Sirf URDU!! - Page 9

Created

Last reply

Replies

1133

Views

63244

Users

51

Frequent Posters

stweta thumbnail
Posted: 19 years ago
#81
oh ok miss befiqar 😆
maine to agle saalki teyari abhi se shuruh kar din hain, kyonke mujhe to bauhat fiqar hai.
thorhi zyada hi 😆 final jo hain 😕
~LiL*PrInCeZ~ thumbnail
Posted: 19 years ago
#82
lolz haan mera bhi final hai....lagta hia aisee de dun gi....baghair teyari kw...koi baat nahi hai .......lolz
anam2004 thumbnail
Posted: 18 years ago
#83
:O.. khairiyat hai kya!.. kissi ne iss forum ko update bhi nahi kiya, 12 din ho gaye hain 😆

hmm. lagtha hai k sub busy hain meri tara apnay exams k saath.. yaan koi baat karne ko iss forum mein hai hee nahi hai.. lool..

-Anam-
~LiL*PrInCeZ~ thumbnail
Posted: 18 years ago
#84
nahi anam ma bz nahi thi ma aye our maine dekha ka yahan per koi ata nahi tha our ma pagal thori jo apne app sa baat keroun go to meine soocha lagta hai kissa khatam ho giya is thread ho bhulana pera ga...........bohot bohot bohot shukriya yahan a ker kuch likhna ka ab mujha pata hai dursoon ka bhi yahan maza atta hai
Mysterygirl_me thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 3
Posted: 18 years ago
#85
salamz yahan par kia guftago chal rahi hai mein pehli baar iss topic par ayee hoon aur mera taharuf yeh hai mera naam rida hai aur mein pakistan mein rehti hoon meri umar 14 saal hai aur mujhe lagta hai mein yahan sab se choti hoon ya phir shayad nahi aur aap sab ka kia haal hai mein bilkul theek hoon
~LiL*PrInCeZ~ thumbnail
Posted: 18 years ago
#86

asalam u alaku rida tumse milker acha laga...........................acha to m aapna tafouf kerat hoin

 

ma 15 saal ki houn NYC ma rehti houn garmi ki chuti ka baat 10th grade ma joun gi mujha tv dekhna our khana our sona bohot pasand hai....lolz

our ma is summer pakistan ja rahi houn

stweta thumbnail
Posted: 18 years ago
#87
sorry 😕 main yahan itni deer badh ayi,who kya hai na, pichle deeno nahi ayi, yaad hi nahi raha itna kaam tha, aur phir Pakistan ki teyari bhi karni thi MAIN BHI IS SUMMER PAKISTAN JA RAHI HOON 😃 meri aaj chotiyaan hoo gayi hain,to ab ati raha karon gi.
I HOPE SO
mujhe pata hai mujhse paki princez naraz hoo gi,
par ab to a gayi hoon na 😃 😊
~LiL*PrInCeZ~ thumbnail
Posted: 18 years ago
#88
koi baat nahi ma naraz nahi houn agar ma sabse naraz hone lagi to kabhi khush nahi rahoon gi.waise sab masrooz hote hain sab mera tara har waqt faltu to nahi betha rehta hain.............
§IMP£¥ §TÙÑNÏÑG thumbnail
Posted: 18 years ago
#89

oye Salam sabko

kya haal hai sabka

mujhe kafi dair ho gayi yahan aaye hue

mujhse sab apna taaruf kerwao...

:)

 

stweta thumbnail
Posted: 18 years ago
#90
Hmm okay! sab se pahle main apna taruf karwati hoon.
Main 15 sal ki hoon aur Denmark mein rahti hoon. Mujhe tv dekhna acha lagta hai aur naye naye khane khana 😆 .

is summer mein main bhi Pakistan ja rahi hoon 😃
ab maine to apna taruf karwa diya ab aap ki bari hai