kamu_zainaddict thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
#1
Me back Again with a new OS 😃
Not talking much 😆

Comes to update.
As usual it will only contain two part ⭐️

Happy reading guys 😊

All the four came out from panditji house after seeing, Bhgyawti.

Chakri was all smiling after seeing his future wife. Pratap Aajbdhe was all happy that finally they succeeded, in maing Chakrapani vivah. Phool was so frustrated coz, she again losed the BIG BATTLE ( for her ) Against pratap.

P : toh ab bataye. Kaisa lag raha hai aapko. Agar aapko av v ladki pasand nhi aayi, toh bata dijiye hum panditji se baat kar lenge.

C : are nhi nhi bao ji, aisi baat nhi hai. Wo hum hum...

All three laughed except phool.

Pratap went to bigdi rajkumari.

P : bahut afsos ho raha hai na, phir se hark e.

Ph : main apne aap ko samjhte kya hai. Agar aap kuwar pratap hai toh hum v marwar ki rajkumari phool kawar hai. Hum v itni aasani se haar man ne waalo se nhi.

P : dhekhte hai.

A : oohooo aap dono phir se ladne lage. Phool ab aap apna gussa thuk dijiye. Dhekhiye kitn akhusi ka muaka hai.

Ph : ajabdhe aap toh humse baat hi nhi kariye. Ab toh hume lagne laga hai ki, aap hamari mitra kam aur kuwar pratap ki jaida mitra hai.

P : aapne bolkul sahi kaha. Ye hamari mitra hai ( puling his leg )

Phool all angry, and sat in doli.

A : are phool suniye toh sahi. Aapo unhe aisa nhi kehna chahiye tha.

P : kya ?

A: ki hum aapke unse jaida mitra hai.

P : toh humne galat kya kaha. Hum mitra nhi hai.

Ajabdhe stares at him.

A : ji ha nhi haa... and moves forward to dolli, suddenly somebody threw a stone on her but but pratap catches it.

P : aap thik toh hai. Lagi toh nhi.

Ajabdhe all nervous.

A : nhi. Par ye kaun tha.

Pratap shouted ' rukiye ' and was to run, Ajabdhe stops him. Jaane dijiye kuwar pratap. Koi bacha hoga. Galti se ye pathar usne phe diya. Hum aapke aabhari hai, aapne hamari raksha ki.

Pratap smiled.

Ajabdhe sat in dolli and both boys on horse.

They were on their way, suddenly, wind started blowing. A heavy storm attacked bijolia.

Kahar cud not see anything. Horses were unstable. ( hope you all understand want I want to say )

But still they were moving. After some time they realized that they were lost. Phool and chakri were not with them. praja came in different direction, and Phokri in another.

P : hey ek ling ji, hum rasta bhatak gaye.

A : phool phool aapko hamari awaaz sunaye de rahi hai. Phool phool.

P : dolli rokiye.

Ajabdhe came out.

A : aapne dolli yun ruwa di, aur chakrapani aur phool kaha hi.

P : ajabdhe, hum rah batak gaye hai. Uss tfan mein hume koi raasta saaf nhi dhik raha tha aur hum gum hogaye hai. Par aap chinta mat kijiye, hum jald hi bijolia ke mahal mein hnge.

Ajabdhe started crying. Na jaane phool kis halat mein hongi. Unhe toh raasta v nhi pata.

P : ajabdhe kripya kar ke aap ron aband kijiye. Hume pura vishwas hai ki charapani unke saath hongein. Aap chint amat kijiye. Sab thik ho jayega.

Ajabdhe nodded her head.

He turned around to talk to the dolli man, but he found no one there.

A : hey bhagwan, saare kahar kaha chale gaye.

Pratap think In his mind ' hume lagata hai ye kisii ki haal hai hum egumraah karne ki "'

A : kuwar pratap aap kya soch rahe hai.

P : ummm,, ji nhi kuch nhi..

A : ye saar elog kaha chale gaye.

P : ajabdhe aap hamare saath aaye.

They both went on the horse.

P : ajabdhe aap ghode par baith jaaye.

A : kya ? hume ghursawwari nhi aati.

Pratap all tensed.

After so much ofthinking, he sat on the horse.

A : aap hume akele chor ke kaha jaa rahe hai.

P : ajabdhe haath dijiye.

A : ji.

P : hamare paas aur koi v vikalp nhi hai, ye aasthan surakshit nhi hai. Aapjo hamare saath ghode par baithna hoga. Hume pata h, aapko thid ajib lagega, par hum kuch v nhi kar sakte.

Ajabdhe didn know wat to do, she was not having other option.she gives her hand to pratap and he guided her how to come up and ajabdhe sat on the horse.

