👏👏👏wow fantabulous yaar finally saalekh ki shaadi hui sare mauj masti ke ssaath wow alekh woh sadhna ke tyaar hone samay tease karna
Boliye Mr Aalekh Rajvansh!" Aalekh smiles and says "humari dulhaniya tayaar huyi ya nahi?" Saadhna smiles shyly. Aalekh says "Jab tum aise sharmaati ho na, kasam se bohut hi khobsurat lagti ho." Saadhna is surprised she says "tumhe kaise pata, ki iss waqt main kya kar rahi hoon?" Aalekh says 'Arrey bhai, humein tumhari har baat ki khabar rehti hai...aur iss waqt tum dulhan ke jode mein bohut hi khoobsurat lag rahi ho." Saadhna begins to look around and aalekh says "Kya hua Saadhna? Tum yahaan wahaan kya dekh rahi ho?" Saadhna walks near the window and says "tumhe yeh sab kaise pata chal raha hai?" Aalekh says "Mann ki aankhein sweetheart, mann ki aankhein." Saadhna says "Aalekh sach sach bataiye." Aalekh says "Dekho baat aisi hai, ki ab shaadi mein kuch hi ghante baaki hai, aur hum mil nahi sakte, lekin main tumhe apni mann ki aankhon se dekh sakta hoon. Aur tum har din, har ghanta, har second koobsurat lati ho...saadhna begins to twirl her fingers around one of the strands of curly hair. Aalekh says "Aur tumhare chehre pe jo lat hai na, jiske saath tum abhi khel rahi ho...woh tumhare chehre pe bohut hi achi lag rahi hai." Saadhna is again is surprised, she begins to look around. Aalekh says "Kya kar rahi ho? Yahaan wahaan dekhna bandh karo." She says "Okay...tum kaha se bol rahe ho?" Aalekh says "kahaan se bol raha hoon matlab?" Saadhna says "aalekh mujhe pata hai ki tum yahi kahin ho...saamne aao na." Aalekh says "Saadhna, maine kaha na main tumhe apne mann ki aankhon se dekh sakta hoon. Tumse door rehkar bhi, main tumhare kareeb hoon." Saadhna smiles shyly. "Har pal, har waqt tum kya karit ho, sab jaanta hoon main." Saadhna says "Acha? Itne pyaar karte ho tum apni saadhna se? toh phir aa kyun nahi jaate?" Aalekh smiles and says "ab milne aa toh sakta tha, lekin darta hoon, kahin tumhe meri hi nazar na lag jaaye. bas kuch ghanto ki baat hai, uske baad shaadi ke bandhan mein hum dono bandh jaayenge. Baraat lekar aaunga main." Saadhna says "main intezaar karungi."
really a,azing u awsome described everything hmmm aur raqgvir yaar inhe toh best fun-masti jodi ka awrd milna chchiye truly falling in luv wid ragvir also and u know i fully iamgined saalekh mriiage and where u told to imagine sadi's pretty look gr8 u r truly a star and yeah i dance awsome thnks 4 making me dance in baraat wid rv gr8 hmmm gr8