 3:HEER'S BELIEF AND FAMILY'S THOUGHTS.


Heer sits in the car and leaves for airport and lost in thoughts
FLASHBACK
after 1 year of prem's death
everyone in the family arranges for the prem's antim sanskaar in the home.
when the pooja is going on, heer who arrives from the shiv temple is shocked to the scene in front of her.
she goes there and removes flower garland in the prem's photo and shouts at them:BAUJI.yeh sab kya hai.meri prem zinda hai.aap yesa pooja meri prem keliye kaise karsakthe hai?mujhe jawab dijiye bauji.

LALIT:beta .pls come to reality. prem hum sabko chodkar jaa chuka hai. tumari wehem se bahar aao.hum sabko tumari chinta bahut horahi hai. prem bhi tumari yeh haalath dekhkar khush nahi milega uski aatma ko.meri baath ko samajneki koshish karo atleast for prem's sake.

HEER:bauji.prem zinda hai.aap sab kyun meri baath par yekin nahi karahi hai.meri dil ko patha hai ki woh zinda hai bus mujhe yeh nahi patha hai ki woh kahan hai aur kyun waapas nahi aaya?
      but pls bauji atleast aap meri iss umeed par vishwaas rakhi hai.
LALIT:kaise yekin karoon beta. tumari paas koi sabooth hai ki yeh maanekeliye prem zinda hai. asli ankikath yeh hai ki PREM MARCHUKA HAI.humne haina uska last rituals poora kiya.bolo beta. jawab do mujhe. hum sabko prem ki loss se zyada tumari chinta horahi hai beta.tumari zindagi,khushi sab kuch cheenkar ho chalagaya.ab tum apne zindigi me aage badna seekho beta. tumne hum sabki himmat di aage badne keliye ab tumne yesa wehem me reharahi ho beta.

HEER:mein itna zaroor jaanthi hoon ki jiski laash ki aapne last rituals ki hai woh mera prem hoi nahi saktha hai bauji.aapne mujhse sabooth maanga haina bauji.MYSELF IS THE PROOF.JAB PREM HAI TOH HEER HAI;AGAR PREM NAHI HAI TOH HEER BHI NAHI HAI.meine aap sabko himmath di bauji  kyunki mein jaanthi hoon ki mera prem zinda hai.jab mujhe lagega ki prem zinda nahi hai tab mein bhi zinda nahi rahoonga.aur tabtak mein yeh pooja honenahidoonga.

DALJIT:chalo heer.tum toh pagal hogayiho pooritara se.hare kisine dr ko bulao.
everyone stares angrily at her and  went away.daljit comes to heer and says:shayad tumari kismat main zindigi bar intezar karnekeliye likha ho.tab toh prem zinda hai koi toh umeed thi lekin ab marrahuwa insaan keliye intezar karengi toh zindigi ki aakir din tak karthe rahengi. mujhe bahuth dukh horaha hai tumari baareme sochkar and sighs

HEER:agar yehi meri zindagi mein likhaya toh mujhe manzoor hai and she leaves

sudden brake makes heer jolt from her thoughts and asks the driver:wht happened?
DRIVER:mam airport aagaya madam.
HEER:ok. aap  gaadi parking meinpark kardena aur jab roshni office car mein aayengi aap usme office chalejaana. teekh hai.
DRIVER:ok mam.
she goes inside and meets roshni near the entrance(her character will be revealed later)and both wishes each other and goes for check-in.

JUNEJA HOUSE
preet who went to mumbai for some work comes back and sees the arrangement in the house.he goes to his room for change.
PREET:meher baahar kya horaha hai.kuch function hai kya ghar pe ?
MEHER:tum aaj ka din kaise bhool sakti ho preet.aaj prem jiju keliye ghar pe pooja karaha hai.
PREET:WHAT?heer bhabhi maangayi?
MEHER:nahi.didi ko kuch bhi nahi patha.woh delhi chaligayi ek meeting keliye.bauji ne decision liyaye ki didi se kuch math bolne ki.tum bhi jaldi tayyar ho jao.mein niche chalti hoon.she leaves.

