Amrit-Bebo Dialogues Hub
When Bebo Hugs Amrit
Achcha Hua Aap Aagaye Nahin To Phata Nahin Mein Kya Karti.....Ajnabi Ke Ittefaq Par Yakeen Nahin Kiya Jaata....Bharosa To Apnon Par Kartein Hai Na...Aap Milgaye Ab Kisi Ka Daar Nahin(Bebo's Dialogues)
When Bebo Teaches Amrit How To Impress Simran And Amrit Lost Into Bebo's Eyes
Jaanti Hoon Aapki Ankhen Batarahin Hai...Jo Aap Kehe Nahin Parein...Apni Dil Ki Baat...Har Kadam Par Continously Mujhe Dekhtein Hain...Dekhte Hi Khayalon Mein Kho Jaatein Hain...Toh Is Baat Ka Ehsaas Hai Mujhe...Ki Aapki Dil Ki Baat Zubaan Tak Nahin Aahrahi(Bebo's Dialogues)
Amrit Imagines Simran As Bebo And Praises Her Qualities
Jaise Aap Bahut Masoom Hai...Bilkul Phaton Par Padi Rose Ke Phool Ki Tarah...Saf...Nirmal...Aap Hasti Hai To Aisa Lagta Hai Ki Subah Hogayi Ho...Udhas Hotein Hai To Raat Hojati Hai...Sachai Aapki Ankhon Se Jhalakti Hai...Aapki Muskurahat Har Dard Ko Door Kardeti Hain...Aap Sukoon Hain(Amrit's Dialogues)
Amrit Birthday Celebrations
Khushiyon Ke Bhi Ajeeb Baat Hai....Kabhi Kabhi Woh Srif Khushiyan Hoti Hai...Toh Kabhi Gham Chupane Ka Bahana...Hamesha Jo Dikhta Hai Woh Waisa Ho Yeh Zaroori Nahin(Amrit's Dialogue)
Bebo's Advices Naintara About Omi's Love For Her And Amrit Realises Love For Bebo
Mere Praji Tumse Bahut Pyar Kartein Hain...Kehna Hi Sab Kuch Nahin Hota Hai...Unke Har Ek Baat Jo Unke Pyaar Ke Izhar Karte Hai Woh Kaafi Hai Naa...Dekho Naintara Praji Hamesha Tumhare Khayalon Mein Khoye Rhete Hain...Tumhare Takleef Ka Dard Woh Apne Dil Mein Mehsoos Kartein Hain...Tumhari Kahiin Aur Shaadi Ki Baat Ho To Kitni Pareshan Hojatein Hain...Apne Chaha Ya Na Chahein Lekin Agar Unke Dil Se Dua Nikalti Hai Srif Tumhare Liye...Kisi Ki Baat Maane Ya Na Maane Lekin Tumhari Baat Kabhi Nahin Taalentein...To Bhai Yeh Pyar Nahin To Kya Hai...Agar Woh Apne Dil Ke Ehsaas Ko Tumse Chupa Bhi Rahein To Isliye Kyunke Unhe Daar Hain Yeh Pyar Hi To Hai...Dosti Mein Pyaar Zaroori Hai Lekin Pyar Ke Liye Dosti Bhi Zaroori Hai(Bebo's Dialogue)
After Bebo Chooses Clothes For Him Amrit Talks To Himself
Agar Aap Ko Yeh Pasand Hai...To Mujhe Bhi Pasand Hai(Amrit's Dialogues)
Bebo Advicing Omi To Confess His Love To Naintara And Amrit Hears It And Lost In Thought As Well As He Helps Omi
Praji Ek Ladki Kabhi Khud Pehel Nahin Karti...Aur Waise Bhi Aapne To Kabhi Apne Dil Ki Baat Nahin Batayi...To Woh Kaise Bataye Bhala...Andaaza To Aapko Lagana Chahiye Tha...Uski Naazdikiyan...Uska Bhartaof...Us Aapko Dekhna...Aapse Baatein Karna...Usey Aap Pe Bharosa Hai Ya Nahin...Woh Aapko Apni Zindagi Hisa Maanti Ya Nahin...Agar In Sab Baaaton Ka Jawab Haan Milein...Toh Iska Matlab Usey Aapse Pyar Hai...Is Rishtein Ka Shuruwat To Ladkon Ko Karni Hoti Hai(Bebo's Dialogues)
Amrit Writing A Letter Of His Feelings To Bebo
Bebo Pyar Hoyi Jayega Yeh Kahan Maloom Tha Mujhe...Bas Itna Khayal Aata Tha...Ki Jab Kabhi Kisise Pyar Hoga...To Woh Kuch Aisa Hi Dress Phenke Mere Samne Aayegi...Aaj Yeh Tohfa Main Aapko Deh Raha Hoon...Taki Aap Isey Phenke Mere Khayal Ko Poora Kare...Meri Is Gustakhi Ko Izhar Samjhlena...Agar Aap Is Dress Ko Phenke Mere Samne Gurdawre Aagayi...To Mein Samjhoongha Ki Aapne Mere Pyar Ki Ehsaas Ko Manzoori Deti...Aapka Jawaab Chahe Jo Bhi Ho...Lekin Meri Is Kohsish Se Hamari Dosti Mein Kabhi Kohi Farak Nahin Padi...Ek Dost Amrit (Amrit's Dialogues)
Amrit Talking To Himself While Seeing Bebo Secretly Going Into A Room
Theek Hi To Hai...Hoga Wohi Jo Babaji Ki Marzi Hai...Kyunki Mujhe Jo Kehna Tha...Woh Mein Kehe Chuka...Ab To Dekhna Yeh Hai...Ki Bebo Mere Dil Ki Baat Samjh Paati Ya Nahin(Amrit's Dialogues)
Edited by Mages - 16 years ago