It was a awkard moment for them, but they didn have any other option.

Pratap started riding, ajabdhe hair was flowing on paratp face. They both were luking at each other from tirchi nazar. They were loving the company but at the same time feeing lil awkard.

But this happiness was for some time only, dushamn ne jaal bichaye rakha tha. There was a blast on their wa. Pratap horse could noy control him self and became unbalance and Praja falls down.

Pratap on one side and ajabdhe lil far from him. Khatak se he got up, and ran to her. Make her sit. Ajabdhe aap thik toh hai na, aapko kuch hua toh nhi. Ajabdhe hand got scrated. Pratap gt tensed for her. Hume chama kar dijiye, aapko ye chot... ajabdhe.

A : kuwar paratp shant ho jaaye. Hum bilkul thik hai. Ye mamuli sic hot hai. Hume lagata hai hume yaha se nikalna chahiye, ye jagah thin hi. Koi hum par baar baar hamla kar raha hai.

P : aap thik keh rahi hai.

One man came from back to hit pratap. Ajabdhe shouted, ' kuwar pratap bachiye''.

Pratap stops the talwar from his hand. Blood was giring from his hand. Pratap fights with the man and killed him and took his sword. As they were to move 5 daaku came infront of them.

D : kuwar pratap ! kaise hai aap.

P : hum bilkul thik hai. Par lagta hai aapke din thik nhi ha.

D : kya baat hai rajkumari ajabdhe v aapke saath hai. Seedhe tarike se inhe hamare hawaale kar dijiye.

P : kav nhi. And he made her hide at back of him.

D : lagta hai aap pyaar ki bhasa nhi samjhte. And he attacks on pratap. Pratap fought with all of them, killed them one by one.

A : kuwar pratap hume bachaye. Kuwar pratap.

He turns around, and saw one of daaku was taking ajabdhe with him.

Pratap took out his khanjar and threw it. Wo seedhe jaake us daaku ke back par laga and died there.

Ajabdhe rune to pratap and was about to hug but suddeny stopped but was going on crying and crying.

P : ajabdhe, shant ho jaaye. Aab sab thik hai. Ab koi khatra nhi. Hum hai aapke saath. Aap kripya kar ke apne aansu poch le.

Ajabdhe as a aadaarsh future wife obeyed him and wiped the tears.

P : ye hui na baat. Ab chaliye.

As he was about to move ajabdhe stops him by holding the hand.


part 1 over wait for next part soon.

chappals tomatoes all welcome here.

true feedback needed.

Created

Last reply

Replies

16

Views

7.4k

Users

9

Likes

30

Frequent Posters

SUMESHNI thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Networker 3 Thumbnail
Posted: 11 years ago
#2
Awesome start
Plz plz continue soon
Moumimon thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 4
Posted: 11 years ago
#3
🤪
Edited by Moumimon - 11 years ago
Moumimon thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 4
Posted: 11 years ago
#4
Edited**

Kamya😲
eye tune kiya kiya...meri chain chinlii😆😆
OMG PrAja alone no disturbance with them grate👏👏
kash creative ke paas bhi kuch akkal hota😆😆
and they give us something like this
PrAja consoling each other, horse ride together...pratap save her two time...OMg such cute Imagination
loved it...❤️want more...update soon
....Khushboo... thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
#5
...Omg Omg...
Firstly I must say kamz.👍🏼
How beautifully u written this..👏
U r a superb writer.👍🏼
And now back to OS.
Outstanding, brilliant.
Can't explain with words.❤️
Totallly speechless😳.
How I wish that moment happen in the show.❤️
And ya I want more.

Edited by _GC-AK-Fan_ - 11 years ago
MaxMayfield thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Trailblazer Thumbnail + 4
Posted: 11 years ago
#6
This one was lovely Kamzzu🤗 so PrAja👏⭐️
seriously I so wish it would play out like this on screen
waiting for the next update😳
kamu_zainaddict thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
#7

As he was to move ajabdhe Stop him by holding his hand. He stopped and turned around. For him it seemed that the time has stopped for him. World beautiful girl after her mother was standing infront him 'NAZARE JHUKAYE HUE''. Pratap lil smiled at her shyness. But he controlled his emotions.

P : ajabdhe aapne mere haath kyun pakda hua hai. Aur aapne mujhe kyun roka hai.

Ajabdhe made some steps toward him. For the first time they were lil close to each other. She showed his hand.

A : chamma kijiyega, wo aapke haatho mein chot lagi hai. Aur aapka raqt jaida bahe na isiliye hume aapka haath kas ke pakdn pada taaki uss talwar ka vish aapke sarir nap hale.

Pratap was just lost in her.

A : kwar pratap. Kuwar pratap.