preet stares at the photo of prem in his cup-board and lost in thoughts
FLASHBACK 
few days after the prem's absence
preet comes to the heer's room with food and sees her lost in thoughts sitting in the bed.
he knocks the door and comes in and keeps the plate on the side-table,sits in the ground and says:BHABHI.sab meri wajah se yena.agar mein delhi chali jaathi toh pb hamari paas aapke saath reharahi hoga. aapki is haalath ki guneghaar mein hoon bhabhi.mujhe maaf kardijiye aur aap joh sazzadeniye dedijiye lekin apnr aapko takleef math dijiye ,mein dekh nahi saktha. ghar pe bhi sab apne aapko sambhalne ki koshish karrahi hai aur bauji mujhse baath karna bhi choddhiya.kyunki meri wajah se pb chali gayi.aur aap teekh se kuch nahi kaare aur aapkikayaal bhi nahi rakhrahi hai.pls bhabhi kuch toh khaaliye.i beg u.
and cries like child near her legs
HEER:preet. pehle rona band karo and caresses his hair.meinaaj se apna kayaal rakhoongi. teekh se khana khaoongi aur acche se soja hoongi. i promise.
aur tume apne aapko blame karne ki koi zaroorat nahi hai.mujhe batha hai kitumariliye prem bhagvan ki tara,tum sabse zyada apni pb se hi pyaar karthi ho.lekin tumhe patha hai prem keliye tum kya ho haan. prem tume kabhi apni bhai nahi palki ani beta maana hai.usne bhi tumse ek papa ki tara pyaar kiya hai.agar tum par koi musibat aanewali hai toh woh piche kaise hat sakthe preet.aur mujhe patha hai agar tum apni pb ki sath hoti toh uspar koi aanch aane nahi doongi.
 prem mujhse aur hum sabse dhoor toh zarooe hai preet.lekin woh zinda hai,is baath par mujhe koi sawaal nahi hai.agar zinda hai toh kahan hai aur kyun waapas nahi aayi mein yeh sab nahi jaantha hoon.aur mera paas bhi bahoot saari sawaal hai lekin iska koi jawaab nahi hai.lekin itna yekin ki saath keh  saktha hoon hi woh ek din zaroor mere paas waapas aayegaaur us din keliye mein intezaar karoonga.
tume patha hai meri maa hamesha keyrehthi ki bhagwan jodiyoon ko upar banaakar bejhtha hai aur uska milna kismat par choddetha hai.mereliye prem ko beja hai.agar yeh baath sach hai ki hum dono ek dusre keliye bani hai toh woh mujhe chodkar nahi jaa sakthi.agar prem keliye tum bete hai ttoh mereliye bhi wahi hai preet.toh isliye apna guilt math rakho aur mein apna khayal rakhoongi aur tum bhi apna rakhna hoga teekh hai.

preet takes the food and gives it to her with varied emotions and starts crying.heer wipes his tears and asks whether he finishes his dinner or not.he drops his face down
HEER:pehle tum khaalo preet and feeds a byte and preet forwards a byte to her and starts feeding each other and completes the food.
PREET:bhabhi.agar aap itni confident se kehrahi hai toh mein pb ka search karoon?
HEER:nahi preet.mujhe patha nahi woh kahan hai.bas itna patha hai ki mera dil dadakraha hai lekin KIS DESH MAIN HAI  MERA DIL woh mujhe patha nahi hai.issliye preet ye sab nahi chahiye.
PREET:mein chalthi hoon bhabhi and leaves
PREET Self thoughts:bhabhi mein pb ka talaash karoonga bhabhi.mein aapko aapki khushiyaan jaldi waapas laana chathi hoon yeh meri waada hai aapse pb ko aapke saath lekar rahoonga.

