
kite flying competition was going on in MM..
Swara : Sanskar concentrate on kite. We need to win.😳
Lakshya : Swara tum haar ne wali ho, bhai is concentrating on you more.😆
Swara: Sanskar udhar dekho.😡
Sanskar : haa Swara udhar hi dekh raha hu, mujhe koi nahi hara sakta.😎
Swara: agar hum har gaye toh tumhari maa mujhe tana marna shuru kar dengi😭
Manisha: don't worry Swara tana maregi toh main hu naa, yeh lo jhappi 🤗
Sanskar: yeh kya kar rahi ho?😲😲 meri Swara saans atak ke mar jayegi 😡😡
Manisha : Sanskar aap jealous mat feel kijiye , yeh lijiye aapke liye bhi hain 🤗
Swara: arre chodo usse humari kite kat jayegi😲😲 tum kavita ke ristedaar ho kya?
Manisha: no no. meri hugs fortune besan ke tarah pure hain, no galat intensions.😳🤗
Sanskar: Swara yeh tumhe kaha se mili?
Swara: woh maine kuch pataka mangwaye the, unme se ek yeh hain, Jhappi pataka😆😆
Manisha: issi baat pe jhappi lo aur ek 🤗
Sanskar: Oh shit!
Swara: yeh kya ? Lakshya ne tumhari kite ki trail cut kar diya?😡😡 hum haar gaye😡😡
Sanskar: Swara woh manjha shayad kamjor tha.
Lakshya: jhoot mat bol , tu Swara ko dekh raha tha.
Swara: Sanskar 😡 faltu ke bahane mat do.. tumhe ek kite tak fly karni nahi aati.
Sanskar: aisa nahi hain Swara..
Manisha: haa Swara Sanskar ko sab aata hain tum gussa mat karo.. khel me win lose hoti raheti hain.. yeh lo consolation jhappi🤗🤗
Sanskar : Swara main toh bas concerned ho gaya tha ke tum jhappi tale dab na jaao.. 😆😆
Swara: main thik hu, sab iss Manisha ki galti.. isko toh main chodungi nahi
sanskar: main bhi.
They both carried her inside MM
Manisha: kaha leke jaa rahe hain aap dono mujhe??🤗
Sanskar: aaj bohot saari band bajegi.😆
Swara : bohot nachyenge hum tumhe.😆
Sanskar: bohot hug milenge tumhe kyunki ..
Swara: kyunki tum Dazzler ban gayi ho..

MANISHA,
OUR JHAPPI CENTER COMPLETED HER 2500 POSTS TODAY..
AND BECAME DAZZLER..
SHE IS ONE OF THE SWEETEST GIRL OF OUR CC.❤️
ALWAYS REDY TO GIVE 1000 HUGS TO EVERYONE
TO CHEER THEM UP.
LETS CELEBRATE THIS DAY
























































