P : aaa haa ha. Ji dhan dhanyawad.

She made him sit uunder the tree.

P : ajabdhe aap kya karne waali hai. Hum bilkul thik hai. Hume kuch nhi hua. Aap khamaakha chinta karrahi hai.

A : shhh!! Aap bahut bolte hai. Kripya kar ke hume aapka upchar karne dijiye. And she start finding the aushadhi and she found it.

A : haath aage kijiye.

P : ji.

She aaplied the leaf of a aushadhi plant on his hand. Pratap was staring her all the time. He fund her so beautiful, so ute, so adorable , so kind. She just same like Her rani maa.

Ajabdhe put the Patti on his hand by tearing her duppatta.

A : ho gaya. Ab kaisa lag raha hai.

Pratap was just staring her and smiling.

A : kuwar pratap. Aap sun rahe hia.

P : ji ji pehle se behtar lag raha hai. Shukriya.

A ; toh chale.

P : chale kaha chale.

A : mahalki or. Kuwar pratap aap thik toh hai na.

P : ji ji. Chaliye. And they start moving on.

Tey both were njoying the company of each other.

P : aap kuch bolti kyun nhi hai. Aapki dost kitna kuch bolti hai, agar unhe chod diya jaaye toh subh se lekar raat tak bolti rahengi. Log unki baatein sunte thak jaaye par won hi thaki gi. Wiase aap unhe kch samjhati nhi.

A : kya ?

P : yahi ki wo aisi bewakufiyaan karna band de. Khair hum unke bare mein kyun baat kar rahe hai. Aap apne bare mein kuch bataye na.

A : ji kya bataye.

P : aapko, kya kya krana acha lagta hai. Jaise hume talwar baazi karna acha lagta hai, ghursawaari karna acha lagta hai aur ha hume harna toh bilkul pasand nhi hai. Aap bataye na.

A : ji, hume. Hume ved puranki jaankari haasilkarna acha lagta hai, hume pasuoo ki sewa karna, khana banana, acha agta hai.

P : aur sabko khush rakhna v.

A : ji.

P : ha, humne har baar dhekha hai. Aap sabki chinta karti hai, bas apni nhi. Jaise av hi dhekh lijiye. Aapne hamari patti kar di par av av jo aapke pairo mein katta chubha hai aapne uske bare mein humse nhi kaha.

Ajabdhe looked at him confused.

A : Ji aapko kaisa pata.

P : wo sab choriye, pehle aap yaha par baithye. Aur apna pair aage kijiye.

A : kuwar pratap ye aap.

P : ajabdhe ek dum chup, hume apna pair dijiye.

She gives him her leg.

P : ajabdhe halka sa dard hoga, bas phir thik hojayega.

And he took ut the Katta from her leg. And ties her leg from his kamarbandh ( the cloth which he wears on his waist )

P : ab thik hai.

A : hmmm.

P : ye lo, baat karte karte pata hi nhi chala kab sham hogayi.

A : aur kab mahal aagaya.

P : kya ?

A: wo raha samne.

Pratap helped him to stand up, suddenly he heard a noise,

A : Kuwar pra.. before she cud say anything he puts his hand on his mouth.

P : shhh !!! kuch nhi bolna, hume lagta hai yaha koi hai.

And there came, chakri and phool.

C : bao ji raj.

P : aap dono ? app thik toh hai na.

Both boys and girls hug each other.

A : phool aap thik toh hai na.

Ph : ajabdhe hum dono bilkul thik hai. Chkrapani ek kushal yodha hai.par aa thik hai na.

C : ajabdh eke saath toh veero ke veer kuwar pratp hai, aur ve apne mitro ko kav nhi chot pahunchate.

Paraja make a eye lock that time.

Ph : aapki ye chunri ko kya hogaya, ye toh phatt chuki hai. Ye aapki sabse priye chri thin a.

C : ha bao ji raj aur aapki kamarbandh kaha hai, wo v toh aapki sabse pasand dida thin a.

They both explain the story to them.

C : ek ling ji ki kripa se aap don o thik hai hai

Ph : hume jaida waqt nhi barbaad karna chahiye.. hume mahal pahuchna cahiye. Sab pratiksha kar rahe honge.

They all four wen to mahal.

R : aap sab aagaye. Aap sab thik toh ai na. kuch hua toh nhi aap logo ko.

P : nhi nhi rao ji, hum bilkul thik hai, wo bas tufaan mein hum sab raah batak gaye the. Wo toh ajabdh ene hume raasta dhikhaya.

Ajabdhe luked at him in a confused way.

H : chaliye hum bojan laga dete hai.

P : nhi nhi masi ji, hume aur chkri ne bojan kar liye hai. Hum bas sona chahte hai.