PRESENT
preet:bhabhi mein apna waada nibhane keliye poora desh talaash karaha hoon.kisise bhi nahi kaha kyunki mein jaanthi hoon koi bhi mujhpar yekin nahi karenge.mein aapse bhi ye baath nahi kaha bhabhi maaf kijiye.lekin ye pooja toh mein hone nahi doonga and leaves the room

DELHI
 heer reaches the khurana group of hotels for the meeting with the M.D.Mr.Raj Khurana who is a simple,loving and kind-hearted man.his wife simran khurana who is the best friend of gayathri juneja during their college days is a very jovial,loving and caring lady.they both met heer in one of the family party with gayathri.they both treat her like their own daughter.they know everything about heer's past.they wanted her to be always happy.
heer reaches the meeting room with roshni and greets raj:good morning sir
RAJ:kitni baar kaha beta sir nahi uncle bolo haan.
HEER:sry uncle. meeting shuru kare.
RAJ:mein ludhiana me ek branch of hotels open karna chathi hoon.iskeliye mere beta bhi U.S. se aaraha hai.main chathi hoon ki juneja groups bhi 50% partnership mein hona chathi hoon. aur decision tumari beta.
HEER:uncle yeh toh bahut achi baath hai.mein ek baar bauji se discuss kartha hoon phir mein appko final decision bathatha hoon and another hour goes 
RAJ:teekh hai beta.ghar chale tumari aunty tume dekhengi toh bahut khush hogi?
HEER:nahi uncle.phir kabhi.zaroori kaam hai.mujhe waapas jaana hai.
RAJ:as u wish.achi decision lena. teekh hai.have a nice day.
heer:thank u and same to u.auntu ko meri wishes bathayega.bye.
heer:roshni shall we leave.
roshni:haan heer mam
IN THE CAR
ROSHNI:mein ek baath poochoon?
HEER:haan bilkul.
ROSHNI:aaj koi zaroori kaam nahi hai.lekin tumne jhoot bola haina? 
HEER:haan.kyunki aaj mein akeli rehna chathi hoon.hum wahan reach honeki baad tum office chale jao.mujhe kahi aur jaana hai.teekh hai.
ROSHNI:teekh hai.

