Originally posted by: --Nishita--
Ghabreli is acting like she is dying...varsha ko keys dena etc...kaki kya mar gayi hain??? Pagal aurat 😡
mar jaa baba toh chain mile...😡 kaise ghoor ghoor ke ghar kjo dekh rahi thi....arthi uth rahi hai kya?? itna jhamela lekar kya tour mein jaana yaar?? uffff......koi humein pareshan karke ka mauka nahi chodhte....n Vrsha ka new drama..sabse chhupa rahi hai...dekhte hai kabtak chupayegi.....
586