main boht achi hoon, (mujhye pata hai yeh meri khush fehmi hai magar mainkiya karo)
main bhi eik addad kitabo ka palanda apnye samnye rakh kar behti hoon, aur dua kar rahi hoon keh yeh khud hi merye damgh main sari malumat chali jaye.
udhar cricket ka dilchapse khel ho rah ahai, jis main India Pakistan tu khub peat raha hai! mujhye khusa aaraha tha, tu main idhar aagi!
kiya cheez info main(wisaye info angarazi ka lafaz hai) hai??
ms bholi bhali..........rabeea is thread(maf kero urdu ma nahi bolne ata hai...thaga..lolz) ki baat ker rahi hai.............IF info ma samie na khola tha.........magar hum yahan bhi baat kersake hain.............
urdu bolo,
tumhara din kisa guzra us keh barye main batao....chalo main shoro karti hoon:
aaj mera eik imtihan tha insaniat ka(mera khial saye humanities ka tarjuma yehi hoga :D).....uss keh baad mere angrazi ki class thi, aur phir main ghar aai, aur abhi main ghar ka kaam kar rahi hoon(homework)
Topic started by Ms. Bholi Bhali
Last replied by Me_Anonymous