JUNEJA HOUSE
preet barges in the living room and says:BAS.panditji yahan koi pooja nahi hoga.aap jaa sakthi hai.
LALIT:preet ye kya badtameezi hai.tume batha bhi hai ki tum kya karahi ho.tum apni bhai ki aatma shanthi keliye kiyahuwa pooja rokrahi ho. kya hogaya tume?
PREET:ye aap poochrahi hai bauji.jab bhabhi ghar pe nahi hai tab aap ye pooja karahi hai. agar bhabhi yahan hoti toh yesa kabhi hone nahi dengi.aap yesa kaise karsakthi hai.
      mein ye pooja hone nahi doonga bauji jo kuch bhi hojaye.
LALIT:tum samajrahi ho ya nahi.ye tumari bhai keliye karahi hai.heer apni wehem se bahar aanai padega.prem iss duniya mein nahi hai.heer us sach ko accept karna nahi chathi hai.issliye uskebina ye pooja karrahi hoon.tum bhi heer jaise baath karna band karo 
GAYATHRI:aap shanth hojaiye.preet tum apni bauji haisai baath karoongi?tammeez nahi hai tume?
PREET:i am sorry ma aur bauji.lekin aap dono ek baar sochiye,aap pb se kairehthiki mene apni dost se vaada kiya heer bhabhi ki saath bhai ki rishtha jodne keliye.hum sab canada chodkar apni desh waapas aaya hai toh sirf heer bhabhi keliye hai.aap logne kehrehthi na pb aur heer bhabhi ek dusre keliye bani hai toh phir apni baath par yekin kyun nahi hai.aapko yaad haina bauji jab hum india waapas aayithi,daljith chachi ne jooth bolkar ash ke saath pb ki rishtha joddhiya.lekin pb ko bhabhi se pehle mulaqath mein hi pyaar hogaya hai.usne heer bhabhi keliye aapka khilaf,issduniya ki khilaf gadi huyi hai.phir aapko patha chalgaya hum jis ladki keliye rishtha lekar aayithi woh heer bhabhi hai.isse zyada sabooth kya chahiye aapko bauji.
      lekin main doonga,aapko yaad hai,usdin aapko patha chala aapki dost ki hi beti heer bhabhi hai,tab heer bhabhi ko tuffan lekar chaligayithi,aapne hi kaha thana heer bhabhi hum sabko chodkar chaligayi hai.lekin pb ne usbaath ko kabhi nahi maana hai.usne heer bhabhi ko waapas lekar aaya hai.shayad aapko apni baath par yekin nahi hogi.lekin mujhe PB AUR HEER BHABHI AUR UNDONO KA PYAAR PAR POORA BHAROSA HAI.agar bhabhi kehrahiki pb zinda hai toh pb zinda hai.aaj tak aapne jo kuch bi kiya meine kuch nahi bola hai.aapne kahatha ki prem bhai ki barame koi iss ghar me baath nahi karengi,mein maanliya hai.aapne kahatha ki pb ki saari tasveer aur yaadein iss ghar se nikaalnekeliye hai meine kuch nahi kaha hai.kyunki meinjaanthi hoon aap hai sab heer bhabhi keliye karahi hai
      lekin iss pooja bhabhi kabhi nahi chayengi toh yeh pooja honenahi doonga.agar mein kuch bola toh maaf kijiyega.
everyone stares at him and leaves the hall
DALJIT self thought:kya baath hai.aaj tak mujhe laga sirf heer hi apni raanjha ki pyaar me paagal hogaya hai.yahan toh lakshman bhi apni ram ko lekar paagal hogaya hai.lekin iss preet ko yesa sazza hona hi tha meri beti ki dil ko thodana usne.agar heer ko is drama ki baareme patha chala toh kaise react karengi ye dekhne mein bahut mazza aayenga.
IN KULDI'S ROOM
KIRAN:mujhe kuch samaj mein nahi aaraha hai ki kya bolon?
KULDI:mujhe bhi.ek pal keliye mujhe bhi vishwaas hogaya ki prem zinda hi hoga.lekin phir dimaag kuch aur kehraha hai.mujhe pehle preet ki behaviour samaj mein nahi aaraha hai.joladka in sab baathon par vishwaas nahi kar paatha woh heer ki baath par itna yekin karaha hai?
KIRAN:usne jo kuch bhi kaha woh sab sach hai. ek aur baath ab woh heer ko apni prem ki tara treat karaha hai.uskeliye heer ki baath pathar ki lagi hai.
KULDI:kya sach mein prem zinda hoga kiran?
KIRAN:iski jawab sirf waqt hai patha saktha hai.
kids barges into the room and sat on the bed
riya:maami kahan hai?mujhe usko ye drawing dikhani hai.
rohan:haan mamma.mujhe uske saath kelna hai.
KULDI:maami kaam se baahar gayi hai.jaldi aajayengi.tumlog jaakar khelo.teekh hai.kids leaves.
      bache heer ki saath bahut attachedaur wo bhi jaise prem ne.. 
kiran puts his hands on her shoulders and consoles her
KULDI:humne sai faisla liya hai kiran yahan aakar settle hokar humne accha hi kiya hai.heer bhi apna dukh ko bachonki wajahse hi kam horahi hai.
KIRAN:haan.lekin ye kabhi kam nahi hoga.bache sirf ek distraction jaise office work aur ghar ko sambhalna hai.
KULDI:kab uski zindigi mein khushiyaan aayengi patha nahi..
KIRAN:ek din zaroor waapas aayegi.tum chintha mat karo. and the hugs

IN VEERA'S ROOM
VEERA:i can't believe preet bhai ne yesa baath ki.i think that he also is in some illusion just like heer bhabhi.
NIHAL:kya sach mein prem sir zinda hoga?
VEERA:oh oh..nihal. be practical hum sabne dekha hai bhai ki video footage ko.aur bhai ka last rituals bhi humnehi kiya hai.it is totally stupid to think that the dead person is alive.isliye i can't believe preet bhai ne yesa baath kiye toh.i mean heer bhabhi yesa baath karahi hai toh,i can understand that she loves bhai too much to believe that he is dead.But preet bhai,unbelievable!!!
NIHAL:sab kismat par choddethe hai.ab wahi patha saktha hai ki sach kya hai. mein sirf apni behen ki khushi chaathihoon.
VEERA:don't worry. everything will be alright.

