Starting from this monday: Faisla ka din...hehehhehe๐๐๐
yr ek baat hai maine apni zindagi me itna chillane vali judge nahi dekhi..usually judge bade shant hote hai,bas order order bolte hai but yahan to case ulta hai...Ye judge to beta kisi ki baat sunne ke liye tyaar nahi,na sanchi ki,na indu ki,,,sare lawyers ko daantkar chup karva diya...bechara tiwari
Tiwari:--My lord! case bilkul saaf hai,talak ho jaana chahiye..
Judge:- apko faisla sunane ka haq kisne diya...ap kya judge hai..
chupchap baith jaiyye...๐๐๐๐
Bechara tiwri chup...Kuch bolne ke liye nahi bacha...Baisaab! itni sadu judge kahi nahi dekhi...
And then apna indu:
Indu--judge sahiba,hamara apna koi dikhana nahi,hum inhe kahan rahenge..
Judge:- to ye shaadi karne se pehle sochna chahiye tha..pehle to shaadi kar li ab nibhana nahi chahte...shaadi ko mazak bana rakha hai...๐๐๐๐.
Bechara indu chup...Kya bole! hehehehehheheh,,,main itna kabhi kisi episode me nahi hasi,,judge ne sabki achi bezzati kar di...hhehehe
Then roop(the fool)...๐๐๐
roop:- hame apse kachu baat karni hai...(hehehehehe)
Indu:- ka ka baat karni hai...
roop:- ap hamre bare me kuch soch sakat hai...
Indu:- ka soch sakat hai...ka soche tumhare bare me
roop:- chirag lekar bhi hamre jaisi biwi nahi milegi...humre roop me doob jayenge ap
Indu:- hamre paas tumre roop me doobe ka samay na hai...๐๐๐
heehheehehe,,,stupid roop...
Then indu ji pahuche sanchi madam ke ghar,,,vahan jakar pehle to darwaze ki pooja ki,uske baad itne jor se darwaze ko pita,aisa lag rha tha jaise sanchi ko aise hi marna chahta ho...heheheheheh...bechara darwaza pit gaya...
Sanchi should work hard on her expressions and dialogue delievery...I mean her expressions are all same and its really irritating to see her repeating the same dialogues...
Main bhi sanchi mathur hun,tumhe tumhari aukat dikha dungi...
agar tumne apne doston ko nahi bhagaya to main police ko bula lungi...
Ap log chinta na kare main indu ko sambhal lungi...
tumhe jaldi hi pata chal jayega ki kaun kitne pani me hai...
main tumhe dekh lungi indu singh...
sari galti tumhari hai indu singh,,tumhe kabhi maaf nahi karungi...
See same same dialogues...
Iam really irritated...Anyways tiwaris are more getting more interesting day by day...๐