Originally posted by: Harmony...
Sanskaar - Swara mera pet bhar gaya..
Swara- abhi kaise.. yaad hai.. tumne karvachauth ke din mujhe apne lunch ki list batayi thi.. abhi to list mein se half itmes bhi nahi khaye tumne.. aaj mein tumhe sab khila ke rahungiš
Bakwas hai.. I know