"Aur aapko ?"
His question brought her out of her trance and she realized what she said and her cheeks turned red the very instant. "Jee... mujhay... wo ... mujhay prasthaan... kerna hoga," she blurted.
"Ye mere prashan ka uttar nahi hai," he smiled seeing her all nervous and shy.
"Uttar sheegrah hi mil jayega," with that she almost ran from there, blushing profoundly. Ram sighed, he has fallen hopelessly in love.
Sita was in the garden of the palace when her sisters cam running to her. "Arey sambhal ke chalo tum teeno. Aur itni sheeghrata main kaha jaa rahe ho tum log," Sita said.
"Didi hum aap hi ke pass aa rahe the," Mandavi replied.
"Haan didi accha hua aapse yahi bheet ho gayi nahi toh hum toh Mata Gargi ke ashram aane wale the." Urmila said.
"Parantu aisi kaun si vipaati aa gayi ki tum log kuch chard ke liye prateekhsa nahi ker sakte the," Sita asked.
"Arey didi vipaati nahi shubh samachaar hai," Shutkirti said.
"Aapke jaane ke kuch samay paschaat Ayodhya se sandeshvaahak aaya tha. Maharaj Dashrat ne sandesh bhijwaya hai ki wo Ayodhya avam Mithila ke beech ho rahe vaivaahik sambandh se aatyant prasan hai. Wo sheeghra aati sheeghra apne kul guru avam dono puttro ke saath Mithila padhaarenge." Sita smiled as her sisters hugged her.
"Waise jeeja shree bhi yahi hai," Urmila told her. Ram entered the garden while Sita was still in embrace of her sisters.
"Dekho jeeja shree swayam hi aa gaye," Mandavi said. The three princes left to give them some time alone.
"Aap yaha ?" Sita asked Ram when he came near her.
"Kuch samay poorva Maharaj Janak avam Rishi Yagyvaal se bheet kerne hetu aaya tha. Aur aap ?"
"Jee main Mata Gargi ke ashram gayi thi." They looked at each other, both too happy to say anything else. "Mujay prasthaan kerna chahiye."
"Aapne kaha tha aap mere prashan ka uttar sheegrah dengi," he said reminding her of their conversation in the morning.
"Pratyaksha ko praman ki avashakta nahi hoti Raghunandan." She left with a coy smile.
P.S - Pratyaksha ko praman ki avashakta nahi hoti means anything which is evident (Pratyaksha) doesn't need verification or confirmation (Praman).
Copyright Author