thanks for ur praise
kar betho to pane ki chahat na karna,
na sunega koi faryaad iss jahan main,
iss liye kabhi mohabbat na karna,
mohabbat gar khushi ka mousam hai,
to gham ka mousam bhi saath saath hai,
ek hi mousam rahega zindagi main,
iss liye kabhi mohabbat na karna,
mohabbat ek raaz hai na samjhega koi,
mohabbat dil ki awaz hai na sunega koi,
tarapte rah jaoge tanha tum bhi,
iss liye kabhi mohabbat na karna."
Thanks😊😊😊