kehthe hai roone ka mann karraha hai toh roh dena chaiye, aanshu baha ne se mann halqa hotha hai- mj
sach khe raha hoon rohlo achcha lage ga tumhe- mj
shaadi toh meri bhi hui hai, par aaj tak mein ne apne pati ka chera nahi dheka, aur nahi dekhna chathi hoon- Tara
baba ne toh hum dono ka bala karna chaha par sab gharbar hogay meethi, tum bhi aapne family ke wajah se apne pati ko nahi chor sakthi aur mein bhi nahi, yeh sach hai meethi hum dono ki kismat ek jaisi hai- Tara
apne aanshu ponch le meethi kuyn ke tumhare life mein ab Tara ki entry hogayi hai aur yeh mera wada hai tum se aapne life ki paheli bhale mein sholja na pao par tumhare life ki paheli tara sholja ke rahe gi bhale iskeliye tara ko kuch bhi karna pare- tara
jabse teri shaadi hui hai tabse ek toofan jatha nahi ke doosra ajatha hai
har ghari ek naya khatra zindagi ka darwasa katkatane ko tayaar rehtha hai, par koi nahi tara bachchu aapne life ko risk mein dal ke tu ne aapne ghar walo ke life toh safe kardiye mere liye yeh hi bauhat hai, ab moukle mein sar daal hi diya hai toh muossle se kiya darna, ab toh joh hoga dekhka jayga- tara
sirf mein, tum, aur daarr- mj
insaan ka huiwaan mein badalne ka daarr, khabie bhi kissi bhi waqt iss raat ki ek ek pal tumhare liye ek ek sadi ban kar rehjayga- mj
Edited by mastaTmohi - 9 years ago
comment:
p_commentcount