Posted:
ASR ko aakhir office yaad aaya
wah re ASR ajab hi teri maaya
Khushi ji ki kuch aisi hai kaaya
ki tu bhanwara ban aas paas hi madraaya
Meetings bhi hoti hain ab ghar pe
taaki teri nazron ke saamne wo rahe what say
Pehle janamashtami phir chai se jalna
o Arnavji pyar mein zara sambhalna
Hazar bahane se ghar pe rehna
Kyunki ghar mein aati hai payal ji ki behna
Kahin khushi ke chakkar mein
office na band ho jaaye
Uspe bada sa lock na latak jaaye
Ishq aksar aadmi ko yunhi kar deta hai barbaad
Abhi na sambhale to baad mein karo ge yaad
Chalo buaji ka ho bhala
unhone khushi to ghar jaldi bulaya
to ASR ko office to yaad aaya π€£
Wah re ajab ASR
gazab hai teri maaya
Okay i just felt like writing some crap bec ASR hit the office after ages ,i thought he is busy with khushi and Aksh is busy in Payal ki gali ...to whats happening to the office π

comment:
p_commentcount