IN HARMAN'S ROOM
maya:uh.. aaj ek nayi drama hai.ek din bhi is ghar mein peace nahi hai
HARMAN:maya.kaise baath karahiho.don't forget that this is our family.
MAYA:FAMILY.kaise family.daily ek nayi tamasha.ho  heer kaafi nahi ye ki ab yeh preet bhi shuru kardia meri pb zinda hai she imitates him.
HRMAN:lekin usne jo kuch bi kaha usme baath hai.
MAYA:kya baath hai.yeh hai ki prem zinda hai.agar zinda hai toh,in 2 saal mein kya karaha hai.kyun waapas nahi aaya,jawab hai tumari paas?
HARMAN:yesa nahi hai
MAYA:kya yesa nahi hai.shayad prem bhaag gaya hoga us heer se,ya phir usne kisi aurse pyaar kartha hoga,issliye apni death drama stage karkar apni pyaar ki paas bhaag gaya hoga
HARMAN:BAS maya.prem bhai heer bhabhi se bahut pyaar kartha hai.jiske baareme tume kuch bi nahi patha woh uski baareme bolengi nahi toh accha hoga.
MAYA:tum mujhpar kyun chillarahiho.heer aur ab preet dono yehi tape laga rakha hainaki prem zinda hai.agar zinda hai toh kyun waapas nahi aaye hai.meri sawaal bahuth practical hai aur mrei possibilities bhi practical hai.
but the truth is PREM IS DEAD.they don't want to accept this.that's it.
HARMAN:tumse issbaareme baath karna waste hai and he leaves angrily.

IN PREET'S ROOM
preet is staring at the space and lost in thoughts.meher comes and places her hand on his shoulder.
MEHER:preet.tum bauji se yesa kyun baath ki
PREET:meine jo bhi kiya teekh kiya hai.
MEHER:nahi preet.tum galath karahiho.tum ek baar ma aur bauji ki baareme bi socho,agar wo didi ki baath par vishwaas karengi toh,phir jaakar unhe pathachalega ki woh sach nahi hai toh woh pehlesebi poori tarase toot jayega
      ye sirf didi ki wehem ho preet,tum bi us wehem mein math pado.mein jaanthi hoon ki tum jiju se sabse zyada pyaar karti ho.lekin sach ko accept karo aur aage bado yehi zindigi hai preet.
PREET:mein ye maantha hoon lekin sirf hum logon keliye.kyunki aap sab dimaag se sochrahi hai lekin meindil se soch rahi hoon.mein kisiko heer bhabhi ki bath maanekeliye zabardasti nahi karahahoon meher. mein sirf itna kehrahihoon ki heer bhabhi ki feelings ki saath math kehliye.agar usko yekin haiki pb zinda hai aur yeh pooja nahi hona chahiye.toh yeh pooja nahi honachahiyeh.heer bhabhi ghar pe nahi hai,uswaqth aap sab milkar yesa karna dhoka hota hai.
      aap log ye baath maanegi ya na maanegi yeh applogoki apni decision hai.lekin mein hai maantha hoon ki pb zinda hai.mujhe apni heer bhabhi ki yekin par yekin hai.aur iss baareme kuch nahi baath karni hai.just leave me alone meher.
meher stares at him sadly and leaves.

IN LALIT'S ROOM
lalit takes prem's photo from drawerand stares at him.gayathri arrives and sits beside him
lalit:gayathri.mujhe yekin karne pe dar lagtha hai.
gayathri:haan.agar yeh umeed toot gayi toh mein sehanahi paoongi.preet ne jo kuch bhi kaha woh sab sach tha lekin karneki mujhme himmath nahi hai.
LALIT:meri bhi wahi haal hai.mein bas dua karthahoon ki heer aur preet ka yekin jeethe.prem hum sab keliye nahi hai toh apni heer keliye waapas aajao.
  

PRECAP:PREM'S ENTRY

AASUS thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago
#16
Keerthi πŸ˜Ž
yaay ch 3 is up πŸ₯³ Thank you for updating so quickly. Love it.πŸ€—

wow my guess was right Preet is the one who stopped Prem's pooja for his aatma shanti.
well of course Preet thinks with his heart and he understand PH so well. β€οΈ 
They are not like ordinary ppl. The bond or heart to heart connection that's shown betw PH is
special & unique!

