Hume Hansne Hasane ki aadat hai, 😊
Nazron se Nazar Milane ki aadat hai,
Par hamari to nazar unse hai ja mili,
Jinhe nazar Jhukake Sharmane ki Aadat hai... ...😃
aaj tak hum chahte rahe hain aapko ...😳
ye baat bhi to bata te rahe hain aapko
ab aap hi na samj paae to kya karen
hum to haal e dil sunate rahe hain aapko ....😳