Diwane dil pe kabu hum pa na sake,
Aaj itne kareeb se guzar gaye woh,
Phir bhi unka hath hum thaam na sake
Woh keh gaye ki mera intezaar mat karna,
Main kahu bhi to mujh pe aitbaar mat karna,
Wo kehte hain ke mujhe tumse mohabaat nahi,
Par tum kisi aur se pyaar mat karna.