Kisi ki yaad mere pass rehti hai Bahut dino se tabiyat udas rehti hai,
Bichar gaya par dil nahin manta , Najane kyu milne ki abhi b aas rehti hai...
Jab koi khayal dil me ata hai,
dil na chah kar bhi khamosh reh jata hai,
koi sab kuch keh kar pyaar ko jatata hai,
to koi kuch na keh kar pyaar ko nibhata hai..