CGM FF: Ehsaas...Kuchh Naya Sa (complete) - Page 19

Created

Last reply

Replies

970

Views

131118

Users

63

Likes

1425

Frequent Posters

indupriya2008 thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 12 years ago
Adbhut ullekh Aru di!! πŸ‘
Drakshita n Chandu ka vartalaap, bada hi hasyasapd tha 

Kitne kathin sabdon ka proyog aapne kitni khoobsoorti se kiya hai...uttam ativ uttam. πŸ‘

Aakhir mein toh maine satbhdh rah gayi, yeh kya ho gaya Dhara n Ambik????? 


Kya Jhatka diya hai, imagine walon ki tarah. πŸ˜†


Edited by indupriya2008 - 12 years ago
Moner_Radio thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 12 years ago
@ jhum :
    finally commenting on ur part 10 aftr 2days😊, it was damn gud & hilarious too πŸ˜†, follow abhi's suggestion & ur hindi wud improve vastlyπŸ˜ƒ, till den, edit d post & change " madat " to "sahayta " (if possible ) πŸ˜ƒ!! so d next update wud b on Ambik's entry i suppose πŸ˜‰?? poor chandu ..yaha par v kismat ka maara !!😭
KamalikaG thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 12 years ago
Awesome update! Everything's so authentic!😊
RoseFairy thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 3
Posted: 12 years ago
thanks all for your reply..i will update soon...polly i edited..uswakt dimag mein nhi aya tha

indu hahaha is baar kuch jyada shudh hindi ho gaya tha...age se thora kam karungi
Edited by jhum_86 - 12 years ago
trishnaultimate thumbnail
Posted: 12 years ago
more suspense..shudh hindi.. thrilling yaa. you should be a script writer..
RoseFairy thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 3
Posted: 12 years ago
thanks trisha...dear...but kya kare...mujhe koi puchta hi nhiπŸ˜”..isiliye idhar kahani likhkehi khusrehti hun😊...

joking yar...thanks for commenting
Manipadma thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 12 years ago
this part was so hilarious...Dekhne me to achhi dikhti hai ...pata nai kya samsya hai... 🀣 ...n i can imagine chandu wid lots of colors on face n cloths... Hehehe drakshita ko itna daraya k wo katnewali thi...chandu ladkiyose jara bach k rahna... πŸ˜‰ πŸ˜› πŸ˜† ...
...n wat d shock u gave ...AMBHIK πŸ˜• for our lovely princess dhara... No way...dhara to already reserved for our dearest chandu 😳 ...

Hey aruu...its already too late...so we want our update right now ... Plzzz update de do na 😊
Ritu278 thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 12 years ago
Hey Aru ji..Index is grt..thnxπŸ‘
indupriya2008 thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 12 years ago
thnx di for index  πŸ‘
ab humen idhar udhar pret ki tarah bhatakna nhi padegA. πŸ˜†
aB Aru di ka FF ek click ki doori par.  (Na jane kaun se add mein aata hai yeh dialogue πŸ˜†)
RoseFairy thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 3
Posted: 12 years ago

PART-11

...after cleaning himself Chandragupta reached in atithigriha..servants provided dry clothes for him...but he didn't find his friends there..servants of palace said they are with prince Digvijay and all of them are looking for him...Chandu reached at Digvijay's place and found all of them with unhappiness on their face...before he could ask them anything he heard a much familiar voice from his back

acha to ye vanvasi bhi yahan upasthit hai...ati uttam...hahahaha

Chandu closed his eyes and bite his lower lip with teeth to get control over his anger...he felt no need for turning back..he doesn't want to watch that annoying face of Ambhik...after the veeryatra they didn't meet in almost two years...but he got to know everything about him...he can't tolerate the presence of that traitor of his motherland whose hands are red with blood of his own father...he didn't answer a single word

Ambhik : are main bhi kaise bhul gaya ke ab to tum sab par is tuchha vanvasi k indrajal ka hi asar hai...sab ab iske daas ban chuke ho...

