Awww...😳Originally posted by: Faraan_4_Shweta
😡😆
Hey Zari zaroori nai k is zindagi mei jo aap chaho hamesha waisa hi ho.. har insaan ki apni marzi hoti hai.. aap kisi say bhi kuch bulwa nai saktey jab tak woh khud na bolna chahta ho.. Mai aisa hun k agr mai koi stand lay lun den mai us baat say pechay nai hat sakta nd apni baat ko contradict nai kr sakta.. mai agr koi stand lay lun den woh kr k bhi dikhata hun nd agr maine yeh stand na lia hota to jab bhi time milta aap ko apkay sarey answers day deta.. bt ab nai kr sakta.. nd na mai kabi kisi ko koi baat bulwanay per majboor karta hun.. woh dosray banday ki hi marzi hoti hai.. mujhe force karna nai ata nd na mai bar baar karta hun isilye mai bhi yehi chahta hun k aap baar baar force na kro nd is matter ko chor do.. yahan tak k apko khuda ka wasta bhi dia bt phr b again aapnay pocha..!!!
@Red.. Aap bus yehi samaj lena k mai bilkul galat tha (Coz maine kisi baat ki explanation nai di) nd aap bilkull thek thi.. is tarha aapko acha bhi lagega..!!!😊
Ab agr mai aapko reply nai kr paya (chahe aapka reply mai jitna bhi lamba msg ho) to mind na karna coz mai din ba din busy hota ja raha hun nd meray papers kareeb atey ja rahe hain.. bye nd tckre..!!!😊

