guyz have u noticed
prithvi ko delhi chode 4 saal ho gaye us samay wo 14 kahoga par 4 saal main wo 21 ka kaise hogaya agar wo is time 18 ka hai to phir wo 21 ka kaise dikh sakta hai usne koi tonic li hai kya?😆
same with pratha wo to 5 or 6 yes ki hogi par 4 saal main itni badi kaise ho gayi (agar kal k epi main (10 nov )jo ladki thi wo pratha hi thi to)
same with sanyo 😆
really its confusing wat do u think