This update is just like in show - wow I felt like watching these episodes again.
I love the flash back scene of Preet Heer - so caring they are.
The way Heer made Preet smile and the way Preet made Heer to eat. β€οΈ
Best Devar & bhabhi. Also the respect Preet shows for his bhabhi is awesome.
His trust for his bhabhi does not waver even when Meher who is Heer's sis gave up on her sister.
The Delhi meeting was interesting. 
aww Heer wants to be alone. Wonder what she will do.πŸ€”
Pre cap is fun - can't wait to see Prem's re entry. πŸ˜ƒ

Please continue. You rock!

Thanks for new year gift Keerthi love the long update. πŸ‘
ganeshamsk thumbnail
Visit Streak 180 0 Thumbnail Visit Streak 90 0 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#17
First of all, wish u happy new year for all of u and have a very prosperous new year.


CHAPTER 4:PREM/GAURAV'S ENTRY

Heer reaches ludhiana and drives to shiv temple.she wants to spend some time for herself where she can get some peace and solace. she enters the temple and recollects the moments spend with prem.
this temple is very special for boyh of them.this is the place where prem sees her for the first time and fell in love at first sight itself.she has many memories attached with this temple.after the marriage date fixed for their new beginning ,prem and heer came here to get the blessings.
FLASHBACK
premeer came to the temple to give their first wedding card to the god who wrote their destiny for lifetime together and took the blessings.then they starts walking near the garden in the temple to spend some time together.
HEER:prem tumhe patha hai mmein bachpan se tumari wait karahithi.kabhi kabhi yesa lagtha thaki jo insaan ko mein jaanthi tho kya dekhthi tak nahi,uske saath puri zindigi saath rehenekeliye mein tayyar hoon yaa nahi,tum bhi mujhe yesai apnaaloongi yaa nahi yesi bahuth saari sawal hai.lekin achanak meri rishtha us manmeet ke saath pakka huyi toh mujhe laga ki shayad meri kismat me yehi likha ho yaa bhagwan meri kismat badalne jaarahe
PREM:tumari kismat aur zindigi me sirf aur sirf mein hoon heer.aur tum iss palse tumari naam kisiaur  ki saath jodnaa bandh karo heer.mujhse pradash nahi hoga samji tum.tum sirf aua sirf meri ho.aur hamari takdir lifetime keliye nahi lifeki baad bhi. yehi sach hai heer.hum dono alag nahi hai heer.HUM DONO EK HI HAI.mujhe kitna bura laga tume patha hai heer,jab bhi tum us manmeet ki baareme baath karti ho palki mein jaanthi hoon tumari dil mein sirf aur sirf mein hoon.
HEER:sorry.mein kabhi yesa baath nahi karoongi.mein ek baath poochoon?
PREM:haan.
HEER:tume kab mujhse pyaar hogaya?
PREM:jabse meine tume is shiv  mandir mein dekha hai tabse.
HEER:ek hi pal mein mujhse pyaar hogaya.
PREM:haan.aur pyaar honekeliye sirf ek pal kaafi hai heer.ab tum bathao tume kabse mujhse pyaar hogaya?
HEER:tabse maa ne mujhse kaha ki prem sirf aur sirf mereliye bani hai tabse,teekh hai.
PREM:toh tumne mujhe bina dekha hai pyaar kiya?
HEER:haan.toh mein tume bachpan se pyaar kartha hoon.lekin ek relationship first foundation is trust,woh mujhe tab huwa jab tumne meri zindigi karaab hone se bachanekeliye sab kuch chodkar mereliye gade huyithina tabse puri tarase karthi hoon.
PREM:mein tumari trust kabhi nahi todoonga.i promise and hugs her.

PRESENT
HEER:bhagwan,prem ne kaha thaki woh mujhe kabhi akeli nahi chodega lekin woh mujhse door hai abhi aurse 2 saal hogaya hai.lekin woh waapas nahi aaya hai.she stares at the moon and cries loudly saying:mein tagaya hoon prem.tum kaha ho prem,kaha ho?
     prem mein aapko ek maina ki waqt deraha hoon agar iss ek maine mein tum waapas nahi aaya toh mein issi mandir mera mara muh dekhoongi.yahi meri aakri faisla hai.agar tume sach mein meri fikar hai toh zaroor aaongi.bhagwan app hi meri kismat likhi haina toh ye waqth aapko bhi hai.kisibhi tara meri prem ko mere paas bhejdhijiye.mereliye uskebina jeena bahut mushkil horaha hai and fell on her knees and cries her heart out in front of the lord.


