You write really really awesome poems... I love all of them...
👏
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 6th Sep 2025 - WKV
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 06 Sep 2025 EDT
CALL FROM CELL 6.6
Happy Ending Kumkum Bhagya
Priyanka actually deserved more from BW. Robbed twice!
23 years of Dil Hai Tumhaara
Generation 5:A new chapter in Yrkkh
Are they planning to end YRKKH with this generation?
Saiyaara: a movie which will forever remind me of love
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 07 Sep 2025 EDT
Baaghi 4 crashes on Saturday
💕💜Somewhere Over the Rainbow #43 With Prats in our hearts 💜💕
Look Out Circular For Shilpa Shetty Raj Kundra
NASEEB vs BADNASEEB 7. 6
Thanks Adi, Iqra, and Uru 😳
I wrote a few more...will post shortly 😛
Originally posted by: fariha17
Jin alfaz ke koi mayine na honunhen honton tak laane ka kya faidadil mein tumhare agar na thi chahatto izhare mohabbat ka kya faidatumhari baton ka yakeen kar ketumhen apne dil ka haal suna diyapar jis jazbe ka tumhen ehsas hi nahiuske izhar ka kya faida
i jus loved this one fariha i didnt know u wrote too well yaar 👏
Okay, here are a few more...these are not ghazals...just some ashaars 😳
Aapke intezar main hum raat bhar jagtey hain
kaisey soch lya hum aapke bina reh paatey hain
humari wafa ki misal tow sitarey bhi dengey
kyunke woh khud roshni hotey hi chaley jatey hain
Tumse jo umeedain thi aaj sab hain tooti
mohabbat ki dor hathon se aaj chooti
kal tak utmhara mazak bhi sach lagta tha
dil se nikli baat bhi lagti hai aaj jhooti
Originally posted by: fariha17
Jin alfaz ke koi mayine na honunhen honton tak laane ka kya faidadil mein tumhare agar na thi chahatto izhare mohabbat ka kya faidatumhari baton ka yakeen kar ketumhen apne dil ka haal suna diyapar jis jazbe ka tumhen ehsas hi nahiuske izhar ka kya faida
This one is beautiful... really it says something
Originally posted by: fariha17
This is one of my favorites out of all the ones I've written so far 😳Beh rahe hain ansu behte jayengeDil ki daastan saath mein kehte jayengetumhari fitrat se hum ab ho gaye waqiftum karo bewafayi hum wafa karte jayengetumhein chahne ke baad bhi mila na kuch humeinhar pal ab ye dukh sehte jayengetumhari kahani jo pohnchi ikhtitam perab hum bhi tumhen kuch sunayengeduniya ke liye to hum hain ek zinda laashtumhare liye hi ab jeete jayenge
this is ur fav?
Acchi pasand he aapki 😛