Originally posted by: RagingBlaze
🤣🤣🤣 Humka yakeen na howat ki tu humaar liye ek postwa dedicate karat ho 🤣🤣 jhatka laga humka 🤣🤣 ee postwa k liye bahut bahut shukriyaa 😳❤️
Aaj phir Dishu ko mujhpe pyaar aaya hai
Behad aur beshumaar aya hai 🤣🤣
Chalo tanik hum bhi kuch dadi-kate karat dete hai shakti show ka logan pe 🤣🤣
Surbhi to Harman - Agar tum mil jao zamana chod denge hum
b) Chan se jo toota koi sapna jag soona soona laagey
c) Tujhe yaad na meri aayi kisi se ab kya kehna
d) Dil ke armaan aansuon mein beh gaye 🤣🤣
Harman to Saumya - Kya yahi pyar hai ? Bin tere dil kahin lagta nahi waqt guzarta nahin
b) Ek ladki ko dekha toh aisa laga jaise khilta gulaab jaise shayar ka khwaab
c) Tujhe dekha toh ye jaana sanam pyaar hota hai deewana sanam
d) Kitne armaan maan maan maan jaagey tere wastey soniye aal day all night mujhe yaad sataye teri
Saumya to Harman - Aapke pyaar mein hum sawarne lagey dekh k aapko hum nikharne lagey
b) Mohabbat ki hasin shuruaat ho gayi Meri duniya, mere sapne ab sajne lage
Ke aap mujhe achchhe lagne lageHarman to Hadak - Pappa toh band bajaye principal khud ban jaaye keep quiet rule banaye
b) Papa kehte hai bada naam karega
Hadak to Harman - Tu mera dil tu meri jaan tu masoom tu shaitaan
b) Mera beta fool fool fool
Maninder to Nimmi - Kyun somu somu karti hai kyun somu pe tu marti hai ek baat mujhe batla de tu ki tu mujhse kyun nahi darti hai ?? 🤣🤣
b) Uff mirchi uff uff mirchi
Nimmi to Maninder - Chor hai tu, luccha hai tu Had se bada tuccha hai tu 🤣
Saaya to Nimmi - Main tainu samjhawan ki teri beti ke bina na lagda ji tu ki jaane pyaar mera
b) Mera kuch samaan tumhare paas pada hai
Harman to Preeto - Tu kitni achi hai tu kitni pyaari hai
Preeto to Harman - dekha hai pehli baar ghar mein tujhko beta ab jaa k aya mere bechain dil ko karaar
b) Jhalak dikhla jaa ek baar aaja aaja aaja ghar aaja 🤣🤣
Harman to himself - Singh is king singh is king
Bas aaj k liye itna he kaafi hai 🤣🤣