its morning ranvir getting ready for office ragvir are sitting together having there breakfast ranvir:ragini sham ko tyar rehna hum bahar jayenge ragini:kahan jayenge ranvir:tum sawal bahut poochti ho bas tyaar rehna ragini:jo hukum mere aka ranvir:chalo bye its evening
sadhna came into ragini room
sadhna:jiji kya kar rahi ho
ragini:kuch nahin bas aise hi
sadhna:jiji bahut din ho gaye hum dono behno ne baat nahin ki
ragini:haan
ragini bahut preeshaan hai use tyaar hone jana hai
itne mein shankar chacha ate hai aur kehte hai
aap dono ko badi malkin bola rahi hai
ragini sadhna dono jati hai
vasu:aaj humari kuch freinds ghar aa rahi hai tu tum dono sara intezzam dekhlo sab theek hai
sadi and ragi in kitchen
sadhna;jiji chai mein chini daal do
ragini galti se namak daal deti hai
oh sorry
sadhna:accha rabri fridge mein rakh do
ragini microwvave mein rakh deti hai
aur baar baar ghadi dekh rahi hai
jiji kya hua hai koi aane wala hai kya
ranvir enters
vasu:itni jaldi kaise ghar aa gaye
ranvir:meri meeting jaldi khatam ho gayi
sadhna samajh jati hai ki jiji
ranvir ji ka intezar kar rahi thi
ragini aur sadhna vasu ke freinds ke saath hoti hai
ranvir andar room mein upset hai ki ragi ab tak ready nahin hai
sadhna ragini ko kehti hai aap jayie ranvir ji ko kuch chahiye hoga
ragini room mein ati hai ranvir bahut gusse mein hai aur kehta hai mein tyaar ho aur tumhara bahar intezar kar rahha ho
(ranvir in blue shiort and white coat looking amazing)
ragini gets ready she is looking mindblowing
(in white saree small blue floewrs on it)
ragin kaise nikle sab ke saamne se to sadhna use chori se bahar nikalne ka try kart hai
aur ranvir bahar garden mein betha yh gana gaa raha hai
aaja sham hone
mausam ne li angdayi
to kis baat ki hai ladayi to chal mein ayi
oh no
tu chal mein ayi
bahut ho chuki hai teri dillagi chali aao ab shaam dhalne lagi
mere dil mein kitni umge bhari
tumhe mein batati ho akar abhi
mera jaadu chal gaya
tera chehra khil gaya
peeche peeche chali
agey agey tu chala
dat tere ki
kardo sabko tum gud bye
maine pyar kiya mein ayi
ranvir mooh fulaye betha hai
ragini ati hai
ragini:kyan ranvir aap baachon ki tarah mooh phula ke bethe hai
itna gussa acchi baat nahin
ranvir:accha tu mein gussa bhi na ho
poori duniya ka khyaal hai tumhe meri nahin
aisa kaise ho sakta hai
ranvir:chalo ab bahut der ho gayi chale
ragini:abhi nahin
ranvir:ab kya
ragini:abhi bahut important kaam baaki hai uske bina hum jaa hi nahin sakte
ranvir:aisa kaun sa kaam hai
ragini:jo woh mere pati uddas hain unka mood theek kar ke mein aap ke saath chalongi
ranvir:apke pati ka kya naam hai
ragini:ji mr ranvir rajvansh
ranvir:accha tu jaldi kijiy aap unhe kaise manaygi
ragini:bas dekhte jayiye
ragini appne kaan pakadke ranvir ko sorry bolti hai ranvir cutely apna mooh doosri taraf karta hai
ragini use apni taraf khichti hai aur uske forehead pe kiss kart hai
ranvir ji maan gaye
ragini:ab chale
ranvir apni ankhen baand karo
ragini:kyun
ranvir:karo
ragini:theek hai
ab kholo
ragini:hum ispe bhet ke jayenge
ranvir haan kyun
ragin:agra sheher samajhe gaa tu pagal jaa rahe hai
ranvir:chalo haath do
ragini:par ranvir saree mein ghode pe kaisi bheto
ranvir:haath do mein ho na chalo
wow agra ki galiya ragvir in white aur safed ghoda
kya nazara hai
ragini:hu kahan jaa rahe hai
ranvir:tum apni ankhen baan rakhna bas
lo pohach gaye
guys its taj mahal
ranvir:ankhen kholo
ragini:ranvir yahan
ranvir:ragini isi ne humein milwaya hai aur
ye humare pyar ka gawah hum se pehle bana
there is a table uspe cake and lots of rose
its ragvir 6 month anniversery
chalo cake kkate
they both cut the cake and ranvir gifts ragini a
beautiful payal
ranvir:ragini aaj hum is agni ke saamne phir se shaadi karenge
ragini:yahan ranvir par
ranvire:na koi pandit na mantra hum apne wachan khud banayege
ragini:theek hai
ranvir:mera pehla vachan mein tumhare har sukh dukh mein tumhare saath ho
ragini:mein apki har musibat mein apka saath dongi
ranvir:mein tumhe humesha kush rakhonga
ragini:mein aapko duniya ki saari kushiya doongi
ranvir:mein tum par humesha vishwaas karoonga
ragini:mein ap pe kabhi shaque nahin karoongi
ranvir:hum humeshaa ek doosre ka saath denge
ragini:hum har kadam saath lenge
ragini aaj hum is rishtey mein apni vachano se baandhen hai
aaj mein bahut kush ho
mann karta hai saari kushiya tumhare kaadamomein daal do
ragini:ranvir aaj ap ne mujhe meri zindagi ka sabsa anmol tohfa diya hai
i love you
meri taraf se
4 lines
mil hi gayi woh khushi
thi jo humare bhagya mein
agnipareeksha
deke payi raat ye suhaag ki
chand sutare apne milan
ki denge misale
aaj in chirrag se chalo ye dua le
saij pholon ki sajayo tumhe haq hai
sang tum sadia bitao tumhe haq hai
meri fav jdi ek baar phir saat jaanmon ke bandhan mein baan gayi