R : kaha.

P : wo rao ji haatt mein bade swadish pakodia aur jalebi mil rahe the, humne wahi kar liya

H : ajabdhe pratap aap dono toh karengein na.

P raja : nhi,

H : lagta hai aapne v bojan kar liya hai

P : aab hum aagya chahte hai.

R : sub raatri.

All four went to their respective room to take rest.

Pratap ajabdhe wen to sleep but they were unable to sleep coz they were hungry.

They made their way to rasoi ghar. They both reached together at the door.

P : aap .

A : aap yaha.

They both laughed.

P : aapko bhuk lagi hai na.

A : hmmm. Aur aapko v na.

P : ji. Hume toh bhuk ke mare neend hi nhi aa rahithi. Toh chliye kis baat ki der hai, chaliye kuch kha lete hai.

They went inside. They searhed for food but gt nothing.

A : yaha toh kuch v nhi hai. Lagta hai hume banana padega.

p : hume v kuch aisa hi lag raha hai. Koi baat nhi, agar hum dono milke banayegein toh jaldi ban jayega.

A : toh aap kya khayega.

P : aapko jaid amehnat karne ki jarurat nhi hai, hum roti daal aura char kha lengein.

A : aap humare athithi hai, aap ko itna sadaa bhojan.

P : are are koi baat nhi hai. Hum dono bahut thake hue hai, toh kuch jaida banae ki jarurat nhi hai.

Waise ajabdhe, agar aap akele hoti toh kya khati.

A : ji hum faal kha lete hai.

P : toh thik hai roti daal chodiye, hum v faal khayengein. Hume faal abut priye hai.

A : thik hai. Aap birajiye hum av leke aate hai.

She brought the fruits for him and placed infront of him.

A : SHURU KIJIYE.

P : aapka faal.

A : hum baad mein kha lenge pehle aap kha lijiye.

P : nhi nhi aap v hamare saath khaye, agar aap nhi khayegi toh hum v nhi khayengein.

A : are nhi nhi, hum leke aate hai.

P : rukiye, aap baitheye, hum lete aate hai. Aur h koi tark nhi, aap baithye.

And she sats down, and pratap brought fruits for her. The y started eating.

P : wais eek baat bataye, jab hansa maasiji ne aapse pucha ki aap bhojan karengi kin hi tab aapne na kyun kaha.

A : kyun ki hum itni raat mein dassiyon ko pareshan nhi karna chahte the.

Pratap smiled at her ans.

A : aue aapne kyun kaha.

P : hamara v utar yahi hai, wo v manushaya hai. Unhe v aaram karne kapura haq hai. They both finished their dinner.

P : mera pet pura bhar chukka hai. Ab jaak eavhi neend aayegi. Hum chalte hai. Shubratri.

A : suniye.

P : ji. Ek chan rukiyega.

She goes to her room and came back to kitchen again.

A : ye aapke liye.

P : ye kya hai.

A : wo aapne hamare pairo mein apni priye kamarband bandhi di thi, ske liye hume chamma kar dijiye. Isiliye hum aapko ussi rang mein ye nayi kamarbandh de rahe hai. Isse bhett hi samjh ke rakh lijiye.

P : hamare paas v aapk eliye kuch ai.

A : kya ?

P : ye aapka gulabi rang ka dupatta. Aapne v toh hamare hattomein apna duptta bandha tha na. ab humn eaapki bhett rakhi hai toh aapko v isse rakhna hoga.

A : ji shukriya. Par aap ye yaha kab laye. Aur aapne isse kab kharida.

P : humne isse, hatt mein kharida atha, hume pasand aagaya, toh humne isse kharid liye, apni rani maa ke liye. Aur aap jab apne kahsh mein gayi thi tab hum aapne khashya mein se jaakar e aaye.

A : hum y enhi le sakte. Aapne apni maa ke lie isse liya hia.

P : are nhi nhi, humne unke liye bahut kuch liya hai. Aap isse rakh lijiye. Agar aap isse nhi rakhegi toh hum aapse kav baat nhi karngein.

A : nhinhi ach athik hai. Hum rakh lete hai.

P : hum chalte hai. Shub rattri. And they both went to sleep.

PHEWWW !!! FINALLY DONE.

HOPE YOU ALL LIKE IT.

SplashRain thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 11 years ago
#8
awesome os, wish something like this happen in show. update soon
kamu_zainaddict thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
#9

Originally posted by: SplashRain

awesome os, wish something like this happen in show. update soon

thanx splash rain. Ths OS is over. U too praja fan theo y dun u join its AT.
kamu_zainaddict thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
#10

Originally posted by: SUMESHNI

Awesome start

Plz plz continue soon

thanx dear 😃

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".