Raadha: Mujhe to pura yakeen hai ke kahin na kahin koi na koi mere liye zaroor banaya gaye hai.
Shyaam: Please!! I don't believe in all this. Mujhe yeh sabh romace crap mein vishwaas nahi hota.
Raadha: Com'on yaar..seriously,,kya tumhe lagta hai ke kahin na kahin koi na koi tumhare liye banaye gaye hai??
Shyaam: Maine kaha na..I don't beleive in all this!!!
Narrator: Kya aapko lagta hai ke aapke liye kahin na kahin koi na koi banaye gaye hai?