IN LONDON

one man is playing madalin (think the music played by prem in initial epi)and trying to divert his mind from the restlessness,he is feeling.
suddenly, he hears some crying sound of a girl and searches for it. but there is no one.he cuts his finger by the mandalin wire in restleeness and blood oozes out from his hand.but he is staring at his hand as if it is nothing than the pain he feels in his heart.
MAN:kya horaha hai mujhe.itni beijan kyun lagraraha hai mujhe.his eyes becomes moist as if someone who is very close is crying and he is feeling the pain.
    mujhe yesa kyun lagaraha hai ki mujhe koi bhularaha hai.woh aaso mere liye hai.woh mereliye intezaar karahi hai.kya horaha hai mujhe.aur mera dil itna kyun gabraraha hai.when someone comes and places his hand on shoulder.
SID:GAURAV.are u okay.tum teekh nahi lagrahi ho.
GAURAV:i am fine.tumyaha kab aayi.
SID:tumne kuch socha,2 din mein tumari engagement hai sanjana ki saath.kya decision liya hai tumne?
GAURAV:mujhe faisla lene ka haq nahi hai.tume meine bathayathana uski wajahse mein zinda hoon.aur ab is duniya mein agar mereliye koi bi nahi hai sanjana ki lava.isliye meine sagai karneki faisla liya hai.
SID:tum shayad bhoolrahi ho ki tume tumari past ki baareme kuch bi nahi patha,phir tum yesi faisla kaise lesakthi ho?
GAURAV:hare.sanjana ne kahathana mereliye is duniya mein koi nahi aur hum dono pyaar karthi thi.humari shaadi hone ki waqth mein mujhe india jaana pada aur wahan accident hogaya hai.ab aur kya chaiye mujhe,sid.
SID:ye koi jhoote kahani bi hosakthi gaurav.mujhe abhi bi us sanjana mein yekin nahi hai.
GAURAV:yesa kuch nahi hai sid.tum meri BFF ho aur meri khushi keliye sochrahi ho.isliye tume yesa lagraha hai.
       agar woh mujhse joot bi kayengi toh usse kya milega,kuch bi nahi.issliye mein keyrahi hoon tum chintha math karo aur jaakar break fast khaalo.
sid sees his hand with blood and says:arrey.tumari haath mein toh khoon nikalraha hai.aur tumho ki yesa kadi rahi ho jaisekuch bi nahi huwa hai.
he takes his handkerchief and ties it in his hand and gets the first-aid box and treats him carefully.after treating his hand sid leaves
gaurav stares at his hand and thought out loud:meine sid se kehdiya ki mein sanjana se engagement karoongi lekin mera dil mein itni takleef kyun horahi hai.yesa lagraha hai jaise mein kisiko dokha derahihoon.mein kisiaur ka hoon.mujhpar haq sirf usika haiaur khood ka bi nahi.kya ho raha hai mujhe.hey bhagwan mujhe koi galathi math karna dena.
someone is standing near the door and listening to his self thoughts.

tarannum6 thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#18
Wowww Amazing Updates πŸ‘
i love ur updates 😳 and Amazing
dialogues superb... πŸ‘
i loved loved loved it thanks... Eagerly waiting for the next part pls update soon :D
AASUS thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago
#19
Keerthi
I'll be back to commet later tomo,


-----

Love this update :D
I thought Prem will see Heer but he did not.
H2H Connectiin - you wriote v nicely.
Dialogues are fab. Sigh its so like the episodes in show.
Wow Heer gave deadline - 1 month huh
Poor her - she is so hurt.
Prem feels her pain yay love this part.
Can't wait to read next part.
Pls continue.
Thanks so much.Edited by AASUS - 9 years ago
bhagyashri12 thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 9 years ago
#20
Woww love this updateπŸ‘
 waiting for the next part pls update soon :D
Edited by bhagyashri12 - 9 years ago