All the four came out from panditji house after seeing, Bhgyawti.
Chakri was all smiling after seeing his future wife. Pratap Aajbdhe was all happy that finally they succeeded, in maing Chakrapani vivah. Phool was so frustrated coz, she again losed the BIG BATTLE ( for her ) Against pratap.
P : toh ab bataye. Kaisa lag raha hai aapko. Agar aapko av v ladki pasand nhi aayi, toh bata dijiye hum panditji se baat kar lenge.
C : are nhi nhi bao ji, aisi baat nhi hai. Wo hum hum...
All three laughed except phool.
Pratap went to bigdi rajkumari.
P : bahut afsos ho raha hai na, phir se hark e.
Ph : main apne aap ko samjhte kya hai. Agar aap kuwar pratap hai toh hum v marwar ki rajkumari phool kawar hai. Hum v itni aasani se haar man ne waalo se nhi.
P : dhekhte hai.
A : oohooo aap dono phir se ladne lage. Phool ab aap apna gussa thuk dijiye. Dhekhiye kitn akhusi ka muaka hai.
Ph : ajabdhe aap toh humse baat hi nhi kariye. Ab toh hume lagne laga hai ki, aap hamari mitra kam aur kuwar pratap ki jaida mitra hai.
P : aapne bolkul sahi kaha. Ye hamari mitra hai ( puling his leg )
Phool all angry, and sat in doli.
A : are phool suniye toh sahi. Aapo unhe aisa nhi kehna chahiye tha.
P : kya ?
A: ki hum aapke unse jaida mitra hai.
P : toh humne galat kya kaha. Hum mitra nhi hai.
Ajabdhe stares at him.
A : ji ha nhi haa... and moves forward to dolli, suddenly somebody threw a stone on her but but pratap catches it.
P : aap thik toh hai. Lagi toh nhi.
Ajabdhe all nervous.
A : nhi. Par ye kaun tha.
Pratap shouted ' rukiye ' and was to run, Ajabdhe stops him. Jaane dijiye kuwar pratap. Koi bacha hoga. Galti se ye pathar usne phe diya. Hum aapke aabhari hai, aapne hamari raksha ki.
Pratap smiled.
Ajabdhe sat in dolli and both boys on horse.
They were on their way, suddenly, wind started blowing. A heavy storm attacked bijolia.
Kahar cud not see anything. Horses were unstable. ( hope you all understand want I want to say )
But still they were moving. After some time they realized that they were lost. Phool and chakri were not with them. praja came in different direction, and Phokri in another.
P : hey ek ling ji, hum rasta bhatak gaye.
A : phool phool aapko hamari awaaz sunaye de rahi hai. Phool phool.
P : dolli rokiye.
Ajabdhe came out.
A : aapne dolli yun ruwa di, aur chakrapani aur phool kaha hi.
P : ajabdhe, hum rah batak gaye hai. Uss tfan mein hume koi raasta saaf nhi dhik raha tha aur hum gum hogaye hai. Par aap chinta mat kijiye, hum jald hi bijolia ke mahal mein hnge.
Ajabdhe started crying. Na jaane phool kis halat mein hongi. Unhe toh raasta v nhi pata.
P : ajabdhe kripya kar ke aap ron aband kijiye. Hume pura vishwas hai ki charapani unke saath hongein. Aap chint amat kijiye. Sab thik ho jayega.
Ajabdhe nodded her head.
He turned around to talk to the dolli man, but he found no one there.
A : hey bhagwan, saare kahar kaha chale gaye.
Pratap think In his mind ' hume lagata hai ye kisii ki haal hai hum egumraah karne ki "'
A : kuwar pratap aap kya soch rahe hai.
P : ummm,, ji nhi kuch nhi..
A : ye saar elog kaha chale gaye.
P : ajabdhe aap hamare saath aaye.
They both went on the horse.
P : ajabdhe aap ghode par baith jaaye.
A : kya ? hume ghursawwari nhi aati.
Pratap all tensed.
After so much ofthinking, he sat on the horse.
A : aap hume akele chor ke kaha jaa rahe hai.
P : ajabdhe haath dijiye.
A : ji.
P : hamare paas aur koi v vikalp nhi hai, ye aasthan surakshit nhi hai. Aapjo hamare saath ghode par baithna hoga. Hume pata h, aapko thid ajib lagega, par hum kuch v nhi kar sakte.
Ajabdhe didn know wat to do, she was not having other option.she gives her hand to pratap and he guided her how to come up and ajabdhe sat on the horse.
It was a awkard moment for them, but they didn have any other option.
Pratap started riding, ajabdhe hair was flowing on paratp face. They both were luking at each other from tirchi nazar. They were loving the company but at the same time feeing lil awkard.
But this happiness was for some time only, dushamn ne jaal bichaye rakha tha. There was a blast on their wa. Pratap horse could noy control him self and became unbalance and Praja falls down.
Pratap on one side and ajabdhe lil far from him. Khatak se he got up, and ran to her. Make her sit. Ajabdhe aap thik toh hai na, aapko kuch hua toh nhi. Ajabdhe hand got scrated. Pratap gt tensed for her. Hume chama kar dijiye, aapko ye chot... ajabdhe.
A : kuwar paratp shant ho jaaye. Hum bilkul thik hai. Ye mamuli sic hot hai. Hume lagata hai hume yaha se nikalna chahiye, ye jagah thin hi. Koi hum par baar baar hamla kar raha hai.
P : aap thik keh rahi hai.
One man came from back to hit pratap. Ajabdhe shouted, ' kuwar pratap bachiye''.
Pratap stops the talwar from his hand. Blood was giring from his hand. Pratap fights with the man and killed him and took his sword. As they were to move 5 daaku came infront of them.
D : kuwar pratap ! kaise hai aap.
P : hum bilkul thik hai. Par lagta hai aapke din thik nhi ha.
D : kya baat hai rajkumari ajabdhe v aapke saath hai. Seedhe tarike se inhe hamare hawaale kar dijiye.
P : kav nhi. And he made her hide at back of him.
D : lagta hai aap pyaar ki bhasa nhi samjhte. And he attacks on pratap. Pratap fought with all of them, killed them one by one.
A : kuwar pratap hume bachaye. Kuwar pratap.
He turns around, and saw one of daaku was taking ajabdhe with him.
Pratap took out his khanjar and threw it. Wo seedhe jaake us daaku ke back par laga and died there.
Ajabdhe rune to pratap and was about to hug but suddeny stopped but was going on crying and crying.
P : ajabdhe, shant ho jaaye. Aab sab thik hai. Ab koi khatra nhi. Hum hai aapke saath. Aap kripya kar ke apne aansu poch le.
Ajabdhe as a aadaarsh future wife obeyed him and wiped the tears.
P : ye hui na baat. Ab chaliye.
As he was about to move ajabdhe stops him by holding the hand.
part 1 over wait for next part soon.
chappals tomatoes all welcome here.
true feedback needed.