Posted:
Love Shayari
Humne Kab Tumse Mulaqat Ka Vada Chaha.
Dur Rehkar To Tumhe Aur Bhi Zyada Chaha..
Yaad Aaye Mujhe Aur Bhi Shiddat Se Tum...
Bhulne Ka Tumhe Jab Bhi Irada Chaha...
Mila hai sab kuch to fariyad kya kare ?
Dil ho pareshan to jazbaat kya kare ?
Aap kehte honge ki aaj yaad nahi kiya,
Bhule hi nahi aapko to yaad kya kare ?
Wafa meri ho or yaqeen tum ho,
Raat meri ho or khuwab tum ho.
Par jaan duaa karna kabhi aisa na ho k,
Aanso mere hon or wajha tum ho.
Humne Kab Tumse Mulaqat Ka Vada Chaha.
Dur Rehkar To Tumhe Aur Bhi Zyada Chaha..
Yaad Aaye Mujhe Aur Bhi Shiddat Se Tum...
Bhulne Ka Tumhe Jab Bhi Irada Chaha...
Mila hai sab kuch to fariyad kya kare ?
Dil ho pareshan to jazbaat kya kare ?
Aap kehte honge ki aaj yaad nahi kiya,
Bhule hi nahi aapko to yaad kya kare ?
Wafa meri ho or yaqeen tum ho,
Raat meri ho or khuwab tum ho.
Par jaan duaa karna kabhi aisa na ho k,
Aanso mere hon or wajha tum ho.
www.hindishayarisms.in