Originally posted by: ChameliKaYaar
Give a song for each of these situations: Song should be germane to each situation
1. Chameli aur Jhameli CKY pe haq jatane ke liye ek doosre ka baal noch rahe hain.Ek taraf hai ghar waali ek taraf bahar waali
2. Randeer ne Chameli ko CKY ke dar se saatwe aasman pe chadha diya haiParde mein rehne do parda na uthao parda jo uth gaya toh bhed khul jayega
3. BabyTaw Randeer ko dhamka rahi hai ki tu jakar Chameli ko le aa nahi to main teri baal ka khaal nikal doongi.
Yeh betiyaan toh babul ki raaniyan hain, lambi lmbi pyaari pyaari yeh kahaniyaan hai.
sorry couldnt find the apt song for this situation😕
4. Jhameli aur CKY Angoor ke ped ke neeche baithe hain aur Chameli daal pe baith ke khatte angoor kha rahi haiMain toh raste se jaa raha tha, main toh bhel puri kha raha tha, main toh ladki ghuma raha tha, tujhko mirchi lagi toh main kya karoon.
5. CKY aur Adi Table Tennis khel rahe hain aur Chameli khadi soch rahi hai ki main kaju khaun ya kishmish khaunchaand ko todh doongi suraj ko modh doongi tu ek baar jo haan karde main pehla waala chod doongi
6. Chameli CKY se ladkar kopbhawan mein baithi hai aur "manthara"...bole to Dia....😆 usko samjhane aati hai Hai hai re hai yeh ladka hai hai re hai karta nadaniyan kyun poocho toh hai
7. Jhameli CKY ke haathon muh kaala karke ghar lautati hai aur Baby-Taw surf se uska chehra ragad rahi hai.laga chunri mein daag chupaoon kaise
8. CKY aur Abhi Bandra police station mein baithe hain....lock up mein hai Chameli aur Amrita....Inspector soch raha hai kisko kiske hawale karun....kya karein kya na karein yeh kaisi mushkil haaye, koi toh bata de iska hal toh mere bhai
9. CKY ne sirfire Randeer ka sir theek karne ke liye hire kiya SDK ko....SDK Randeer ko ulta paath padha raha hai.Yeh hai aashiq aashiq aawara, Nasha yeh pyaar ka nasha hai yeh meri baat yaaro maano
Dushman na kare dost ne woh kaam kiya hai umra bhar ka ghum hamein inaam diya hai
10. CKY aur Chameli ki is anant prem kahani ko dekhkar Anushree apna baal noch rahi hai.....aur CKY ne usey ek razor offer kiya hai taaki kaam ekdum khallas ho...
😆 enjoy 😆
Manish i have changed the question color since i will reply in red
hmmm had great fun finding songs for situations😛