Shashank : Ambhik...apne hadd mein rehke baat karo

Ambhik : acha? jo mere har baat pr han mein han milata tha is tuchha vanvasi ke liye aj mujhsehi uchha sur se baatein kr raha hai??manna padega koi to maya avashya janta hoga ye...

Chandu didn't utter a word only stared at him with full of fire in his eyes as if he would turn him into ashes if he had the power...

Digvijay : Ambhik tum Avisaar rajya ka atithi ho..ek atithi ke maryada mat bhulo

Ambhik : is Avisar rajya mein mera kya maryada hai ye sayad tumhe gyat nhi hai Digvijay..is vanvasi aur iske acharya ke vyarth yojnao mein byast rahoge to apne rajya mein kya ho raha hai ye janne ka samay bhi kaise milega

Digvijay : tum kehna kya chahte ho Ambhik

Ambhik : main jo kehna chahta hun vo tumhe chhorke is rajmahal ke chhote chhote bachho ko bhi pata hai...yadi is vanvasi ki maya se sampurn netraheen na ho chuke ho to tumne dekha hi hoga kaise  sampurn rajmahal  humare swagatam geet ga rahe the..

Digvijay and other boys seemed confused...Chandu still stared at Ambhik without saying anything...he didn't hear his words...Ambhik gave a wicked smile again

Ambhik : vanvasi tu hume aise q dekh raha hai??...tere acharya ne kya tujhe vasma karne ka vidya bhi sikha diya hai???hahaha

Chandu ( trying to control his anger) : Ambhik na hi hum tum jaise neech deshdrohi ke sath baat krna chahte hai aur na hi tumhare gandhi jubaan se acharya ka naam sunna chahte hai...hum sirf Digvijay ke khushi mein sahiyog dene aye hai...aur hum nahi chahte ke tumhare wajah se uske avishek utsav ka anand nast ho jaye..isiliye hume hamare haal par chhod do

Ambhik : vanvasi baht chinta hai tujhe Digvijay ke khushiyo ki...parantu ab ye chinta karna chhod de...kyu ke hum Digvijay ke khushiyan mein vighna dalne nhi use dwigun karne aye hai...

Digvijay : arthat...

Ambhik : tum shighra hi jan jaoge...

and he left...

Ghanghor : Digvijay kya tumhe gyat tha ke Ambhik bhi yahan ane wala hai??

Sukant : yadi hume ye pehle gyat hota to hum kabhi nahi ate...

Aditya : aur Chandragupt tumne usse kuch kaha kyu nahi...

Chandu : hum us neech ke wajah se apne aapko niche nhi gira sakte...aj Digvijay ke liye kitne khushi ka din hai...hum aise use kharab to nhi kar sakte

Shashank : parantu Digvijay ye Ambhik baar baar avisaar rajya mein uske maryada ke baat kyu kar raha tha...

Airavat : aur use swagat karne ke liye pure rajmahal sinhadwar mein upasthit the..jaise vo is utsav mein pradhan atithi hai

Akshay : han maine to dekha andarmahal ki striyan bhi bahar ayi thi...

Chandu (thinking) : acha to isiliye andarmahal jate hue kisine mujhe nahi roka...

Digvijay : hum satya mein nahi jante Ambhik kya kehna chahta tha..hum pitasree se is vishay pr baat karenge...

Akshay : acha Digvijay ek baat samajh mein nahi aya..tum kamboj ke rajkumar ho to Ambhik bar bar avisaar rajya kyu bol raha tha

Digvijay : Kamboja sampurn pradesh atha janpad ka nam hai..parantu pitasree jis ansh par shasan karte hai ye Avisar rajya kehlate hai...Kamboja ke baki ansh mein baht sare parvatya upjati rehte hai..parantu mitron apko hamare abhishek mein yogdaan dena hai bhi ya nahi...chaliye jaldi tayar ho jaiye...

and all of them went to get ready



Edited by jhum_86 - 12 years ago